aager hamein bonus account main 100% loss hoja ay to kab humara account refresh hoga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    hamain trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum earn karein gay aur account k tules ko follow kar k hi trade karni ho gi itab hi hum run karein gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      bonus account main loss kis tara say hum is say trading ko kr saqty hain laikin in ki vaja say trades ko is main mazeed trading nahi kr saqty hain sub say zada yehi paisy ki management hum kay kaam ati hai ider jis nay is ko teek say samjh kr kia hota hai kamayab rehta hai
      • #258 Collapse

        aap ko is ma agr loss hota ha to aap forum ma aik monht post kary next monht aap ko is ma bonus mile jay ga is ma to tansan ki bat he nhe ha aap ko is ma mahnat karne caahy our is ma bonus aap ko monht kay monht mile jata ha jis sa aap ko trading karne hote ha
        • #259 Collapse

          bhai aap ko agir loss hota hai or loss man jany wali trade aap khod close krty hain to jb aap ko profit hoga to phly aap ny jo loss kua hoga Os man jay ga woh recover krna hota hai agir loss ki waja sy bonus loss ho jata hai or broker aap ki trade khod close krta hai to next manth jb bonus mily ga Os sy jo profit hoga woh aap withdraw kr skty hain
          • #260 Collapse

            han g jub aysa hota hai tu hmain kuj nhai karna hoat hai q k hmara account wash hony ko a jata hai or aghr tu hm,ary passs pechy 50 bonus hai tu bhi hum os main trdaing kar skty hain maghr jub pechy kuj nhai hota hai tu intazar k ilwa kuj nhai kar skty hain
            • #261 Collapse

              Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:..account usay waqt regresh ho jata ha lakin jitna ap nay loss kia ho ga wo plus main ho ga tab ap profit kma sktay ha jiasy mery account abi tak -74 main ha jab kay main 30$ dollar kma chuka hun
              • #262 Collapse

                Assalamu Alaikum friends my new user or mai apne senior member se puchna Chahta Hoon ke aager hamein bonus account main 100% loss hoja ay to kab humara account refresh hoga? please Khushi November has a Mujhe Uske baare mein Bata sake jaldi se jaldi
                • #263 Collapse

                  Agar bonus account may humay liss ho jata hay tou humay dobara se posting kar k apny account may bounas banana hoga aur phir hum us par trading kar k earning kar sakte hay
                  • #264 Collapse

                    market main plane kar k hi trade karni ho gi loss aur profit tou hota hi rhtaa hai so hamain is main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam say kam ho saky ga aur hamain market main account k bary main experience hasil kar k hi hum real main achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain earning kar sakty hain
                    • #265 Collapse

                      apka account phir us waqt refresh hoga jab ap dobara se mehnat karengey aur achi trha se bonus banayengey to apka account phr se refresh ho jayega aur aap phir se achi trha se trade kar sakengey lekin phr apko chahiy ekeh aap achi learning bhi karke ayen.takeh dobara account wash na ho.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #266 Collapse

                        market main plane kar k hi trade karni ho gi tabb hi hum is main bonus hasil kar k hi hum market main demo main practice kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main is k up aur down ko dekh k hi hum is main trade kar sakty hain aur acha bonus hasil karny main bi asanai ho saky gi
                        • #267 Collapse

                          market main rules ko follow kar hi hum achi trade karein gay aur hamain market main achi trade kar sakty hain aur hamain market main up aur down ko dekh k hi hum real main achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main demo main practice kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi
                          • #268 Collapse

                            Dear agar ap ka account liquidate ho jaye tu ap phr next month posting kar k bonus le lo ye tu simpe hai es mai koi rocket science nhn hai ap jitni bar account ko wash out karain gain phr se es ko ap posting se bonus le skte hain lehaza ap acha kam karo aur apni life ko set karo ta k ap ko acha faida ho...
                            • #269 Collapse

                              market main boht hi acha bonus hasil kar sakty hain is forx main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur ye sab k liye best hai is main loss say bachny k liye learning karni ho gi aur market main is k up aur down ko dekh k hi hum real main acha perform kar sakty hain aur is say faid aho saky ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Asslam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear agr kisi member ya trader ko bonus equity say 100% loss ho jahta haa toh jb next bonus us kay account may transfer ho ga tab us ka account refresh ho ga.es liya koshsh karni chaya kay ap ki equity ahkry date ko hi katam ho warna ap ko kafi wait karna pary ga account refresh honay kay liya.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X