Bahut mushkil hota ha loss ko accept karna right????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun loss chahye kam ho ya big osy bholana mushkill hota hai or wo trader kabhe bhe kamiyab nahe ho paye ga jo loss ko accept na kre forex ek business hai jis main jitna profit hai utna bhe loss hai wo he trader forex main kamiyab ho paye ga jo market ke trend ke mutabik trading kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      He ha nokasa ko aksapata kara na bohata he moshakala kama ha is lays ma is nokasana sa bachana chats ho or ESE galate dobara na he kara na chats is lays ma is ko pasand kara ta ho good luck.
      • #48 Collapse

        Forex may kaam karty karty yahan hamen loss karnay k aadat par jati ha jiss say ap loog loss kar jaty han market ki direction ko find out b nahi kr oaty han k kis kinkya direction ha market may is may kaam karnay k lye sab k kye
        • #49 Collapse

          sir baat ya ha kay muskil to hota ha lakin loss bhi to hmari waja say hi hota ha islay ma apko yahi kaho ga kay apko bs mehnat krni chahiye or agar apko loss hota ha to apko har nai mani chahhiye qk isay ham bhot kuch gain krty ha or bad ma phr experince lay kar earning bhi kar sakty ha islay bs apko mehant krni chahiye
          • #50 Collapse

            Forex Trading main Loss honay par disheart nhi hona chahiye, aur mere khayal main Forex trading kamzoor dil walo ka kaam nhi, aisay traders ko Forex trading join krnay se phele is ke risk factors ko jaan lena bhot zrori hai.
            • #51 Collapse

              Yeh baat to hundred percent right Yeh insani fidrat hai loss ke trah se haar Hoti hai jismei Insaan beizzat SA mehsoos Karta hai Insaan hamesha taraki profit kaamyabi se Mohabbat karta hai jab profit hota hai to wo jaise saatve Aasman par pohach Jata hai aur loss use Aisa feel karata hai jaise wo arsh se farsh as Gaya ho zindagi ek do pehlu hote hai hamesha kaamyabi nhi milti hai isliye jab bhi na kaamyabi mile use jujhe use harai successful trader ki yahi pehchan Hai wo loss se gabraate nhi hai wo loss ke Baad aage ki tyari karte hai ki is loss Ko kaise cover kiya jaaye wo hamesha apni galtio se sikhte hai agar aap forex kar rahe hai to apna mind bhi usi trah banai hamesha profit hoga maankar mat chaliye loss Ko accept kijiye tabhi aap forex business Mei tik paayenge
              • #52 Collapse

                Assalam o Alaikum wa Rekhma tullaha ha wa bara katoo hoo.My Dears Friends, loss ho ga to fada b ho ga jub hum loos nai karan ga to fada b na ho ga acha profit tub he ho saktay jub hum karm khushi sa karain ga.
                • #53 Collapse

                  aap nay sahi kaha k loss ko accept krna bht ziada mushkil hay lakin yeh bhi forex ka ek hisa hay - forex main profit and loss bht aam hay market kce bhi waqt loss ya profit day sakti hay
                  • #54 Collapse

                    bhai agar karni trading ha to apna dil ko bara kr lain is ma har jeet ko accept krna wala bana parta ha .aik successful insan wohe ban skta ha jo loss sa sekhta ha or apna us loss ko recover kr ka dekhta ha .Market ma asa krna wala log he success pata han .loss jitna bhe ho loss loss ha wo kabhe bholta ni ha khas tor par jo ham first time karta han bad wala itna yad ni rahta .
                    • #55 Collapse

                      Bahi Jan forex trading mein loss ko accepted krny ke lye knowledge ko use krein aghr knowledge hai tu loss tu minutes mein accept kia ja skta hai bus knowledge PR trade open krein
                      • #56 Collapse

                        Is men koi shak nahin k loss ko accept krna shyd dunya ka sab se mushkil kam hai.Lekin majbooran he sahi accept to krna parta hai.Har kisi ko zindgi men kabi na kabi loss bardasht krna parta hai
                        • #57 Collapse

                          Mere bahi forex trading mein loss ka hona humari apni aik khami hai aghr him trading shi tarah krein tu humein loss nhi ho ga is lye humein trading shi tarah krni chahiye taqe achi tarah trade ho saky
                           
                          • #58 Collapse

                            Yes of course bot he mushkil hota hota hai loss ko accept karna kiun kay aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain loss to zada he ho ga jab ham lots baray size ki lagain gay or hamain chiay kay ham trading long term kay liay karain ta kay hamain loss na ho
                            • #59 Collapse

                              G han jab hamain apni her open hony wali trade main profit hasil ho raha hota hai tou hamain bari khushi hoti hai but agar hamain kisi open ki jany wali trade main loss hota hai tou uska bara afsose hota hai but yeah forex trading business hai aur business main profit aur loss tou must hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                dear members forex trading aik online trading business hai forex trading ma humen perfect analysis aor trend search out krna hota hai isky elawa humen forex forex trading ma indicators ka sahara lena hota hai forex trading ma humen zeyada tar emtions ko control kr ky trading krna hoti hai is sy apko loss kam hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X