Gold kiya hamesha uper neechay hotay rehta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    g gold hamesha uper nechay jata hai aur ais ke sahe samaj kesy ko nahe atey ais leay ap gold per trading karnay sy pshley ap aus ko achey tarah seek ley per aus per trading karay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      yes bro ap bilkul sahi khaa rhaa ho gold ki market kbhi opper or kbhi necha hoti rhti haa iss maa koi harat ki koi baat nahii hmaa yaa chaeyaa k ham gold ki market ko bhio read krtaa rhaain
      • #153 Collapse

        ji haan brother gold bhi dosri trade ki taha up and down hota rahta hy is ki koi alag merket nhi hoti is ki trade bhi insta forex ki plate forum par ho sakti hy
        • #154 Collapse

          Assalam o alaikum.. Ji brother maine to ab tak yahi dekha hy k gold hamesha uper neeche hota rehta hy gold market may fluctuation he rehta hy.. Islye mere khayal may to gold may trade bohat risky or mushkil kaam he hy..
          • #155 Collapse

            Dear is ma ye bataon ke gold ka trade karna to bhot zanhan larana hota hai kiun ke gold ka price up aur down bhot hota hai ye gold ka trade depend karta hai euro ke price ma is to bhot price opar aur necha hota hai....
            • #156 Collapse

              na sirf Gold bl k har pair hi up or down move krta rehta hy tab hi hum in main trading kr paty hian agr ya aik jga khry ho jain to hum trading hi nai kr pain gy
              • #157 Collapse

                nai nai bilkul nai gold ka kuch nai kaha ja skta aik aer aik min may 1000 pip move b ker leta hai and poora hafta is ko movment 5 pip say ziada nai hoti so gold ka koi aitabar nai
                • #158 Collapse

                  dear gold ki baat karin tu iss main trading k liye kafi balnce hona zaroori hai kyounk iss ki movement kafi zeda hoti hai aur iss main los saur profit bhi kafi zeda ho sakta hai aur sahi baat hai k ye buhat zeda move karta hai.
                  • #159 Collapse

                    han g bilkul gold ki market hamesha uper nichy hoti rehti hy, q ke ye worldwide accecpted matal he jisy her koi use krta hy, jis ke waja se is movement market me bhut zyada hoti hy jis se ki waja se market kai points move kr jati hy or loss profit and loss bear krty hen is se acha khasa
                    • #160 Collapse

                      yes gold uper nechy hi hota rehta hia q k ye market or economy lehaz sy chalta hai or is ka rate ik jagh ni rehta khabi uper to khabi bht neechy is liye dekh kr trading kia karein k profit hi ho na k loss
                      • #161 Collapse

                        ye zarori nahi hai k gold main ager ham trade lagai to ye uper niche hota rahe kabi kabi ye 1 hi trend main b b chala jata hai aur is ki trade k liye boht ziad investment ki need parti hai.
                        • #162 Collapse

                          bhai mai to new hoo aur is mai mujhe koi knowledge nai hai is main mai abi posting kr raha hoo aur trading ka plan hai future mai allah khair kre ga inshallah aur aap ko b aur user se ache comments mil jain gay inshallah aap sab k liye dua kiya karo
                          • #163 Collapse

                            g gold bhi forex market ka hisa hai aur yeh bhi baqi sab ki tarah uper neechay hota rehta hai main esko like karta hu aur gold se acha meray khayal se aur koi bhi pair nahi hai.
                            • #164 Collapse

                              g haan yeh commodity hai or koie b commodity ek jaga per ruki nai rehti move krti rehti hai so is me trade krny sy pehly soch low yeh bohat bura marta hai trade ko moveing b hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                yes dear gold ki value hamesha move hoti rehti hai ek value fixed nai hoti hai is liye bhut kam traders gold me trading nai karte hai kyu ke is ke liye humare pass gold trading ke bare me knowledge or experiance hona chaiye jo hume demo account me gold trading ki paractice karne se mile ga or large capital ki zarorat hoti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X