IS Islam Allow The Trading? Must Read
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    IS Islam Allow The Trading? Must Read
    kya realy islam is trha ki investment ko allow karta ha? ku k bet lagana haram ha. and trading ma jab hum apni investment karty han to humain nahi pata hota k ya humain double mily ga ya hum in sa B hath doh bhatin GA???? :):):):) koi suggestion da ga???
    #XSERIES
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yar is cheeze k bary main bohat se comment kiy gay hai pahly be . or hamary aik friend na to saudy arab ka ksi mufty ka fatwa b upload kia jiss se bary wazy toor per lakha tha k ap forex main trading kar skty hia. or yah halal hai. or mazeed dear yah bat k agr forex trading haram hota to ham ko pakistan main kasiy mumkan tha k freely toor per trading kar lain. to dear yah trading theak hai .
    • #3 Collapse

      Ye waqai bohat important question or baat hai k forex ka business halal hai ya haram mai ne jis se bhi is k mutaliq baat ki hai to sb yehi kehtay hai k ye jaiz nai hai lekin islami nazar se is ki kya haqeeqat hai ye mujhe nai pata main khud bhi doubt main hoon k is ka kya masla rahay ga q k mere hisab se hum to kisi bhi currency main trade kartay waqt buy kartay hain ya phr sell kartay hain hum kisi se bet to nai lagatay k rate up jaega to hum itnay paisay lain gay or down hoga to hum itnay paisay lain gay ye to aisay hi hai jaisay ap wholesale main koi cheez kharido or phr apna profit ka hisab laga kr is ko sell kr do
      • #4 Collapse

        ji sahi kaha aap n yeh islaam mein allow hai k nhi hume maloom huna chahiye k kia hu raha hai yeh haraam hai jaiz hai ya najaiz maloom hu ga tu hum dil se Allaha paak se madad mang saktay hai so beautiful post
        • #5 Collapse

          g jahan tak mera knowledge hai ye ek tarah ki tijarat hai aur tijarat islam main jaiz hai if i am not wrong aur is main ap sirf investment kar k bth ni jate ho balkie mehnat karte ho din rat bthe rehte ho aur thra thra kar ka earning karte ho
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: arshad12 پيغام ديکھيے
            g jahan tak mera knowledge hai ye ek tarah ki tijarat hai aur tijarat islam main jaiz hai if i am not wrong aur is main ap sirf investment kar k bth ni jate ho balkie mehnat karte ho din rat bthe rehte ho aur thra thra kar ka earning karte ho
            ge han bhai hmein apne business mein kam krna islam mein allow he aur hmein forex trading mein experience se kam krna hota he aur hmein es mein apne investment aur mhnt se profit milta he aur hmein apne trading mein experience acha krna hota he aur hmein khod apne business ko sahih tareeqe se snbhalna hota he phr hmein profit hota he
            • #7 Collapse

              Mery bhai forex trading ka matlb hai tijarat islam ma tijarat HALAL hai lkn ab yeh confirm nhi hai ky yeh jo online tijarat hai yeh isky bary ma kya hukam hai hum currency exchange kr ky profit earn krty hain is ma humen loss bhi hota hai profit bhi hota hai.
              • #8 Collapse

                Dear brother islam mein trading krna haram nhi hai yeh aik halal business hai pehly log is ko online nhi krty chal kr dosry milk jaty thy lekan ab internet NY asni kr do ab ghar mein ap trade kr skty hain
                • #9 Collapse

                  Bhae hum forex main mehnat ker rahy hain mery pass easa koi fatwa to nahe hai jes main khaoun k islam main forex mana hai ya allow kerta hai par us main profit our loss dono hain bank ki tarha koi fix munafa nahe hai our jo jitne mehnat kerta hai us ko us main utna milta hai
                  • #10 Collapse

                    Yes dear brother forex trading Islam mein halal hai air is mein koi haram chez nhi hai trading ka mtlab tejrt hai tejart kadeem zamaono she halal hai is mein koi gunah nhi hai
                    • #11 Collapse

                      G dear islam main currencies ki tijarat allow hai or hamain chaiay kay ham kisi molvi say poch lain meray pass jamaia noria ka fatwa bhi para hai aap us say concern kar lain us main currencies exchange ko sahe kaha gia hai mean foreign exchange is totally halal
                      • #12 Collapse

                        Jee treding ka matlab len dain ka hai tijarat theek hai apko pata k uslam main tijarat ko pasandeda kam kaha gia hai bas iss main hamen iss baata ka khiyal rakhna hai k being a muslim hamara account swap free ho har tarha se.aghar hamra account swap free ho ga tu ham iss main jaise marzi earning karen koi harj.nahi
                        • #13 Collapse

                          sir mujhe iss baray main mukammil nahi pata bas mai ne bhi kisi se haram aur kisi se hala suna hai aur rahi suadi arab k fatwa ki tuo yahahn pakistan k kisi mulana ka bhi fatwa hona chaye jo hamare mulk ka ho.
                          • #14 Collapse

                            Ya bhe ak business hai esbusiness mai koi fraud nahi hai. Esbusiness mai ap nay invest krnahai aur market ka analysis krnay ky bad ap nay trend ko follow krtay hoay trade open krnahai tou ap ko profit hasil ho gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear agar ham swap free account me trading karty hey to mery khayal me ye islam b hamy allow karta hay, trading karny me koi burai nahi hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X