IS Islam Allow The Trading? Must Read
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhae mairy khyal mai to ham ko trading mai swap jisko sood b kehty hian us sy bachna chahiye. kyu k Islam mai sood haram hai. is liye Insta forex mai Muslims k liye swap free account ki option hai. agar swap free account ko ON kar liya jaey to phir hamko sood nahi parta.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan jahan tak mr ny forex trading me research ki hy to mery khyal se swap free account ki trading jayz hy
      • #18 Collapse

        dear jaha tak bat hai forex trading ki to ye aik business hai aor ais mai hum jo kam karty hai wo bilkul thik hai agar hum ais ko sekh k ais mai kam karty hai to hum ko ais mai profit aor loss aik hisab se hota hai islam mai business karny se mana ni kia gia.
        • #19 Collapse

          Bhai ap ne bahut he complicated sawal kiya ha.is bary mein main apna koi coment nahi dy sakta lekin ham is p mehnat bhi kar rhy hain aur aur hamyn is mein sirf faida nahi hota loss bhi hota ha tu ap k pass agar koi fatwa ha tu share karyn
          • #20 Collapse

            Dost apko forex trading mein kam krny ke lye apko is ke baary mein janina Chahiye aghr apko trade krna smj aa jaye tu tu apko Islam mein yeah bhi kaha jata hai jo ehnat krta hai us lo mehnat ka phal milta hai trade shi tarah krta hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Bhai ap NY bht important question raise kia hai lkn is ky bary ma kisi ko clear nhi hai kisi bhai ny yahan kisi alam ka fatva bhi attach kia tha lkn us ma bhi forex trading ky hisab sy smjhna mushkiltha bhai ap bhi koshiah keen him bhi koshiah kr ky clear jawab dhondty hain
              Acha kaam achy daam

              اب آن لائن

              Working...
              X