Kiya forex girgit ki tarha behave karta hai kabhi market down kbhi up?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    i think yes dear forex market kisi bhe time movement kisi bhe taraf kar sakti ha is lye is mein work karny k lye acha experience hona zarori ha or acha balance backup ho to ap is mein bohat he achi earning kar sakty ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      ha bhai forex tradind bahut hi market up down to hota hai i sliye aapko profit ya loss hota hai aur sahi maine me forex trad me market up down hona bahut hi zaruri hai is liye apako jitana bhi market up down ho uatan hi acha hai sabhi ke liye marjet up down hi badiya thing hai jo sabh k eliye badiya hota hai
      • #93 Collapse

        good sir currencies main hum rade karty hain jb b un main change ati hy wo un ki currency per effect karti hy jis say jis say market up or down jati hy is main hum phir trade karty hain kay market up jaye gi yah down ho gi ,,,,,,,,,,
        • #94 Collapse

          Aam tor pr market aik normal trend aur aik normal speed se hi move karti he lekin kabhi kabhi kisi big news ki waja se market me movement baht ziyada hojati he aur market baht ziyada up ya down karne lagti he.
          • #95 Collapse

            bhai gee yeh market me trading per hote he. jis din kui bhot beri news hoti he. is din market zydad rate up or down hote he. is app log trading kerte waqit market ke event aur news per nazer rekh ker kam ker ge too app log ko is me profit zyada ho ga.
            • #96 Collapse

              forex market kabhi kabhi whether ki tarhan behave karti hai aur forex trading mousam ki tarha behave krti hain kabi up hoti hai aur acha profit dti hai aur kabi down ho jati hai aur pher loss hota hai ya sb bilkul mousam ki tarha
              • #97 Collapse

                gi ha app ki bat bilkol theak ha ka market ma kabhi bhi ups and downs a saktha hay lakin kuch is ka pata nahi hota kabhi bhi kuch bhi ho saktha ha
                • #98 Collapse

                  yes ye sai hai k forex bussiness boht hi best bussiness hai. han trading k waqt jo market up and down hoti hai osko hum ye khe sakte hai k girgit ki taraha behave karti hai jis mai hamai boht soch samaj kar treading karni chaye.
                  • #99 Collapse

                    bhi itna to uthar carhao har business me hota rehta hai q k hum log different countries ki currencies main trade karty hain soo currency value up down hoti rahti hai but we only hope 4 the best
                    • #100 Collapse

                      bhai forex to girgit ki tarha rang nahi badalta albata forex market ka kuch aesa hi system hai. lekin ye bat to depend karti hai markete ki movement par. market ka kuch pata nahi k kis taraf jane wali hai.
                      • #101 Collapse

                        jaisa desh waisa behs..khabi khabi forex karta hai lekin iska matlub ye nahi ke ye apko hamesha loss hi nhi dega?nahi ye apko hamesha hi profit deta hai aur apko kama kar bhi deta hai
                        • #102 Collapse

                          bhi g is mian yah hota hy kay different countries ki currencies main hum rade karty hain jb b un main change ati hy wo un ki currency per effect karti hy jis say jis say market up or down jati hy is main hum phir trade karty hain kay market up jaye gi yah down ho gi
                          • #103 Collapse

                            well ji haan maret jo hain wo up and down zyada jata hain s main koi shak nahi bas humein is up and down ko agar janna hai toh humein chayeh k hum asa karey k hum knowledge hasill karey forex ki then huemin samaj ayega up and down ki...
                            • #104 Collapse

                              bhai market ka yhe trend hy ab ap k lye market aik trend men to move ni karegi na , agr eysa karny lgy fr ye buisness kis baat ka rha , ya fr unko kya faida , buisness ka ye asool hota hy mery bhai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Beginners should use smaller volumes in their starting trades , because they can experience the way of trade by themselves , this will help them to take risks and handle situations.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X