kabi bhi over trading mat kary warna account wash ho jaye ga.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kabi bhi over trading mat kary warna account wash ho jaye ga.
    dear hum mai se zayda tar dost hai jin k pass balnce kam hota hai magar wo market ko dekhy baghair hi atni trades laga dety hai k aun ko ais par samjh ni aati aor wo trades zayda lagaty hai jis ki waja se aun ka account wash ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear ma ap ki bat se agree krta hum lalch ma khabi be over trading nai krna account wash ho sakta ha normal profit py hi guzra krna chaiye
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: forex_lover پيغام ديکھيے
      dear hum mai se zayda tar dost hai jin k pass balnce kam hota hai magar wo market ko dekhy baghair hi atni trades laga dety hai k aun ko ais par samjh ni aati aor wo trades zayda lagaty hai jis ki waja se aun ka account wash ho jata hai.

      My dear friend may apko batana chahta ho ka little investment her wo trader jo real account pa trading karta ha uska mind greed full hota ha uski ak he soch hoti ha ka market may thora boht taank jhaank ka may entry lelo ur profit earn karlo jab tak usko ya samjha nhi ayi gi ka little investment say trading karna boht he dangerous ha jab tak wo as tarah ki he trade karen ga,
      Aur over trading tu waisay he nuksaan da ha chaye apke pass amount zada ho ya experience ur knowledge zada ho taab be over trading boht dangerous ha professional traders avoid karta hai aur long term trade ko zada tarjeeh dete hein.
      • #4 Collapse

        g han dear forex mein new trader market ko dakh k trading nai krty wo bs or bs trad open kr dyty hein simple jis sy loss k chances zyada hoty hein or luck py depend reh k sirf loss he hasil kiya ja ta ha is liye new trader ko wait kr k senior k sath work kr k achi earning hasil ki ja sakti ha
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: azantauseef پيغام ديکھيے
          g han dear forex mein new trader market ko dakh k trading nai krty wo bs or bs trad open kr dyty hein simple jis sy loss k chances zyada hoty hein or luck py depend reh k sirf loss he hasil kiya ja ta ha is liye new trader ko wait kr k senior k sath work kr k achi earning hasil ki ja sakti ha
          ge bhai ap ke bat sahih he keh trader jo market ko ache trah se nhe dekhte hien aur market ke trend ko sahih smjh kr trend ko follow nhe krte hien woh wash krwa bethte hein es lie mein yeh kahon ge keh hmein apne trading mein ache trah se market ke trend ko smjh kr trade lgana he aur apne trading mein experience acha krna he aur apne trading mein ache planing se kam kr ke success hasil krna he
          • #6 Collapse

            Asal waja to yehe hai kay balance kam hota hai or trades zada open ki hoti hain ham ne jis ki waja say bonus account wash ho jatay hain or aik or waja bonus account per leverage kam hoti hai ham aik bar main he sara free margin utilize kar jatay hain. Ye bot bari mistake hai
            • #7 Collapse

              mein ap ki bat sy bilkul agree krta houn q k forex mein agar ap over trading kro gy to sirf or sirf loss he hasil kro gy is liye hameesha acha or hard work kreen or experience hasil kreen then ap bohat he achi earning kr sakty ho or kamyab life ge sakty ho..
              • #8 Collapse

                Bahi Jan forex trading mein aghr khud ka experience ho tu bahot hi best hai apko bahot sari cheazein bhi learn ho jati hain aur ap trade bhi shi tarah kr slty hain thori bahot bhi krein
                • #9 Collapse

                  Bahi mere khayal mein jab bhi him over trading krty hain tu humein bahot zaida loss ho jata hai is lye humein over trading nhi krna chahiye khud ke experience PR trade open krni chahiye Jo humein loss na de
                  • #10 Collapse

                    G dear hume is ma bohat soch samj k trading krni chaiye is ma hume sab se phaly experience ur knowledge hasil krna chaiye ur demo account ma practice krni bohat hi important ha hume is ma market ko daily fallow krna chaiye
                    • #11 Collapse

                      Main tou sab traders ko mashwara deta hun ky jab bji ap bonus account sy trading kerty hain tou jo bhi trade open kerain us main stop loss aur take profit zarur use kerain apni trade average nikal ker agar ap stop loss aur take profit use kerty rehain gy tou apka account kabi wash nehi ho ga
                      • #12 Collapse

                        Bilkul ap thek keh rahy hain.. Over trading ki wja se hi aksar loss hota hai.. Hmen limited trade lgani chahean... Jis pe hmen surity bhi ho
                        • #13 Collapse

                          Dear jaha tak bat hai over trading ki to her kisi ko pata hota hai k agar aus ne over trading ki to aus ka account aurr jaye ga ya aus k account ko kafi bara risk hai magar hum tab hi account par over trading karty hai jab humri trades phans jati hai ya hum bilkul hi haar maan lety hai to hum.aus time zayda trades laga dety hai jis se humra account aurr jata hau.
                          • #14 Collapse

                            AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh pyary bhai jan forex trading main money management inthai zaroory hy is k bger koi chara nai. Agr ap money management k rules follow nai krain gy to ka end result loss main e ho ga I sliye kabi b over trading mat karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex market mai over trading nahi krnachaheay.kyu k over trading ka multab hai k ap forex market mai lalach work krtay hai es tarah ap forex market mai success full trader nahi ban sakty.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X