jab aap ko neend arahi ho to aap loss kar sakte hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    bulkal sai baat ha agr hum treading kar ray hian aur nneed a joiy to is surat main hum ghalat dission lay saktay hain jis se hamari equity unbalance ho joy ge aur hamara nuqsan ho sakta ha hamain fresh mode main treading karni chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      forex trading ap use kar raha hay to ap ko apna mind fresh kar kay forex traing use karna chaya agar ap ko neend ay rehay ho to ap ko loss ho sak tha hay q kay ap ko neend ay rehay hay or ap trading kar raha hay to ap ko mind neend ki waja say confiuse hota ha is liya forex mai loss ho sak tha hay..........
      • #573 Collapse

        Mera nh khyal k aik real trader trading k waqt nend kary ya phr aisa sochy. Es bussiness mn aik mint ka kuch pata nh hota k agly mint Kia to jaye. Behter yeh hai ko ap apni timing bana len k kis time trading karni hai aur Kis time nend karni hai.
        • #574 Collapse

          dear neenvd sy koi taq nahi hai ye aik buiness hai jitna ao krei kr sakty hain aur jahn na chay rook sakyty hain ye aik acha bunes shai si ko onilne kiajta hai ye aik good buiness hai aur bahut sy loog kr rahy hain
          • #575 Collapse

            Aisa ho sakta hy keh agar aap ko neend aa rahi ho to aap ko loss ho sakta hy. Is leye hamain chaheye keh night ko jab bhi trading krain to stop loss aur take profit zaroor laga lia karain. is sey aap agar so bhi jayen gey to aap ko big loss nahi ho ga aur aap ka balance safe rahay ga. Stop loss ka use aap key balance ko bachata hy.
            • #576 Collapse

              jnab humain trading main agr success hasil karni hay to humain is main stop loss ko use karna ho ga ta kay humain trading main achy sayprofit hasil ho saky or humain is main stop loss lagnay say huamin margin mil jat ahy kam kanry ka
              • #577 Collapse

                jab hum trade karty hain to humain is main learning kar kay kam karna ho ga ta kay humain is main agr success hasil karnia hay to humain aik limit tak is main kam karn aho ga k profit ho
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #578 Collapse

                  Bhai forex trading ky leay complete planning aor schedule bnao aor proper aram kro hr waqat trading krna acha nhi hota hai trading market to hr waqat khuli hoti hai lon ap target aor goal set kren aor daily unain achieve kren bs
                  • #579 Collapse

                    G bhai g bilkul apki bat thake hy k jub humin nend arhi ho tu apko chahye hy k ap trading sai dur rha karo kun ke jub tak ap active nai rho gy tu apko looss nai hoga
                    • #580 Collapse

                      Hi to everybody, Bhi jee yah kio game to nhi hai, iss mein app ko propar times dina hao gaa aur iss times main app ko is pr kaam krna hogaa agar app iss mein dil laga kar kaam kry ge to app ko iss mein nind nhi aye gi
                      • #581 Collapse

                        g bhai forex trading mien apko chahiye ke ap is mien hamesha hi fresh mind ke sath trading karen aur ap is business mien mehnat karte rahen isko jitna deeply seekhenge ap is mien utne kamiyab honge.
                        • #582 Collapse

                          waisey jab loss ho raha ho to phir neend nahi aati aur insan pareshan ho kar trading karta hy. Hamain night ko stop loss aur take profit zaroor use krna chaheye takeh loss sey bacha ja sakay. Pehlay apney mind ko fresh karain aur phir trading krain. Jab mind fresh na ho to trading na karan munasib hota hy.
                          • #583 Collapse

                            Jab aap ko neend aa rahi ho to aap trading ko stop kr dain aur stop loss ya take profit ka use krain. Yeh koshish krain keh night ko trading na karain aur agar krni hy to small lots size use krain takeh agar market aap ko loss dey to ziada loss na ho aur aap ka balance safe rahay aur aap is sey morning main trading kr sakain.
                            • #584 Collapse

                              dear aiik bat men ne note ki ha jab ham apni zroryat ko forex k account se adjust karny lagty han tab ham ko loss ho jata ha ap sub is chez ko avoide karen kabi forex k account ko rules se hat kar run na karen chahy jitni bi zrorat q na ho ap ko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                ji bilkul agr humein neend aa rahi ho gi tou hum trading par concentrate nhi kar paye gy jis ki wjaha se humein loss hio skahta hy lehaza huemin cahyein ky hum fresh mind k stah yhana par trading kartey rahey ta ky hum yahan par kamiyab ho jaye janab

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X