Tension main trading aur tension daiti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    ge haa insan aksra tention ma ajaye tu ghussa a he jata ha forex ma agr loss ho jaye gussa aa he jata ha laiken hamein is ko control krna chaheye emotionaly trading ma nahi chal sakti isliye apni ghaltiyo ko lesson samaj kr learning krne chaheye or in se kuch seekna chaheye ke kis ghalti se loss hoye hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      Ji dear 10sion mai kam nahe karna chayah q k yaha per 10sion say kam nahe hota hai jb ap 10sion lo gai tu ap ka mind fresh nahe hoga tu phr ap trading nahe kar pao gai kbe be or ap ko hamaisha trading mai jb be karo apna mind zaroor fresh kar kr karo........
      • #438 Collapse

        Jee haan bhai jaan bilkul agar hum is kaam ko tension me karen ge to hume aur bhi tension ho gi hume relax mind me hi trade karni chayye taake hum is kaam me galat decision nahi le saken.....
         
        • #439 Collapse

          brother app nay theek khah hay ka jab kio tension ho tu trading ka kam nhi karna chahay as say app ki tension barh sakthi hay our app ko kafi loss ho saktha hay jab tak app ka mind fresh nhi ho ga app achee trading nhi kar sakhy gay our app ko loss ho jay as lia mind fresh rak ka kam karay
          • #440 Collapse

            ji haan ap ki baat se mai agaree karta hoo k jitna apko tension hoga yani k tension man hongey toh uss tim khabi b trade nahi karni chayeh kyunn k iss se apko lose hoga and ye apko aur tension main dalti hain isliye hamesa cool mnd k sath traidng karni chayhe ..
            • #441 Collapse

              ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay jab aap tension me ho to aap ko trading nahi karni chahiye kyu ke aap say koi ghalti ho sakti hay jis say aap ki tenstion me ezafa ho sakta hay is lye aap ko chahiye ke hamesha fresh mind say trading karay aap zaror kamyab hongay.
              • #442 Collapse

                yeah its damn true that forex main jab tak aap ka mind fresh nahi hota aap relax nahi hotay aap sahi tarha market analysis b nae kar sakty hain or Tension main trading aur tension daiti hai kiun k ap theek se decision nae ly sakty k kya best hai...or trade fail hojati hai
                • #443 Collapse

                  han ya baat b bilkul theek hai jb hum trade krty hon to is baat ka khyal rakhna chahiya k hum ko tension na ho agr hum ko tension ho to hum theek entry nhi laga saky gy to hum is ki wja sy loss main ja sakty hain
                   
                  • #444 Collapse

                    g han ap ka kehna bilkul thek hai agr ap tention mein kam karengey tou aur ap ko tention ho gi aur is sey ap ko totally loss ho ga aur kuch bhi nahi
                    • #445 Collapse

                      ji han bikul bro jab bhumare dimagh main koi aur bat hoge to hum trading neh kar skate hain kyun k treading karne k liye humey fresh mind chahie kyun k agar mind main koi aur bat hoge tu humey nuqsan hi hoga
                       
                      • #446 Collapse

                        jb ap ko kisi kism ki tention hute aa tu aap thk sa trade bhe nehe kr skty hu aap ka sochna smjhna ki taqat kam hu jate haaa jis sa aap ko sochna smjhna m kafe mushkal aye ge us ka sth sth aap market kaa agy waly indicators ko bhe nehe smjh sako gay is waja sa ap ko mera yeah mashera haa kaa ap easy mahol ma trade krain shukriya
                        • #447 Collapse

                          tension buht harm full hai apke lye trading me is lye app ka trading mee hona tension k sath apke trades koo lossabel bana saka hai is lye trading cool mind oar tension free mind se kare
                          • #448 Collapse

                            Jee han tension mein to trading ziada tension deti hai q k is mein bohat ziada concentration say kam karna hota hai mjhay to iskay trade krkay ziada tension to nahi hoti hai magr jab tension hoti hai to mein thori der k lye chor deta hon
                            • #449 Collapse

                              ji haa sai kaha ap ne hamain trading krty we relax rehna chiay and hamain chiay ke tension na lain trading k waqt warna hamain aur tension ho gi and hum is se loss kr bethain gay, is liay fresh mind k sath trade krni chiay hamain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                trading jab b karo na ap to full relaxe ho k karo aur fresh mind k sath karo agar ap ne thori si b tension li to phir ap khud ko qaboo na kar pao gay aur nuqsan hony ka khatra ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X