aise 5 currency pair batein jis main broker fees sub sa kam cut hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Yar har broker ka apna aik commission select hota hay or har pair kay different level of spread hain or jo mashoor pair hain un main spread bot kam hota mean twenty to thirty pip only bas aap ko chaiay hota hay kay aap trading terminology ko samjhnay ki koshish karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi aur euro aur usd ak boht hi best pair hai is main hum achi trade kar k run kr saky gay aur plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k earning ho
      • #93 Collapse

        is main hamain wo hi pair use karna ho ga aur jis pair ki currency sab say best hai aur trend ko use kar k hi hum achi trade kar k run kar skay gay aur experience hasil kar k hi hum achi trade kar k run karein
        • #94 Collapse

          ager app forex market ko check karin tu uss mai app ko forex majors currency pair nazar ayien gaay . forex majors per brokers normally sab say kam spread charge karty hain in pairs ke movement bhi kafi achi hoti hai dialy mai aur in main spread bhi kam hota hai. new traders kay liye yeh pairs he ziada suitable hai.
          • #95 Collapse

            is market main kaam ko krny main humy is tara say is market main kaam ko krna jin say ik broker ki fee say humy safe krna hai account ko jin ki vaja say her ik ko kafi zada is market say earn krna hota hai money ko tabi ye mumkin hota hai
            I LOVE PAK FORUM
            • #96 Collapse

              forex trading main sab say ziada jo pair use hota hay wo eurusd hay agar hum es pair par achy say trade karen gay to to hum market main bohat acha profit earn kar sakty hay so humay theak say account ko manage karna cahhiey
              • #97 Collapse

                EURO USD GBP JPY hamain is k bary main learn kar k hi trade karni ho gi aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karny main asani ho skay aur market main planing kar k earning ho saky gi
                • #98 Collapse

                  broker ki fee kum say kum kin currency pairs main hoti hai in main say hum nay nzdusd usdjpy audusd gbpusd usdcad or in kay sath metals main or oil CL mian ye spread three pips ka hota hai ye ik tara ki fee hai or is main spread zero b hai
                  • #99 Collapse

                    hamain pair ki currency ko learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum market main run karein gay aur is say hamain bi faida ho saky ga aur experience hasil kar k hi hum market main achi trade karein gay
                    • #100 Collapse

                      bhai ap euro usd gbr cad chf main brokr ki fess kam se kam cut hoti hai or yah bohat strongs pair hain jis main hmain achi earning mil jati hai or es main loss bhi bohat kam hota hai es liye hmain sub kuj sahi karnba hota hai
                      • #101 Collapse

                        Eur usd pr kam hi hoti hy our ya thek hi hy in my ap ko thek sy sped bhi mil jati hy our fee mtlb in jab is ki trade open krty hy to is my loss jo start trade lgany sy hota hy who kam hi hota hy our jo is sy bhi fast hy who hold ki hy pr us my ap ko fee zeada dyni prhti hy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #102 Collapse

                          forex trading main jo currencies pai kum fees hoti hain brokers ki us main mere khayal main jpy/usd, gdp/jpy, gbp/usd or eur.usd hai shaid
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #103 Collapse

                            Mujhe nhi lagta aisa kuch hai different broker commission ki percentage different hoti hai par Yeh koi currency pair wise nhi hoti hai chahe aapki trading forex Mei kaise bhi jaaye chahe aapko loss ho ya profit broker Ko koi nuqsan nhi hota hai uski brokery fees use milti rehti hai jo kuch percentage par hamesha fix rehti hai chahe koi bhi currency pair kyu na ho waise dekha jaaye broker ki commission currency pair par nhi withdrawal option par jaayda hoti hai different broker different withdrawal option dete hai Jin par withdrawal karwane ki different fees hoti hai isi trah kuch forex ki hedging stregy par bhi fees lagate hai unki kamai ka jariya yahi hota hai aapki jaayda se jaayda trading na ki currency pairs
                            • #104 Collapse

                              mostly broker ki fees 3 pips he hai currency pe.es liye ap ko b yhi sochna cahye k market main es se kam fees to ho he nahi sakti.main khud sb market search ki hain or us k bad he es broker ko chose kr k yaha pe trade kr rha hu.hard work bht he zarori hai jis se ap ko samj sai at gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                mjhay nahi lagta kay brokers different currencies pay different fee kat ta ho - main different brokers kay sath kam kia lakin jo instaforex hay uc ka maine dekha kay eik e spread hota hay eik e fee kat ta hay

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                Working...
                                X