Kiya forex girgit ki tarha behave karta hai kabhi market down kbhi up?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    forex trading business mein hamesha aisa hi hota ha. hr wqt keematein upar or neechy hoti rahti hn or isi girgit ki wja se hamein profit ya loss hota ha, prices up or down na hoon to is business mein earning hi kasy hogi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      g haan aisa hi hay per ye us time aisa nhi hay jaab app ko us ka knowledge hay aur app analysis bhi visit kartay hain aur sab kuch jaantay hain tab aisa nahi hay ye jaab hay jaab app ko kuch bhi pata na hoo
      • #243 Collapse

        g bahi aisa to hota hai market mein,market bohat volatile hoti hai lekin ek expert trader ko pata hota hai ke market kb aur kahan move karegi to uske liye har move hi pehle se predicted hota hai,to in moves ko pakarne ke liye apko isko theek se seekhna hoga.
        • #244 Collapse

          Bro mien aesa nahi samjta forex rang nahi badalta. ager market mien koi achanak se badlaao aata he to wo Fundamental news ka kaam hota he kyoun ke kisi b country mien koi khaas ya bhari announcment hoti he to market new time mien achanak se Rukh Badal leti he. so is ko rang badalna nahi keh skte.
          • #245 Collapse

            g haan ap ne sahi kaha forex ka kuch pata nhi chalta kab kiya hojae aur business me tu utar charho ata hi hai iss liye proper learning ki jae aur market ki news par nazar rakhi jae tu kisi had tak hum market ko samjh paen ge.
            • #246 Collapse

              dear friend forex ka trade ek aisa trade h jis mien hamain hamain her waqt market py nazar rakhna parta h q k yeh her waqt up down mien he hota h es lye bht ahtyat kerna parta h
              • #247 Collapse

                g haan g apki baat bilkul teekh hai oor myn iss baat sey bilkul agree hoon forex aik online business hai forex myn trading ki market apna behave girgit ki trh badalti hai iss myn market up oor down hoti rehti hai iss myn hmyn market ko har wakt deekhtey he rehna parta hai...
                • #248 Collapse

                  mary khial main aisa nhi hy lekin new logoon ko aisa mehsoos hota hy keun khe new logoon k experience nhi hota keh woh forex ki chaloon yani indicators ko smjh sakain aur owh loss kr dety hian lekin jo experience log hian woh to girgit ko bhi smjh lety hain.
                  • #249 Collapse

                    Bilkul market all day up down hoty rehty ha es pe har time nazar rakhny ke zarorat ha es ke bageer achy trading mken nahi
                    • #250 Collapse

                      Forex business main profit aur loss market ki waja sey hota hy. Agar aap nay saheeh direction main lots lagayee hain to aap ko profit ho jaye ga. Pehlay market ki direction ko samjhain, agar market up ho rahi hy to buy karain aur agar market down ho rahi hy to sell karain. Agar market aap key decision key against jaye gi to aap ko loss ho jaye ga.
                      • #251 Collapse

                        g han bilkul forex market aise hi kartii hai kabi up chali jati hai r kabi down ajati hai is ka kuch pata nahi chalta ku k kabi market up r kabi down ho jati hai is liye is main agr hamare pas iska acha experience na ho ga to hamen is main se bht loss b ho skta hai......
                         
                        • #252 Collapse

                          g ha g jnab,....sahi8 kha hay app nay jnab,,main app ki is baat say hundred percent agre hu jnab...ia min market ki trha say hi kaam ho rha hota hay jnab...is liye sahi kaam karna cahey jnab
                          • #253 Collapse

                            ye to hy market main ups and downs aty rehty hen kabhi market bohat achi hoti hy or kabi thori slow or market ka sara daro maadar countries ki currency py hota hy
                            • #254 Collapse

                              han dear bilkul sai kaha hai hmy chahiyeh mehnat kry or forex world ka best kaam hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tu e kamyab ho skty hain ir forex best kaam hai hmy chahiyeh mehnat kry tub e kamyab go skty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                G han ye aik asa business ha jis me ups and down lagi rehti ha isi liye hmen is business ko hmeshah bary soch smjh k karna hota ha kyun k ye aik asa buisiness ha jis se hm is business me kafi achi earning kar sakty hain or apna career bna skaty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X