gold me zeyda lot size use kar k trading karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold me zeyda lot size use kar k trading karna
    kia gold me zeyda risk lena sahi hay esy traders k ley jes ka bonus b 100$ se kam ho?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aesy traders ky liay ky jin ka bonus bhi 100$ sy kam ho unko gold main trading kerny ky liay minimum lot size use kerni chahiay taky agar gold ki market sudden variation kerti hai tou aesa na ho ky jo thora sa balance ho woh bhi wash ho jaey kyun ky gold main trade start hi 60 points loss sy hoti hai
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      kia gold me zeyda risk lena sahi hay esy traders k ley jes ka bonus b 100$ se kam ho?
      Gold ak boht risky pair ha Forex market may specially 4 digit account hold ka liye tu ap sau jitna ho sakta ap gold pa trade mat kare aur agar apko gold pa trade karni ha tu ap apni lot size sub sau small use karen gold may bog lot size use karna bohat nuksaan da sabit ho sakta ha so ap care fully trade karen gold may.
      • #4 Collapse

        Yes dear agar aaap kay two thousand dollars ka account balance hai to phir aap 0.10 ki max lot utilize karain agar long term open rakhni hai. Agar scalping karni hai to phir bara lot size laga lain. Bonus account leverage kam hota hai is liay ham lot zada bari use ni kar saktay
        • #5 Collapse

          Dear gold ma zada lot size py kam krna bohat risky ha hume is ma experience k bhagir trading nai krni chaiye is ma kam lot size rakhna chaiye
          • #6 Collapse

            Dear bhai jan hume gold ma trading nai krni chaiye kew k ye bohat fast currency ha bohat tezz movement krti ha gold ma experience haail krna chaiye phaly
            • #7 Collapse

              Bahi Jan gold PR zaida lots hasul krny ke lye zaida mehnat ki bhi zarori hoti hai gold PR lot size zaida se zaida rekahein taqe profit bhi zaida se zaida ho sky aur loss ho bhi jaye tu next time experience ho hate ga
              • #8 Collapse

                Dost gold ma lot size soch smjh ky lagaya kren bht risky metal hai move krta hai to account wash kr jata hai gold ka trend janna ho to spain france eur aor usd ka trend ka ota hona bht zarori hai in sub news py gold move kr skta hai aor weekends py gap deta hai.
                • #9 Collapse

                  Gee Bhai gold py risk na Lena chye lot size kam he lgain ajkal gold ka trend down Hai yad rkho kesy he koi nes usd ky opposite ai for an gold uper Jay ga is leay fundamental aor technical analysis update rakhen or trading kren.
                  Acha kaam achy daam
                  • #10 Collapse

                    Bahi Jan forex trading mein gold aik bahot hi zabrdast pair hai hukein gold PR trade krni chahiye aur experience ka is waqt hona bahot zaida hai phir hi gold PR trade krein
                    • #11 Collapse

                      gold aur baqi kuch commodities mai ager ziyda lot size ko use kar kaay trading ke jiye tu yeh bhot he ziada risky b ho sakta ha kion ke in markets mai prices bohot taize say aur unpredictable traqay say up aur down move karti hai tu iss mai kafi ziada loss b possible hai .
                       
                      • #12 Collapse

                        Dear agar humry pass account bahot bara hai to aus mai gold par trade karyka bahot faida hai kun k agar hum gold lar trade karty hai to aus mai mrgin zayda use hota hai to aus se phir hum aor lot use ni kar sakty. Agar gold par bari lot lagaty hai to aus mai profit aor lossbahot zayda hota haa g.
                        • #13 Collapse

                          gold mein risk lena aysa hai kay ya toh ap bohat kuch gain kar lo gay ya phr completely khali hojao gay agar apkay pas 100$ hain toh meri suggestion yehi hai kay ap pairs mein trading karo gold ko samajna bohat lengthy and difficult process hai aur gold market ko samjay bagair agr ap is mein invest kartay hain toh ap kay loss kay chances bohat barh jatay hain.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Babarkhan8384
                            sub se badi bewaqufi hai k ager hum badi lot lagain gay ager gold per trading lagin gay tu iss liey hume iss per trade nahi lagani chaiye jo k humry liye zyda best currencey per hai aur iss mein se kr k hum achi profit gain kr skayt hain
                            ge han bhai forex trading mein trader ko kse bhe pair mein bare lot ka istemal nhe krna chahe aur trader apne forex trading mein experience se kam kre aur trader apne forex trading ke business ko ache trah se smjh kr trade kre aur trader gold mein low lot ka istemal kre aur trading market ke trend ko smjh kr apne trading gold meni lagae phr trader ko acha profit gold se milta he
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Han g bhai apki ye baat to thek hai k apko gold pai kum lot lga kr trading krni chaye agr ap k pass 100 dollar hain ta k agar apko niksan b ho to ap k account main kuch na kuch rakam baki ho sara bonus na lga dain
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X