Forex newbies ko sub sa pehle kiya seekhna chahiyeh?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    jo new members forex ko join karta ha us ko real account ma trading karna sy phela ap ko demo account ma trading karna ho gi phr he ja kar ap real account ma trading kar skyta ha agar ap demo account ma trading nai karta to mery nai khayal phr ap real account ma be theak tarh sy trading kar skyta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      salaam well main kahoongi ke unko market mein anay se pehle basics seekh lenay chahiye hain takay unko market ki abc maloom hojaye aur demo account khol ke us mei npractice ke saath knowledge bhi haasil karni chahiye hain takay jis bhi option ka lesson lain usko practical kar sakain demo pe aur koi loss bhi nahi hoga
      • #453 Collapse

        forex mai newbies ko sab se oehlay ye sekhna chaye k wo es mai kaam theak tarha se kare aur baic rules sekhay aur trategy banae k agar ye ho tu mera amal keya ho ga
        • #454 Collapse

          apka jawab to sahi hai lekin wo depend karta hai usko seekhna hain ya nahi agar seekhna hai to sab se pehle to market ke baare me aur money exchange ke baare me sikhna chahye newbies ko phir forex ke baare me ke kya hai forex........
          • #455 Collapse

            newbie jo hote hein unko chahiye k wo pehle apna mind set kren our learn karen maloomat hasil kren our demo len phr trade kren wo bhi kam investment k sth or unko apna 100% dena chahaiye jabhi wo kch kr skrte hen.
            • #456 Collapse

              new comers ko chahye k wo sb sy pehly apny aap ko is qabil kern k wo yeh kaam kr skty hn. then wo is k marketes k baary ma knowledge haasil kren. is ma aap ka n faaida hy. then aap tp .01 sy trade start kren or elders sy raabty ma rahen
              • #457 Collapse

                dear forex newbie ko sab se pehle kam se kam aik week k liye demo account ki practice karnii cahhiye ta k ose kam se kam market ki movement aur software pe kam karne ka pata chal jaye baqii cheezain tu seekhne ki sath sath chaltii hain,,,
                • #458 Collapse

                  demo account is the only way that you can gain experience and experience because with demo account you do not have to invest your money before you can trade. demo account is meant for learning and practice and so as a new trader you must concentrate on learning and practicing at all time
                  • #459 Collapse

                    yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa
                       
                    • #460 Collapse

                      observation of chart reading and learn the books of the exports that what they have write for the new comer and what is the lesson full chapter for me to get he strogn entry and the strong money from the entry which i have done here
                      • #461 Collapse

                        forex newbie ku sab se pehle daily forex par training karni chaiye ye un k liye ziyada faeda mand sabit ho sakti hai forex mein agar ap daily kaam kar rahay hain tu ap k liye ziyada faeda mand ho ga
                           
                        • #462 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                          forex newbies ko forex main sub sa pehle kis cheez ko seekhna chahiyeh wo cheez batein aap.
                          bhai jan is mn new log jo hoty hn un ko chahye k wo traing mn sab sy pehly demo use karen aur isi py achi tarha prectice karen jab wo is py expert ho jayen phir wo real pe kam karen
                          • #463 Collapse

                            sab se se pehle tu es ke training lazmi hai wo be kam se kam 3 month tak demo par trading karay tab he mukin hai k es mein asni se kamyaab ho sakay aur dosri baat es mein kud ka confidence hona buhat he zarrori hai
                               
                            • #464 Collapse

                              Ge han my dear jasa ka ap na boht he acha swal kia ha or is ma mara mushwra ya ha ka agr jo bhe new bhai forex ma new hota ha os ko chhy ka wo pahla zyada sa zyada apna knowledge or expirence per twaja da.thanks.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                Forex new users ko sab say pehle is business mai enter hone say pehle apni knowledge or skills ko barhana chahiye or phir ja kar apna paisa real trading mai invest karna chahiye, kiu kay sab say best tariqa hai loss sa bachne ka. or ziada say ziada waqt forex business ko daina chahiye.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X