two colors in threads one is blue and second is red but why?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    g bhaijan mujhe iske bare mein kuch nahi pata kyunke mein new trader hun aur seekh araha hun aur jald seekh jainga mein trading........................................... ....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      • #48 Collapse

        red color old posts ky liye use hta hai and blue color new posts ky lye is trha apka pta chalta rhta hai ky knsi posts new ai hain or knsi purani post hain may b phly ap wo post kr chuky hn
         
        • #49 Collapse

          Dear thread tu ek hi color main show hota hai ya ho sakta hai k main apki bat nahi samagh saka hon leqin jab bhi thead par posts hoti hai woh ap postings main color bhi change kar saktey han may be iski waja se color change hota ho blue ya red aur hyperlink means koi websites link ya phir email id ho to woh blue main automatic show hoti hain posts par.
          • #50 Collapse

            The market has the two colors. So that e are analysis the market easy and we are see it that the market is up and down.
            If the same colors then we can not analysis the market good.
            • #51 Collapse

              a.o.a, jb hum koi therd post krty hain to chay humra strt ho ya hum ny koi sawal kiya ho kch threads me red color hota h or kch me blue hota h colors sy koi farak ni parta blue post new h or red old but ap jo b kro gy ap ko bunds zrur milty hain
              • #52 Collapse

                colors main jo blue color hta hai wo new posts ky liye hta hai lakin jo red color hta hai jis main apki old posts pri hti hain ttu color bs koi sa b use ho skta hai
                 
                • #53 Collapse

                  koch posts hoti hai jo old hoti hai on per colour red hota hai or jo new hoti hai wo blu ma show hoti hai es ma koe tention wali bate nahi hai y forum ka system hai jo aysa kr raha hai ap bus relex ho kr kam krien
                  • #54 Collapse

                    my dear aisi koi baat nahi hoti hai jo thred old hota hai us par posting zeyada better hoti hai aur khuch post new hoti hai app us thred par apna answer den jo powerfully post ho bilkul right ho to app ko us har thread par bonus 100% milaey ga no tenshion .
                    • #55 Collapse

                      threads ko section kay hisab say post karna chaye yani jis topic say related thread ho is ko isi section main post karna chaye takay sub members requirement kay mutabiq section say knowledge hasil kar sakain and color ap apni marzi kay khud set kar sakty hain and jo thread old ho jaty hain i think wo red color main show hoty hain
                      • #56 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                        dosto jab hum koi informative thread post karte hein chahay wo hamari strategy ho ya hum ne koi question kiya ho to kuch threads main hamaray pass red color mention hota hai aur kuch threads main hamaray pass blue color mention hota hai is ka concept clear karein. Thanks
                        hum forex ma sub sa pala to is ma hum point ko bana ta ha or is ka bad hum in ko trade kar ta ha or is sa hum is ma eran kar ta ha or is ma ager hum ko loss ho ta ha to hum is ma phir sa point ko bana ta ha or in ko trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha ro is ma eran kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko laga kar is ma trade kar ta ha or is ma eran kar ta aha or is ma eran kar ta ha
                        • #57 Collapse

                          is kay abray mein wasya toh mujay kuch khas ni pata magar jis thread ka agay green arrow ka nichan hota hai is ka mutlb hota hay aap is thread ko pelhay replay kar chukay ho
                          • #58 Collapse

                            Hello friends Assalam o Alaikum forex main red colour wali post kuch purani hoti hn or ziada tar comments inhi par hoty hn kiun k blue clr wali new hoti hain bonus donon par hi milta h par kheal rkhna chaheay k ak post pa ak hi coment daina chaheay
                            • #59 Collapse

                              i think red posts are those posts which have been approved by the site moderator and the blue post are the fresh threads recently started by the people and moderator has not approved them yet. it means that people has to see which thread they are commenting on otherwise when the moderator will delete that particular thread, the comment of that person wil also be deleted and they will have less money.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                thread jo bhi hotey hein un ka bonus zaror he milta hai kisi bhi colour ka thread ho aap kisi per bhi comments ker saktey hein is mein koi qeed nahein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X