Gold kiya hamesha uper neechay hotay rehta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    g han bilkul gold ki price hamesha oper neechy hoti rehti hy is liye hamesha gold ki trading karny say pehly market ko analyise kar k hi trading karni chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      g han gold daily uper aur neechay hota rahta hay.yeh kbhi kis jaga rukta nahi hay.is liay agar aap nay gold me trading karnai hay tu baray dhian say trading karni hay kiwon kah is me buhat movement hoti hay.
       
      • #408 Collapse

        g bikul mery dost karobar main utar charhao aty rehty hain isi trah gold bhi kabhi menga ho jata hy ur kabhi susta ho jata hy is lye is k giraph menga ya susta hony ki wja sy up dwn hota rehta hy same ni rehta
        • #409 Collapse

          I always observed that gold prices fluctuates always very fast taht difficult to control. So only experienced person can only control it. New trader can get loss all of his capital in gold trading usually.
          • #410 Collapse

            salam pakistan forex forum mei gold humersh movment karta rehta hai yeh new trading k liye bht risky hai phly hume bht sara expernice oe knowlege honi chahye
            • #411 Collapse

              dear user maine abi forex trading kam start nhi kia forex trading mai gold kia hr chez up down jati hai yahi forex market hai forex market mai koi chex stable nhi rehti
              • #412 Collapse

                g han ziyda tar trend bohat kam range mein move karta rehta hia aur forex mein risk bohat hai is liye aap mistakes sy avoid kiya karry robot or signal service ko use karna bohat bari mistakes hai aur aap maanual trading kiya kary yeh best hai aap ky liye aur is tarah aap bohat achi money make kar saktay hain .
                • #413 Collapse

                  mara khyal men gold par kam karna tohra sa muskil ha kun kah ap ka pas agr zidah investment ho gi tu tab ap gold par asani sa kam kar saktah warna tahora bahot muskil ha gold par kam karna
                   
                  • #414 Collapse

                    g bhai sirf gold hi nahi balkey tamam currency bhi uper neechy hoti rehti hain isi liye to hum trading karte hain
                    I Am A Muslim
                    • #415 Collapse

                      asalam o alaikum dear friendz g han her currency pair ki trah gold ki price bhi uper niche hoti rehti hai is lie ap gold pe trade kerne se pehle ap is mien risk ko full chek ker k trade kero
                      • #416 Collapse

                        Assalam O Aalikum, g han bhai jan gold ki market main bohat ziada move hota hai aur jahan tak mujhe pata hai keh yeh her 6month main apna trend change ker leta hai. Gold main trading bohat ziada risky hoti hai aur profit/loss tezi se hota hai.
                        • #417 Collapse

                          han bhai jna yehi to market hai kabhi up hai to kabhi down is business me ups and downs chalty he rehty hain is lye mere khayal se gold per trading karte hue ham ko mehnat ke sath kam karna chahiye warna gold se ham bohat bare losses utha sakty hain agar careless ho kar is me kam karen .
                          • #418 Collapse

                            gold ki market bhi baki pairs ki tarah up aur down hoti rehti hai. gold ka spread bohat big hai aur humein iss main trade karnay kay liye bohat sara capital chaiye hota hai aur gold baki pairs say sayada risky hai.
                            • #419 Collapse

                              g han gold men bahot zidah up down hoti ha jiss ki wajah sa porafit bi bahot zidah hotah ha or loss bi bahot zidah hotah ha ap ko cahya kah pahlah ap dimo acont par zidah sa zidah parictes karan jiss sa ap par real acont par asani kah saat kaam kar saktah han
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                Ge aksar up down hota rehta he kabi ak level pe bhi rehta he but i think gold se behtar ap eru/usd ki trading karen us men profit bhi and market bhi thek hoti he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X