Forex newbies ko sub sa pehle kiya seekhna chahiyeh?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
    forex newbies ko forex main sub sa pehle kis cheez ko seekhna chahiyeh wo cheez batein aap.
    bhai jan is mn new trader ko chahye k wo pehly achi tarha prectice kary
    is k liye wo demo bhi use kar sakta hy q k demo k bagher ham kuch bhi nahi kar sakty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      yeh sab cheezein zaroori hain aur in sab cheezon k liye aap ko time chahyie aur time k sath exeprience aur waqt k sath sab seekh jate hain log is liye aap ka attitude sahi hona chahyie aur agar aap.
      • #468 Collapse

        forex ki trade me jo log new ate he wo chahte he k jald uz jald ziada income kama le lekin un ko aisa ni krna chahie or ziada focus is k knowledge or experience pe krna chahie to ye un k lie acha hi ho ga Baqi app youtube sre bhi seekh saktay h
        • #469 Collapse

          Sab se Pehle What Is Forex New bie ko pat hona chiahe forex kia he Us ma kia hota he Trading hoti to kin chzon par hoti he aur kese hoti he har tarha ki information honi chiae
          • #470 Collapse

            hello dear in my opinion in the starting trader should learn the basic of forex trading business because biginner need to learn forex trading in the starting when he or she has learn basic then she or he should start advance level trading by some one.
            • #471 Collapse

              moo kee new ka lia kise ke trede ko dekhna chahia per demo account forum see poory malomat de hoob practice zada zada amdan
              • #472 Collapse

                forex main jo log new atay hain un ko sab se pehly forex kay rules and regulations ko seekhna chahye for example kesay posting karni hai aur kis limit main reh kay karni hai ye seekhnay kay liye sab se ahm bat hai agar ye cheez seekh li jae to kam shuru kea jasakta hai
                • #473 Collapse

                  forex main jo log new kam shuru kartay hain to un ki koshash hoti hai ke jaldi say jaldi zaida cash kama lain lakin mery khail main ye theek nahee hai saub say pehly is kam ko seekhana zaroori hai seekhanay ki waja say loss nahee ho gha.
                  • #474 Collapse

                    Jo log is field me new atein hain unka sub se pehla step to mere view se to demo practice or emtionally control ka hai ager ap in chezon mein start mein control krne main kamyab hogye or demo ko achi trha basic se professionally level tak seekh liya to ap future me profit krien ge forex se ye mere kahyaal hai ke newbies ko aesa krna chahiye
                    • #475 Collapse

                      forex mein new trader ku sab se pehle forex k baray mein jana chaiye feer trade karna chaiye aur agar ap es k baray mein jan gae hain tu mein ap se guzrish karo ga es mein greed na karay
                       
                      • #476 Collapse

                        Mery khayal sa New traders ko sub say pehly trading ki basic ko read karna chaiyeh , us k bat kuch tutorials dekkhny chaiyeh , aur articles ko parrhna chaiyeh , aur is k sath sath demo per trading ki practice b karni chaiyeh , is say trader aisa aisa learn kar leta ha, trading ko...
                        • #477 Collapse

                          new forex ko sekhne walo ke lye zarori ha ko wo sub se pahle is achi tara sekhy is ko demo me khub practice kari chye is ke bade ager demo account me result acha milna shoro ho jaye tab hum real ke taraf aye...
                          • #478 Collapse

                            forex trading main newbies ko chahye kay wo apni practice par ziada concentrate karen forex trading main acha start karnay kay lye aur trading ke basics ko learn karnay kay lye har new trader ko chahye kay wo trading kay demo account par kam az kam 3 month tak trading kary aur us kay bad trading kay live account par transfer ho jay aur real trading kar kay real earning karay
                            • #479 Collapse

                              Jo log Forex me new han un logo ko Forex me sub se phale money managment rule ko follow karna chahye or long term trade ko folloaw kare to new trade ke leye zada behtar ho ga mere hisab se or is ke sath sath demo pratice zarori he .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                Forex ek aisa business hai jis me ap ko experience or knowledge ki zarurat parti hai is liye jo new trader ata hai to us ko jaldi hoti hai paisa kamane ki or wo begaie soche sumjhe trade kar dete hai jis ki wja s us ko loss hota hai is liye new trader ko cahye k phahle achi tarhn learn krare forex k business ko.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X