Kiya forex girgit ki tarha behave karta hai kabhi market down kbhi up?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Aap aisa keh saktay hain q k yaha
    kuch pata nahi chalta k kab market oper jati
    hae aur kab niche aati hae aur kabhi kabhi
    tau market oper jatay jatay neeche aa jati
    hae jis se trader ko buhat mushkil hoti hae.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      g bhai jan kch aisa he samj lain k forex ka koi barosa nahi ha kabi up ha market ko kabi down is lai kabi b forex k luck par nahi chorna chahia bvalky market ko daikh kar tarding karni chahia
      • #63 Collapse

        dekhain ab thora to utaaar charao ata hai q k yai business hai is main kabhi market uper kabhi nechai ati hai bs hamain achai se har chez k lyai ready hona chaye isi k lyai planing bht imp hai ka market uper i kab nechai nhi pata chalta ap ko har waqt is ko watch karna parta ha is ka begair ap is ma kam nae ka sakte
        • #64 Collapse

          jee haan bhai jaan ham is ko yehi bhi keh skty hain or yeh bussniss bohti hi risky bussniss hai yahan per hamy apna knowladge hasil krna chhaiye knowladge haamary pass ho ga tab hi ham yahan per kuch na kuch ker sktyhain
          • #65 Collapse

            I think aap ise aik game keh sakte ho jis me haar jeet lgi rehti hai kun k market kbhi bhi up ja sakti hai or kabhi bhi down ye change hoti rehti hai or ye farq kbhi bhi aa sakta hai is liye aap ko hamesha market ko le kar update rehna chaye sahi waqt mein sahi trade lgane k liye market ki information rakhna bohat zrouri hai..
            • #66 Collapse

              forex trading ki misal girgid ki tarha ham es lia ly skty ha ku k market k trend ko change hoty ek second lagta ha jis ki waja sy market ek second mi ups sy down or down sy ups ja skti ha es lia ham kah skty ha k market ny girgid ki tarha apna rang to ni rasta bandla ups sy down jany ka hamy market k trend ko samajna ana chaheya agar ham successful hona chahty ha to.
              • #67 Collapse

                ji han aisa he samajh len lekin mostly market slow move karti hai lekin news jese jese ati hai wese he market me aik dam up ya down lagta hai or market tezi se up ya down jati hai .
                • #68 Collapse

                  hahha thats funny question . anyways , bilkul forex kam k hisab sa asaa hai hai apka profit loss ma badal jaye koi pata nahi chaltaa yah amarket ma utar charhaoo ata rehta hai or yehi forex hai yah aups and down kam k sath sath hain
                  • #69 Collapse

                    Dear apko iske ese nature ki waja batata hon. Forex ko har koi profits earn krne k liyeh use nahi krta aksar institution apni zaroriat ki bina par market price par bhi buy krte hain woh is liyeh k unko us currency ki zarorat hoti hai kyun business world main ek din kisi kaam main delay mehenga par sakta hai currency k loss se bhi kai guna mehenga or customer confidence lose krdeta hai us company par to unki majboori ban jati us currency ko current rate par buy krna.
                    • #70 Collapse

                      g han ye business me hame maloom nahi hota hai k aglay lamhay yaha pay kya ho jae ga si hame yaha pay hamesha khyal say he trade karni chahye aur yaha pay work karna chahe.
                      • #71 Collapse

                        forex is a great business it depends on the market either it is up or down when too many people purchase the same currency its market value become increased
                        • #72 Collapse

                          ji han bilkul girgit ka isilye kaha jata hai q k market kbhi up hoti aur kbhi down hamesha aik jaisi ni rehti aur jb hum currency use kr rahay hotay hai to jb un me change ata hai to hamari market bhi up nd down horahi hoti hai isi wajah se tbhi kehtay hain market updates pe bhi nazar rakhna trader k lye important hai........
                          • #73 Collapse

                            nahin janab Aisi koi baat nahin hai,market ko Waisay he up Down hoti rehti hai,agar Ap Achay Analysis k sath market main Enter hon gy tou Ap profit earn karain Gy or Ghalat time par ghalat jaga enter ho Gye tou Ap market ko Girgit kahain ya lizard Whatever
                            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                            • #74 Collapse

                              forex market kabhi kabhi whether jaisa behave karta hai aur. forex trading mousam ki tarha behave krti hain kabi up hoti hai aur acha profit dti hai aur kabi down ho jati hai aur pher loss hota hai ya sb bilkul mousam ki tarha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                ji bilkul forex girgit ki tarhan rang badalta raihta hai ........kabhi up hoti hai market aur kabhi down hojati hai kuch pata nhn chalta kai kia honay wala hai....jo ajj profit kama rhai hain wooh log kal loss face karsaktay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X