Bahut mushkil hota ha loss ko accept karna right????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bahut mushkil hota ha loss ko accept karna right????
    Loss hum bhool nahi sakta chahe wo chot loss ho ya bhara loss ho as ki waja ya ha ka hum accept he nhi kar patay ka hum loss howa ha agar ap accept kar ka loss ka reason watch karen tab jakar hum ak achy trader bana ga kon kon agree ha meri as baat say....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai jab hamain forex market main business kerna hai tou loss ko accept tou kerna hi hoga han aesa ho sakta hai ky ham apni planning aur stretigy sy apny loss risk ko minimize ker sakty hain jis ky liay hamain zyada sy zyada forex market main trading ka knowledge aur experience hasil kerna hoga
    • #3 Collapse

      Bahi loss had kissi ko hota ai aghr ap ko loss she bachna hai tu trading news me saath krein news ko analysis krna chahiye news achi trading profit mein de GI air long trade krein
      • #4 Collapse

        yes dear bihat muskil hota ha jab hume lose hota ha tu bohat tension hoti ha hum pora month menat krte hein ur end py hume lose ho jata ha is liye hume phaly se hi is ma experience hasil krna chaiye
        • #5 Collapse

          Yes dear of course loss ko accept karna bot he mushkil hota hai per karna parta hai kiun kay ham agar wait karain market ka to phir pata nahi kab tak hamain wait karna paray or phir bonus account say with draw bhi to nai kar saktay
           
          • #6 Collapse

            Gee Bhai Jan agr ap loss sy bchna chajty Hai to apko market ko smjh chye aor market Barry ma information collect krni chye ta my apko trend nanaalysis ka pta chly aor fundamental aor technical signal ka bhi ta ho forex ma trend bht important Hai.
            Acha kaam achy daam
            • #7 Collapse

              Haan dost forex main loss ko accept kerna mushkil hota hai par acha trader wohi banta hai jo forex main loss ko accept kerta hai us pay ghoor kerta hai reason ko diekhta hai pher wohi us main aik kamyaab tradr banta hai
              • #8 Collapse

                ye app ki bat tu thek hai mger ager daikha jay tu ham ko losshe forex markeet mai sekhat hai ager ham ko loss na ho tu ham iss mai sekh bhi nahi sakty kun k ham ko phir galti ka pta he nahi chly ga jiss sy hmain loss hoa hotya hai.
                • #9 Collapse

                  loss or profit to phr business ka hisa hain.so agr business main loss ho b jay to hmain market ko phr se study krna cahye or samjna cahye k Q los hoa hai.es se hmain market ko phr se samajny ka moka mily ga or market main hm phr se apni puri skills use kr sakain gy or learning kr sakain gy.
                  • #10 Collapse

                    G dear ap ne theak kaha k bahut mushkil hota ha loss ko accept krna.loss loss hota ha chaye chota ho ya bara usy accept krna mushkil hota hai.is liye hamyn chahye k ham mehnat kryn aur zayada knoweledge gain kryn ta ky achy trader banyn aur loss se bach sakyn.
                    • #11 Collapse

                      Yes of course loss ko accept karna waqai bot he mushkil hota hai hamain chaiay kay ham trading achay say karain or stop loss lagaia karain tak kay kuch na kuch hamain faida hasil hota rahay
                       
                      • #12 Collapse

                        g loss ko her accept nahi kar sakta jiss ko bhi hota hai usko boht dukh hota mger ham ko himmat karni chheay aur jiss galti ki wja say loss hoa ho app ko thek karna chheay galti ko phir he app stron trader ban sakty hain aur loss say save reh sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
                          Yes of course loss ko accept karna waqai bot he mushkil hota hai hamain chaiay kay ham trading achay say karain or stop loss lagaia karain tak kay kuch na kuch hamain faida hasil hota rahay
                          ge han yeh bat to he keh trader ko loss ko accept krna mushkl lgta he aur trader ko apne forex trading mein loss ko accept krna prta he aur trader ko chahe keh woh apne trading mein stop loss aur take profit ka istemal kre aur apne trading mein ache knowledge aur experience se apne trading mein ihtiat se kam kr ke acha profit hasil kia kre
                          • #14 Collapse

                            Han g bhai jaan ye baat to apki bilkul thek hai k trading krty hoy ya kisi or b or business main insaan k liye nuksaan brdasht krna bohat mushkil hota hai q k loss honay pai bohat sy loog disheart ho kr kaam choor daity hain
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Hello friends ma new user hon mojay forex use kartay hoay 2 months hoae to mojy pata chala K last month mujy bohat loss hoa lakin bohat moshkil hota ha loss ko accept Karna right

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X