kabi bhi over trading mat kary warna account wash ho jaye ga.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Dears ma apko btana chahta hoon ke jo new log hote hai unko bohot jaldi hoti hai aur wo patience nai krte jis ki waja se bohot nuksan ma reh jate hain. pehle demo account pe practice nahi krta aur loss hota hai,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g bhai apki bt thk hain jab ap ek br trade kr ky profit hasil kr lty hain tau ap greed ho jaty hain tau apko pata nai chakta ap kahan mistake kr rhy hain jahan ap profit hasil krny ky chakron ma losss hasil kr lty hain is liy jo ap ko profit mil jay us ko accept kr lana cheyey
       
      • #33 Collapse

        Forex may jab b ap kaam kar6en is may ap loognkabi b over trading na karyen over trading krny say ap ko ao k account say kafi zayda loss ka samna ho skta ha is kye kamayabi knkye hard working ki buhat zaroeat hotinha phr kuch bnay ga
        • #34 Collapse

          Trading me target sb se ehmiat ka hamil hota a agr apke pass target nhi to eska mtlb apke pass kuch nhi ap sb se pehle to target set kren apna then phr ap over trading nhi krengy over trading hoti he es waja se hy jb apka koi plan nhi hota hmesha kisi b business ko target or plan k sath le k chalen
          • #35 Collapse

            Yes bahi Jan !win apko bat se agree gun humein kabhi nhi zaida volume use or ke trade open nhinkrni chahiye zaida volume aghr ap use krein gay tu apko bahot zaida loss ho ga is lye zaida chi trading krny ke zaida experience ka hona zarori hai
            • #36 Collapse

              Dear brother kuch logo zyada profit Kay chakar main over trading kar laytian hay jis say un loos ho jata hay is lay hum ko market ko watch kar Kay trading karni chahaiay or over trading say bachna chahaiay taan Kay hum ko sirf or sirf profit ho or loos nah or hum apna account ko washed honay say bacha sakien warna hum kabi be forex trading main sarvive nahin kar saktain
              • #37 Collapse

                first one is that ka hamen market trnd ka pata ho or trading news ka be or hamary pass 100$ hain to hamen 50% backup rakhny chaheyen ye na ho ka 100% dao pa laga do business ka asool hota hai ka aap ka pass loose ki sorat main backup mojood ho.
                • #38 Collapse

                  Mere Yeh khyal Hai trading utni Hai aur hs hisab se karni chahiye jitni aapki soch samjh Hai forex ke mutalik aapko chahe Kitna bhi experience ho forex par aapki capability hamesha limited Hogi aap ek Insaan hai aur Insaan hamesha had ke daayre Mei rehta Hai over trading ki Sabse badi wajah greed hai log jaayda aur jaldi profit banana chahte hai isliye Bina soche ek trade ke Baad dusri aur iske Baad Kai trade Laga Beth the hai forex par Yeh Sahi jitni aap practice karoge utne hi result millege par us practice ke piche logical base hona behalf jaroori hai jet speed se trading karna ka koi logic nhi hai aapki nai trade Mei hamesha forex Ko cover karne wali saari chize honi chahiye jaise technical analysis price chart news iske Baad agar app jaldi trading karte bhi hai to wo logical Hogi
                  • #39 Collapse

                    jee ha sir sahi kaha ha apnay hamay over tarding nai krni chahiye qk forex aek risky bussniess ha jaha say hamay loss bhi ho skata ha qk agar ham apni money investment krty ha to hamay loss ka dar hota ha qk forex ma agar apkay pas experince ha to hi ap forex ma kamiyab ho sakty haa
                    • #40 Collapse

                      bhai bilkul thek kha ha ap na aksar new trader kam knowledge hona ke waja sa zaiyda trade ak he waqt ma lga dta hain jin ke waja sa wo loss kr jata hain .asal mein wo laluch kar bethta han unha ya ni pta kah is market mein agr laluch or sabar karan ga to earning hoge ak waqt mein ak he trade krian .
                      • #41 Collapse

                        Bilkul theek kaha hai jo bhi log new inter hote hain UN Logon Ko account veronika Dar rehta hai aur woh log account wash bhi kar lete hain lekin wash hone Ki Sabse Badi Baja Hamari overtrading aur laalach Hoti Hai Jiski wajah se account was ho jata hai
                        • #42 Collapse

                          new trading forex trading kay start mai aam toor per kafi mistakes karty hain lakin yeh in mai sab say common mistake hai ziada tar new traders zaroort say ziada trading kar kay apna account wash kar daite hain.
                          • #43 Collapse

                            Ji Haan overtrading Kabhi Bhi Mat kare is se aapko loss ho sakta hai aapko chahiye aapko Lakshmi just simple trading kare Jab tak aapke paas experience now Forex Mein Koi Bhi dusri strategy Ko istemal Mat kare Forex Chitra Aasan kaam aapko Nazar Aata Hai Itna yeh hi nahi Forex ko kabhi bhi easy mat le aur kabhi bhi isme overconfident hokar kaam mat kare aapko Forex me kaam karne ke liye Jaroori hai ki aap Forex Mein Mukammal Tor par Hazir dimagi se kaam le Shukriya
                            • #44 Collapse

                              Overtrading ham tab hi kartay hain jab hamara account loss main hota hai or ham big lots lagatay hain jin ki waja say hamara account wash mtlb ham risk level zada generat kar daitay hain jis kay bais aap kay lain kay hamara bonus wala insta forex ka account jaldi wipe out ho jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                G han aesa kerny sy account wash ho sakta nehi balky ho jata hai main ny khud previous month main bonus hasil hony per firest three days main 300 dollars sy zyada profit hasil ker lia tha but due to over trading main ny fourth day ko sara profit aur bonus loss ker ky account hi wash kerwa lia

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X