Tension main trading aur tension daiti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
    dosto mera mashwara yeh hai kai jab aap kisi bi tension main hon to aap trading platform ko choose na karein kyu kay forex main jab tak aap ka mind fresh nahi hota aap relax nahi hotay aap sahi tarha market analysis specially aap money management main 100% accuracy nahi dhikha sakte aur jis ki wajha sa aap ko big loss ho sakta hai. aap log kya kehte hein is baaray main?
    G han meri b yehi soch hai k jab ap par ksi cheez ki tension ho ya koi bhi gharelo maamlat hon or ap pareshan hon tou trading platform ko join mat karain because ap pehlay say hi ittni tension main hotay hain or jab ap platform join kartay hain tou ap or stress main a jatay hain jo ap ki sehat k liye bilkul thek nahi hai or na hi ap ki real life k liye theak hai kyo k jo kaam tension main kia gaya ho wo kabhi theak tarha say mukammal nahi hota .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      g ha yah bat sach ha ka tension ma trading aur tension dati ha kiyu ka jab ap tension ma huta ha to ap isko sai tarika sa nahi kar skta aur is ki waja sa ap ka loss hu jata ha is liya zarori ha ka ap jab isa kara ap tension free hu ka kara kiyu k ajab apka zehan ma koi tension nahi hu gi to ap isko sai tarika sa kar ska ga ur is sa apko faida bhi hu ga
      • #783 Collapse

        tension mein bilkul trading na karay aur forex mein knowledge bahot important hota hay agr aap kay pass knowledge nahi hay tu forex ko sab say pehly learn karay takay aap forex ko understand kar sakay is tarha aap aik achay trader ban jayn gayn aur aap daily good money made kar skay gayn .
        • #784 Collapse

          mein yeh khean chata ho kea forex mein hum logo ko che kea hum log zida sea zida apni forex ki trading kea upper dehan de agar toh trading tenshion mein karein gea to 99% loss mei jahe ge toh bether yeh he kea ap log zida sea zida dehan e kar trading karien .
          • #785 Collapse

            je haan jub koi bhi tenshion main ho to usko chahye k wo trading na kre q k us time mind main sirf tenshion e ho g jiski wjha sy hum thek sy market ko smjh nae skain gy or hmary lye us sy bohat nuksan ho skta hai
            • #786 Collapse

              bhai jaan humay forex trading mai loss karne ki waja aik he hoti hai kiu k is mai humay tension b ziayda hoti hai mje b is mai loss ka he samna raha ha
               
              • #787 Collapse

                yes yah bay bilkul sahi hai ka agar hum tension la kar tradekarain ga to kabhi earing nahi kar sakta is lia haiam chaiya ka jab bhi trade karain to relax mind ka sath ho kar karain.
                • #788 Collapse

                  hum log b yahi khy gy k jub hum trade kary tu hum tenshion free k trade kary tab hi hum markeet ka analysis kar sakty hy.agar hum pehly sy hi kissi tenshion main hy tu humm bohat bary loss main jaa sakty hy is liy humain apny ap ko fresh rakhna chaye. Aissa kar k hum loss sy bach sakty hy..
                  • #789 Collapse

                    Forex is risky business in the trading line. You are doing the trade in tension then really bad thing of your trading business won main balance affected money, because if you are doing the trade in tension free work and income well and not earn the good income and loss for every moment.
                    • #790 Collapse

                      Assalam o alaikum g. G bhai g humain forex trading main tension nahi laine chahiye hai aur humain relax hu kar trading karni chahiye hai agar hum forex trading main tension ly kar trade kartay hai tou humain forex trading main loss hu sakta hai
                       
                      • #791 Collapse

                        tension mein trading nahi karni chayie aur mein forex ko love krta hay kiyon kay forex aik aisa business hay jis say ham bahot ziyada money earn kar saktay hay aur apni zaroriyat bhi pori karnay mein kamiyab ho saktay hay isi liye ap ko bhi chayie hoga kay forex ko learn karay kisi teacher say or khud demo trading kar kay bhi ap forex ko seekh saktay hay .
                        • #792 Collapse

                          tension mn trading krnay say boht nuqsaanhota hay or is kay boht nuqsanaat hian jis sy apko loss hota hay islye tension mn trading ni krna chahiey isilye tension free ho k trading krni chahiey
                          • #793 Collapse

                            han g tension m trading boht he zada tension dyti hy agr ap thek b kr ry hu to trading ap ko tension m dal dy gi k ye sahe hy r ye galt to ap double minded ho jaty hyn
                            • #794 Collapse

                              Janab ap ki bat sahy hy k tension main trading tenshion dety hy or jub tenshion ho to trading nhe karny chahye kunky aik to pehly he ap tenshion main hoty ho or jub tenshion main trading kerty howe ager koye mistake ho jaye yo phir trnshion mega tenshion bun jaty hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                bikul app bikul theek kah rahy ho forex trading mai tension bikul bhi nai leni cahiye kiyon ke forex trading mai tension leny se or zyada tension hoti hai iss liye insan ko hamesha forex trading mai tension free rahna chaiye kiyon ke hona to jo hota hai wo to ho kar rahta hai iss liye tension lena ka koi faida nai insan tension free rahy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X