Who wins in forex, sharp mind or slow mind??/

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    forex man her wu trader kamyab hai ju saber or tahmal ka muzahra kery forex her trader ku atleast profit daita hai bus kisi ku kum or kisi ku zyada. ic liye patience k sath trader ku kaam kerna chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      Dear friends forex trading aik bht perfect online trading bussiness hai forex ma sharp mind aor smartness chye hoti hai trading ky lway complete aor proper knowldge planning skills aor strategy ky sath approach kren ta ky profit ho slow approach acceptable nhi hoti
      • #558 Collapse

        Firex trading ek hard work busniss hy is mai wo banda win kerta hy jo is mai achi learning hard work ke zarya sai kerta hy is liya jo ye kam kerta hy wo win kerta hy
        • #559 Collapse

          Sharp minds and slow minds both can win forex trading because kafi stretigies aesi hain jin main slow minds setup required hota hai jesy ky long term open trade but agar scalping kerni ho tou usky liay sharp mind trader successful hoty hain but both minds can win and loose with different trading stretigies
          • #560 Collapse

            forex trading main humain agr kam karna hay to humain sharp mind ho kar kam karna ho ga jis say uhmain trade maina chi earning hasil ho sakay humain stress free ho kar kam karna ho ga
            • #561 Collapse

              Jo trader forx trading main cool mind ka sath trading karta hy wohi trader forex trading main win karta hy aur sharp mind ho ya slow mind bas trader KO forx trading ka mokammal knowledge hona bahut zaroori hota hy
              • #562 Collapse

                Forex trading busniss mai kamyab wo he hota hy jo is mai hard work ker ke is seekhta hy or is ko learn ker ke is mai hard work kerta hy wohi is mai kamyab ho jata hy
                • #563 Collapse

                  Us main win wohi kerta hai jo k patients k sath kaam kerta hai sharp mind ya slow mind ka chakar nahe hai to mehnat zarori hai her trader k leay pher he kmyabi milti hai
                  • #564 Collapse

                    forex markewt mai srif wo logo he win krtay hai jo es market mai complete learning krtay hai aur phr es market mai confidence say kam krtay hai tou en ki earning bohat zada hoti hai. wo forex ki earning say life ko bhe chanfe kr sakty hai.
                    • #565 Collapse

                      Mery khial main forex trading main taiz mind wala Banda bahut ziada kamyab ho jata hy aur kio k forex trading ko seejhny kiy baht ziada taiz dimagh ki zaroor at hoti hy aur wo baht jald forex trading k knowledge aur experience ko hasil karty hain
                      • #566 Collapse

                        Forex trading trading busniss mai sharp ya slow mind ka kie zikar nai hy kun ke is mai humin tu is busniss sai seekhna hota hy jo is ko seekha ga wo is mai earn kara ga jo best hy
                        • #567 Collapse

                          Yesdear ap ki bat thej ha ma is ma new hun is liye is k bhre ma kuch nai janta hun hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se important ha hum bohat kuch kma sakte hen
                          • #568 Collapse

                            Forex tradimg ma sharp minded active aor goal oriented admi kamyb hi keun ky forex aik risky marlet hai is ma plan ing management aor decision power zeyada important hai forex trading ma confidence sy kam krna profitable hai.
                            Acha kaam achy daam
                            • #569 Collapse

                              is main jo sharp mind ho ga wo hi is main achi trade kar k kamyab ho skay gay aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur mind ko fresh kar k hi hum achi planing kar sktay hain it is best
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                Mind slow ho ya sharp is say kuch fark nahi parta aap ka forex trading main experience he aap kay kam a sakta hay bas us kay ilawa kuch bhi posible nahi hota aap ko chaiay hota hay kay aap trading terminology ko samjhnay ki koshish karain or experience gain karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X