Tension main trading aur tension daiti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    Ji han bhai saho kaha ap nay.agr ap tension lay k trading karain gy toa obviously yeh hmari trading pay negative effects day gi.hamain chahye k hm fresh ho k or tension free ho k trading karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      main yahan new hoon aur merey khayal sey ham ko tradinng us time karni chahiye jab ham tension free hon hmara mind relax ho nahi to hamain kabhi profit nahi ho sakta kiun kay ham market ki movement nahi samjh saktay
      • #753 Collapse

        dear forex mean kam krtey waqat tamam teansions ko door rakh kr aana chaey tansion meay forex or be tansion deta hey
        • #754 Collapse

          han gg bilkl forex trading mein agar hum apna mind fresh kr ky trading na krein tou hum log ur tenshn mein ho jaty hein jis sy hum logon ko loss ho jata hai iss liye hmein mind ko fresh kr ky trading krni chahye
          • #755 Collapse

            han dear bilkul hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hain hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e ksmyab ho sjty hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab go dkty hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida
            • #756 Collapse

              yess my dear brothe trading me tenson or presure dalti hy ,..... agr hum tenson ly k trading kren gy tau humy bhot sara loss face krna pry ga ... jis ke wja sy humra trading point nichy jaa skta hy
                 
              • #757 Collapse

                Dear riend assalamu aylakum dear ap jb trading kare to fresh mind se kare is se ap ko pareshani nh hu ge aur agar ap ka mind confue ha to ap us time trading na kare to best ha
                • #758 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn is business me hmen kabhi bhi tention k sath kam nahi karna chahye kyun k agr hm is business ko tention k sath karty hain tu hmen ye business or zyada tention daita haa
                  • #759 Collapse

                    g han main ap ki es bat sy bilkul agree karta hun q k agar hm tension main hon gay to hum theak sy trade nai kar sktay es lia hum ko tension free ho kar he es main trading karni chahiy ta k hum es main sy profit earn kar skain
                    • #760 Collapse

                      g brother ap ne bilkal thek kaha main ap ki bat ko agree karta hun k jab hamain koi bhe tenstion ho to hamain trading ni karni chahye kew k pahle hamain bht tenstio hoti hai oper se jab hum kam kartay hain or hamara usi waqt loss ho jay to ek or tnstion a jati hai phr 2 tenstion akathe ho jati hain jis se bht masla banta hai isi liye hamain chahye k jab hum relax hun to usi waqt trading karain
                      • #761 Collapse

                        salam, bro darust kaha aap ney, jab insan tenshion main trading krta hai tu osay koi na koi loss ho jata hai , is liay jab insan ka mind fresh na ho osay trading nahi krni chaye , osay chaye k wo fresh mind k sath trade kry
                        • #762 Collapse

                          jee jahan tak mera opinion hai oske mutabiq ye ke trading ke doran bikul relax rehna chahiye ku ke agar aap relax nahi hongae to trading kerna bhi kissi tension se kum nahi hoga ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,.....
                          • #763 Collapse

                            Forex trading bilkul relax hok karni chahye, us time jab apko koi tension na ho. Tension se apki attention divert rahay gi aur ap kam pe focus nahi kar payen gay aur loss k chances barhtay hain so tension free ho k ye kam karna chahye.
                            • #764 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                              dosto mera mashwara yeh hai kai jab aap kisi bi tension main hon to aap trading platform ko choose na karein kyu kay forex main jab tak aap ka mind fresh nahi hota aap relax nahi hotay aap sahi tarha market analysis specially aap money management main 100% accuracy nahi dhikha sakte aur jis ki wajha sa aap ko big loss ho sakta hai. aap log kya kehte hein is baaray main?
                              ni bhae sab asa b koi issue ni hota hy tenshion me jab trade krty hn agr ap k pass skils hn to loss ni ho ga balky profit ho ga or jab profit ho ga to ap ki tenshion b khatn ho jati hy profit make us happy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                g bilkul g mn ap ki bat sy agree karta hun kiun ky hm ko pta hona chayia ky hmagr is kam ko tention main karty hain to phr hm ko loss r bi ziiada hota hai r hm ko loss hi hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X