1 theard pe zaida post krny sy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    agar aap aik hi thread par bar bar post kartey hein to phir apka accoutn banne hone ka khatra ho jata hey q keh apko chahiye keh aap aik din mein ak hi thread par just aik dafa hi post karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      daer mere khiyal main ap ko ik post pe ik hi post krni chahiye ziyada se ziyada nhi kiyun keh ap k account ban honey ka khatra hota hai kiyun k ye forum k rules hain dear i like it forum and ik hi post karta hn daily ik thraed pe
      • #333 Collapse

        Agar aap aik post per aik say ziada jwab dain gay to post dupplicate ka bulletin aa jata hay aur aaap ko posting main dushwari ka samna karna perta hay
        • #334 Collapse

          Online forex trading is one of the good way to trade in the forex market in which you have to follow the trading rules and money management while you can trade at any time online.
          • #335 Collapse

            There is two issue that e can post the thread max OE low there is no issue. Bit we are one post is one reply. More than one reply, can not earn the bonuses.
            • #336 Collapse

              Dear ap nay bhoth acha thread post keya mujy y peryshani thai k kis thread per post ker chuka hon or kis per nahi lakin dost nay btyaya ha k green rung ka arow a jata ha is lay samj a gai ha dear ......
              • #337 Collapse

                yes dear main ap ko 100% sure batata hoon one thread per ak se ziada posts kerne se ap ka account band ni ho ga but ap ko is post ka bonus ni maile ga aur jis thread per hum post ker datay hain is thread per mark lag jata hai jis se humain pta chalta hai k is thread ka reply hum ne ker dia hai.
                • #338 Collapse

                  Aik thread pe aik he post karo aap ke ke howi post par green colour ka Nissan a gata ha account bane Ho sakta ha
                  • #339 Collapse

                    bhai apko chahiye ke ap ek thread pe ek hi post karen ziyada posts na karen kiunke agar ap ziyada posts karenge to it means ke ap bonus hunting ke liye forum mein aye hain,jabke apko chahiye ke ap knowledge share karen aur knowledge gain karen yahan se aur is pe khoob mehnat karen.
                    • #340 Collapse

                      Bhai jan banned ho skta hai agr ap 1 hi thread pr 1 say zyada bar post krtay hai Q k pak forum k rules mai ye clearly mention hai.isi liye hmay b koshish krni chahiye or kisi b trha ki esi mistake nhi krni chahiye jis say hamra pak forum ka account banned honay ka khtra ho or pak forum k rules ko follow krtay huway hi posting krni chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #341 Collapse

                        yar apko ia hi thared pe iak hi psot ko reply kat=rna h ga ta kay apko account ko kcub bi na kiya ja skatay is sya apko aik boaht hi acha fadia bi ht ahi aur ko bi tension bi nai hiti hai
                        • #342 Collapse

                          g haan jab aik trader aik he thread per bar bar post keray ga to is say us ka account block b ho sakta hai and dobara wo apnini information per account nahain bna sakt hai.
                          • #343 Collapse

                            Ap aik thread par aik hi reply kar sakty han aur agr ap aik thread par ziada post karen gay tu ap ko aik hi reply ka bonus milye ga aur agr ap ne ziada bar reply kia tu ap ka account bhi band ho sakta hy
                            • #344 Collapse

                              A small green arrows indicates that you already comment on this post.:)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                aik thread per aik he baar post ki jani chahiye bar bar nhi honi chahiye aise zyada posting karne se forum hamari posting ko deduct kar deta hai or yeh wese bhi rules ke khilaf hai is lye kabhi bhi aese nhi karna chhaiye forum ko hamesha rules ke mutaboq use karna chahiye .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X