Hope and dream of a trader
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    Bhai target for profit tou kisi aik trade ky liay hota hai aur same stop loss limit bhi ky jab apki trade jo open hoti hai woh wahan ko touch kery tou trade close ker deni chahiay yeah isliay nehi ky ap ka profit ka forex trading main ko target hota hai ya loss ki koi limit rakhni hoti hai ky isky bahd ap forex ko chor dain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      forex trading aik boht acha business hay humain is main agr success hasil karni hay to humain hard work karna ho ga kun kay is main ziada earning hasil ho sakti hay learning say hi
      • #378 Collapse

        g han hope (himat) ki waja se hi forex trading business me app apny dreams pory kar sakty high earning himat se trading karny se hi app earn kar sakty hey
        • #379 Collapse

          Her trader ka yehi khab aur umeed hoti hy k wo forx trading sy ziada sy ziada paisa earn kary isky liy hamain aik bat ka khial rakhna ho ga k ham sabar aur baghair lalech k forx trading karain
          • #380 Collapse

            G bhai g bilkul easa he hy k hum jub forex mai ata hy tu hum is mai apna koch dream leker aty hy jin ko humin pora kerna ke bohat zaida umeed hoti hy jis sai hum usko pora kertu hy
            • #381 Collapse

              Jo log planning key sath trading kartey hain, woh ziada loss nahi uthatey. Hamain profit aur loss ka aik target set krna chaheye aur phir us key mutabiq kam krna chaheye. Forex aik risky business hy aur is main lots ko unnecessary open nahi rakhna chaheye aur jab aap ka target poora ho jaye to lots ko close kr dena chaheye.
               
              • #382 Collapse

                Hamain yeh to mind main rakhna hy keh forex aik risky business hy aur jahan profit hota hy wahan loss bhi hota hy. Is leye loss sey ghabrana nahi hy balkeh is ko control krney kye leye different techniques use krni hain, jaisa keh stop loss ka use krain takeh aap big loss sey bach sakain aur aap ki equity safe rahay.
                 
                • #383 Collapse

                  Yes dear ap ki bat thek ha hume is ma stop lose ur take profit k bhre ma pta hona chaiye ye hamre liye bihat important ha hum is ma bohat kuch kma sakte hen hume is ma experience k sath kam krnq chaiye ye hamre liye boha important ha
                  • #384 Collapse

                    Mery dosto mehnt ma azmat hi hmen forex trading ka kam sekhny ky ley shuru ma mehnat krni hoti hai demo account join kren aor wahan sy practically trading ka kam kr ky profit hasil kren forex bht asan business hai ns thori mehnat chye.
                    Acha kaam achy daam
                    • #385 Collapse

                      hum is main kam kar k boht hi acha earn kar skaty hain aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi aur profit hasil kar k hi hum apna har dreams ko pora kar sakty hain aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi
                      • #386 Collapse

                        Yes dear agar stop loss or take profit limit news kay time pe na lagai jay to bot kuch mumkin ho sakta hay bas aap ko chaiay hota hay kay aap trading terminology ko samjhnay ki koshish karain or achay say apnay demo account per practice karain tab aap ko best entry point ka pata chalay ga
                        • #387 Collapse

                          is main kam kar k hum apna har dream pora kar sakty hain aur trend ko use kar k hi hum sucess ho saky gay aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho saky gay aur experience hasil kar k hi hum achi trade karein gay
                          • #388 Collapse

                            is main hum kam kar k boht hi acha earn karein gay aur apna har dream pora kar skaty hain aur trend ko use kar k hi hum sucess ho skay gay aur profit hasil kar k hi hum achi trade karein gay aur earning ho
                            • #389 Collapse

                              insan man ager omeed khatum hu jai tu wu kisi kaam ka nae rehta yehi omid hi tu ha ju trader ku kisi kabil banati ha trader loss kerta ha alikin yehi omid oc ku mehnat pay majboor kerti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Ap ki baat bhi thek han but hum is business me continuously profit take nahi kar sakty han sometime humy loss bhi ho jata han lekin humy chahye k hum apny experience k accordingly market me trading kary isi trha hum Forex me big losses se bach sakty han aur trading kar k achi earning kar sakty han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X