1 theard pe zaida post krny sy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    jee han Bhai jan ap jis thread ko reply karte hain us par ek nishan a jata ha jis se aap ko pata chal jata ha k ap ne is ko reply kiya ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Agar bande ko aik kam ki aik bar keemat mil jati hy tou us ko kia faiada hy k wo aik se ziada coment ya reply dy -------------------- its dosent make any sense agar koi aqal mand ho ya apna faida chahta hy tou wo ziada se ziada threads py coment kare ga na k aik py hi time waste kare ga
       
      • #183 Collapse

        well janb jahan tak mujhe malumn hain toh ap ek hi thread par ek hi baar post kar skaty hain aagr a zyadaa post kary egy then apka account baaned ho sakta ai isliye ek hi post reply kary
        • #184 Collapse

          yes dear i agree with you that we should comments on one thread only single time and not try to comment more than one time if we should want to use our pak forum account for whole life then we should follow all rules and regulation of pak forum which gives us bonus amount as well as lot of learning about forex trading
          • #185 Collapse

            zada better hay kay humain ak thread par ak he bar comment karna chahaye ku kay ak say zada dafa posting karnay ssay humian koi bhi extra bonus nai milta balkay time zaya hota hay.
            • #186 Collapse

              ASSALAM-O-ALAIKUM !! I think just ap kay thread par ao ko sirf aik hi reply ki permission hai aur dusre thread par bhi ap aik hi post kar sakte ho..agar ap 1 say ziyada karo gay tou ban tou nahi hogay...haan ap ki wo posts deduct ho jayengi aur ap ko bonus mai loss hoga..
              • #187 Collapse

                Nhi mera nhi khayal k aisa hai k aik thread py post krny sy apka account block hota ho. Traders koi chahiey k wo gap k sath posting krein aur agr unki post informative ho aur sub rules ko follow krti hui to phr koi bhi unka account block ya ban nhi kr skta.
                • #188 Collapse

                  G haan aik thread pay agar aap zayda posts kren gay to aapka account block ho skta hai. is lie dehan rkhen k jis thread k opr green sa nishan aa jaye us thread k opr dubara comment na kren otherwise ho skta hai k aapka account iske vjh say block ho jaye
                  • #189 Collapse

                    jee bhai app jana chatye ho ka agr app ak sa zeidyh thread py ost karty ho tow app ka account block tow bahee tow see is ka bary mhy sahyd itna nhi pta so mein app ko surely nha bata sakta ka is account block ho sakta hai ka nhi
                    • #190 Collapse

                      bhai jab aap aik post per reply kar detay ho tau next time us post per green colour ka aik sign aa jata hae jis ka matlab hae k aap ne reply kar diya hae tau aap ko vo dekh kar pata chal jata hae so aap ko dubara reply nahi karna chahiye. account block tau nahi hota lekin aap ko bonus nahi milta.
                      • #191 Collapse

                        bhai apkibat bhi thk he likn ahma jis post pr koi reply bhi krte hen tu pr nishn aajat he hamen ota chal jata he k ham is post reply kr chuke hen ager phr bhi ham ager koi jwab den tu ham rules k khilaf kam kr rhe hen is trh ka hamen khiayl rakhna lazmi he
                        • #192 Collapse

                          1 thread pe aap ziada post nae krsktay aur na he kbi koshish kijiye ga kyn k agar aap ne aesa kia tou aap ka account block b ho skta hai
                          • #193 Collapse

                            han aap ko jo rules bataye hue hain forex forum ne un per he chalna chahiye zaida lalach ki wajah se bhi nuqsaan milta hai is lye over posting bhi theek nahi hoti hai .
                            • #194 Collapse

                              Jee aisa to hota hai ke ek he thread per baar baasrcomment kernein say account ban ho jae.lekin jahan tak mera khayaal hai yeh ek month kay liyay hota hai.her month ka bonus us month ke posts kay hisab say milta hai is liyay ager aglay maah aap usi thread per ker bhee dain to mera khayaal hai koi farak nahin paray ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                I think nahi aap jis thread ko reply karte hain us par ek nishan aa jata hai jis se aap ko pata chal jata hai k aap ne iss ko reply kiya hai or haan ek thread ko ek hi baar reply kiya karain iss se aap ka account ban bhi ho sakta hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X