Forex newbies ko sub sa pehle kiya seekhna chahiyeh?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    forex me sab se pahle hamko yh sekhna chahiye ke mt4 ka use kese karte hen kiu ke agar hamko mt4 ka pura use hi nahi aata ho ga toh ham phir trade kase kar skate hen is lie learn karen phir jab achi samaj aa jay toh phir trend ka analysis karne ki traf dehaan den
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasdf014
      forex ki trade me jo log new ate he wo chahte he k jald uz jald ziada income kama le lekin un ko aisa ni krna chahie or ziada focus is k knowledge or experience pe krna chahie to ye un k lie acha hi ho ga.
      i am agree bro theek kha new members ko pahle knowledge get karna chaiye forex trading k bary ma r lalch no karna chaiye saber k sath kam karna chaiye exprince get karna chaiye then es tarha wo achy trader ban sakey gay
      • #603 Collapse

        yes dear aap theek keh rahy hein main aap ki baat se agree karta hun, new bandy ko theek tarah se demo account pe practice karni chahiye or eske ilawa experienced persons se bhi malumat leni chahiye, or jab new user real trade kare tou laalach ka khayal rakhy ku ke laalach mein hamein pta he nhi chalta ke hum kya kar bethy.
         
        • #604 Collapse

          g brother aap ne bilkul theek kaha agar hum demo pe practice nhi karengy, or real account pe trading shru karengy tou taqeenan hamein nuqsan hoga, or hamein risk manage karna nhi aaiga, or hum loss mein chale jaingy, hamin chahiye ke hum starting mein achi demo practice karein or uske baat real pe trading karein or kam se kam volume 0.01 rakein. ok
             
          • #605 Collapse

            asal mein forex mein sari baat learning pe depand karti hai, hamin forex pe ziada se ziada learning karni hogi, or basic malumat ke bary me jaan na hoga, markeet analysis, indicators waghera, or ye sab cheezen seekhny ke liye hamein demo account ko ziada se ziada time dena hoga, es tarah hum ek achy trader ban sakty hein.
             
            • #606 Collapse

              Forex newbies are first learning is how to control your emotion in trading if you can require your emotion in trading then hopes that you interpret be a serious and moneymaking bourgeois easily that how oft you requisite exactly moral backlog your dealing and will be also a profitable trader.
              • #607 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                forex newbies ko forex main sub sa pehle kis cheez ko seekhna chahiyeh wo cheez batein aap.
                forex main new comers ko sab se pehle is forex ke bare main proper knowledge hona cahiye is ke rules ristriction ke bare main mukamal pta hona cahiye tab ja ke un ko forex trading karni cahiye
                • #608 Collapse

                  Forex min rozna latadad log es karobar min shirkat kar rahe hin aur agar hum deikhin k en sab logon ko aik jeissi sorathall ka samna bhi karna parta he aur wo sorathal he loss ki sorat hal aur loss ki bunyadi wajah humari apni ghalatiyan hoti he humin apni ghaltion se sabaq seikhna chahye. Sab se pehle new bie ko demo account pe trading karni chahye.
                  • #609 Collapse

                    Forex trading mein newbies ko sab se pehle to jo log yahan postings ker rahe hein unko posting kerna seekhna chaiye because bohat bar easa hota hy ke newbie aate hi koi mistake ker deta hy or uska account ban ho jata hy so sara kaam hi khatam phir koi chance bhi nahi hota to knosi trading or kesi forex..
                    • #610 Collapse

                      demo account ma trading ki practice karian. kyn k without practice hum trading nhe kar sakhty hn. or trading k bagiar hum bones ko withdraw bhe nhe karwa sakhty hn. isi lye hamain phly learning karni chaye.
                      • #611 Collapse

                        Beginners ko sab say pehlay forex trading ki know how smjhny chahye basics of trading like margin leverage swap trends indicators symbols etc usk bad jitna possible ho demo p practice kerk skills improve kerni chahye tak live trading may help milay.
                        • #612 Collapse

                          brother jo b newbies ho forex trading may learning start karna must hia agar who learning say start nahi kartay hia our seeda market may enter ho kar trading start kar lay tu lossr ho sakta hia bahot ziyda so start only learning and practice
                          • #613 Collapse

                            meray khayal say sab say pehlay aap ko forex kay baray may malomat lena chahiye phir us kay bad trading ka software chalana seekhna chahiye phir us kay bad demo account per earning ka tariqaqar banana chahiye our experience banana chahiye our jab aap samajh kay aap trading karsaktay ho phir aap ko real per kaam karna chahiye.
                            • #614 Collapse

                              Forex trading min new comers ko chahye k apni raqam aur peise invest karne se pehle wo es karobar min time invest karin. jeis jeise wo es karobar ko samjhte jaein ge unko andaza ho ga k yahan humin earning ka kafi acha moqa he aur hum yahan se kafi kuch earn kar sakte hin magar patience zarori he to sab se pehle to patience karna hi seikhna chahye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                Forex new cumers ko sab c pehla proper use of demo account ana chahyea. Jab wo ye samaj lain ka wo demo account me master ho gaye tab un ko agla step ke taraf jana chahyea. Q ka forex ka first step he demo trading he ha. Ic ka bad ap real live trading ke taraf move kar sakta Han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X