Gold kiya hamesha uper neechay hotay rehta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    g han brother gold ek asia item h jo daily up down hota rahta h es lye aksar traders es py he trade kerty hien or profit earn kerny ki try kerty hien
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      ji han bhai gold ki msrkets main ups and down ata rahta hai is main koi pata nahi chalta hai khabi markets oper or khabi markets diwn ho jati hai
      • #453 Collapse

        forex market mainsub say risky pair gold hai jiss main trade karney k liye app ko bohat knowledge hasil karna hoti hai tab he aopp acha earn karety ho
        • #454 Collapse

          bro gold usd k hisaab se chalta hai agr usd ki news arahe hoti hai to gold b movement change karta hai esi liyeh news k time gold par trade nae karni chaeyeh.
          • #455 Collapse

            brother forex trading ma market gold ki kya her item ki uper nechy hoti rehti ha but gold ki market ziada tezi se up down hoti rehti ha aur mareket ma currency aur metals be hamsha tak uper ncecy hota rahe ga jab tak aap forex per kam karte raho ge.
            • #456 Collapse

              g han dear gold bht ziyada move karta hay or kabhi bht jald oper chala jata hay or kabhi bht jald neechay gir jata hay iss par trade ahtiaat k sath karni chahiay .
              • #457 Collapse

                gold ki value hamesha move hoti rehti hai ek value fixed nai hoti hai is liye bhut kam traders gold me trading nai karte hai kyu ke is ke liye humare pass gold trading ke bare me knowledge or experiance hona chaiye jo hume demo account me gold trading ki paractice karne se mile ga or large capital ki zarorat hoti hai
                • #458 Collapse

                  G han agar ap ky pass bhot acha balance hy to ap gold trading karo par bhot achy sy trading karo ya ap ko
                  • #459 Collapse

                    Gold mein kafi movement hoti he rozana, new traders es mein trading afford nai kar sakty, or jin ka capital kam hota he wo log bhi gold mein trading na karin, gold ki trading karna her kisi k bass k baat nai he gold mein professional traders hi kar sakty hein.
                     
                    • #460 Collapse

                      yes...gold p invest karna bht hi acha hai lekin gold k rates hamesha upar neechy hoty rehty hn...agar ap ne gold ko buy kya hai ar us ka rate upar ho gya to bht faida hai
                      • #461 Collapse

                        Gold ki trading mien ney kabhi nahi ki hai mien hamesha currencies ki trading he karti houn actually meri friend jis ney mujhe forex key barey mien bataya hai usko pehley gold mien bhot he ziada loss howa tha jis ki waja sey us ney mujhe bhi ab rok dia hai key gold ki trading bilkul nahi karni hai.
                        • #462 Collapse

                          mjhe es ka nai malum kun ky mai es forum per new hun ap kisi experienced man sy puch laen ar jab pata chal jae mjhe bhe bata dena ap waisy zeyada acha EUR USD pair ha
                          • #463 Collapse

                            bhai g gold kia balky her currency main up and down aty rahty hai. lakin gold in sab se zyda movement karta hai. or is main speard bohat zyda hai. is wja se ya to bhat income hoty hai ya phir bohat loss hota hai
                            • #464 Collapse

                              alsaom o alikum gold par trade karnay say ham ko acha profit hasil hota hay or kafi loss bi hota hay ham ya kha saktay hay ka gold trad mahngi trad hoti hay is may rick hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                Gee ha gold ke tradign fast trading hoti hy gold ke market kafi up down hoti hy rozana banisbat currencies ky, Gold ke trading risky trading hoti hy gold me trading krny ke bijahy aap curency me trading kryn tau best rehta hy profitable rehta hy gold is risky and complicated.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X