do you thing many people do not have enough knowledge who are trading ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1786 Collapse

    My bor aap ko is business ma success hasil karnay kaylaiay is ma aap ko both zada mahnat ki zaroorat hotel ha our aap ko is business ki knowlged our experience hona cahay tab he aap profit hasil kar saktyha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1787 Collapse

      mary bhie isa bhota log hotay hay jo is k bary ma ibe be nhie jantay na to in ko ia k bary ma ecperince hota hay our na he knowledge hota hay oue wo log is ko ache tar nhie smcha patay our is job ko achday haykicha log loss ke woja say is jopb ko chd daty hay i like forex trading business
      • #1788 Collapse

        many people those who are not having the trading knowledge thay are making trading i think k un k pass knowledge hai tubi to vo log is mai kaam ko kr rhy hai nahi to koi b apna nuksan nahi krna chahta hai or na hi koi is mai loss pasand krta hai
        • #1789 Collapse

          jnab hum jab trading karty hain to humain is main practice h gi to humain trading main loss nai ho ga or humain is main knowledge ho gi to huamin trading mmain acha profit nai hasil ho ga loss ho ga
          • #1790 Collapse

            jin logo k pass pori tra sa knowledge ni hota wo log bi bi trd lagty ha jin ka un ko vsiraf loss hota ha is liya hamy cheya k hanm phly ayuchi tara sa knowledge hasil kr ls pher ja kr ham trd lagy is tara sa hamy loss bi ni ho ga or profit bi aucha ho ga is liya hamy full knowledge hasil karna cheya
            • #1791 Collapse

              G bilkul bohat sara log is mai enter tu ho he jaty hy lakon isko proper seekhty nai hy jis sai wo bohat zaida loose krr daity hy or forex ko chor daity hy is sai bachna ke liya is ko seekho
              • #1792 Collapse

                G ap ne theek kaha hy k forex trading mein buht se log han jo forex trading mein knowledge nhi hota hy aur wo trading start kar daety han aur knowledge na hony ki waja se loss hota hy aur buht ziada loss kar k forex trading ko chor daety han forex trading mein knowledge k sath trading Karna cahaiye tab profit earn kar sakty han
                • #1793 Collapse

                  jnab hum jab trading karty ahin to humain is main learning kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss nai hoor huamin is main achy say knowledge ho gi to huamin trade main help ho gi
                  • #1794 Collapse

                    apki baat theak hay ziaada tar traders kay baat theak knwledge nahi hay forex trading kay bary main jiski waja say wo market main theak say earning nahi kar sakty so humay chahiey keh hum theak say knolwedge lain market ka
                    • #1795 Collapse

                      is type kay log trading ko kartay tu lazmi hi hai likin kuch din hi trading kartay hai zayadah dair tak trade nai kars akaty hai kyu kay me ai baat pe achi tarah say agree ho kay trade kay liay tujarba lazmi hai
                      • #1796 Collapse

                        han me aap ki baat se agree karta hu logo k pass knowledge hota nai h aor wo trading karna shuro kar dete h mere jkhyal me logo ko phle demo account pe kam karna chahie aor apna skills ko bhtar kare phr trading kare.
                        • #1797 Collapse

                          Maximum traders aisey hotey hain, jinhain forex ka ziada knowledge nahi hota aur woh trading main successful banna chahtey hain. Yeh mumkin nahi hota. Learning key baghair aik reasonable income hasil krna buhat mushkil hy. Tukkey sey aap aik bar profit bana saktey hain, lekan regular bais par profit bananey key leye knowledge zarori hy.
                          • #1798 Collapse

                            g haa ap ne theek kaha forex trading me bohat se loog trading ko learn nai krte or trading start kar dete hain then wo loss krte rehte hain is tarha wo trading ko chore dete hain k is me koi faida nai hai hala k is me in k apni galti hoti hai k wo trading without experience k kar rahe hoty hain unhe chahiye k pehle demo pe practice kary experience gain kary or phir real account pe trading kary
                            • #1799 Collapse

                              ager ap forex trading business ki big knowledge rakhte ho or practice bhi karte ho tou ap is business men successful trader ban sakte hen manage ker ke fore cast ya indicator news ki help se apna kaam chala lete hen as a part time job ya pocket money banane ke liye yeah koi itna bura bhi nahin hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1800 Collapse

                                ji bhai ap ki baat bilkul theak hai kuch loog bagiar knowledge k ajaty hain forex main aur phir apna nuqsan karwa beth'ty hain aur phr qasoor forex ko dete hain is main masla unky knowledge ka hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X