jab aap ko neend arahi ho to aap loss kar sakte hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    yes my dear ye posible hai kiun k jab hume neend arahi hoti hai tu hum puri tarhan forex per tawaja nahi de sakte ye hi waja hai k kaha jata hai k trading puri tawaja k sath karni chahiye warna loss yaqini hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      g nahe jab hmyn neend aarahi ho tuu hmyn blkul loss nahe karna chahye blkey uss time hmyn iss kaam ko he nahe karna chahye iss trh hm loss sey bach sakngey ,, jb nend aye tuu hmyn aisa koi bhe kaam nahe karna chahye..
      • #363 Collapse

        G ha yay baat ap ny bht common ki hy ky hum agar raat ko trading kr rhy ho or neend ki halat mai ho tu bht bari mistake ho ksti hy in trading so humy is cheex ko bht closly diyan mai rkhna ho ga.
        • #364 Collapse

          ager kisi business main ap ko neend a rahi ho to zahir hai ager neend puri ho gai to us surat main business ko behtar andaz main chlaya ja sakta hai.
          • #365 Collapse

            hello guys gub aap trading ker ray hotay ho to aap ki neend poory honi chai ta kay aap trading ma kisi la perwai ma itni bari gulty na ker dan ka baad ma asa lagay ka ;it is no use of crying over spil milk....
            • #366 Collapse

              Trading k doran hmen nind ajae to definetly loss ho skta hy is lye trading ma pora focus trading pe e hona chaye or sara focus kam pe krna chaye ta k loss na ho, night ko trade krne waly meri trh coffee use kr skte hen ta k nind na ae.
               
              • #367 Collapse

                Bahi jan forex trading aik risky business hay es liay es main hamesha fresh mind say trade lagani chhayie and jab neend aa rahi ho to stop loss and take profit use karna chahayie, but esi halat main trade nahi karna chahyie.
                • #368 Collapse

                  ha jab aapko nind aati hai aur bhi aap trade karte hi to aapko loss meja skata ha kyuki nind me aapk sell ki badle buy bhi kar ksata hai is liye jab aapko nind aati hai to aako trade karna nahi hai
                  • #369 Collapse

                    ge han my dear brother jab ap ko neend aya rahi ho to ap loss kar saktey hean mager is say bachney ka bahter tareka yahi ha key app stoploss our takeprofit use karean is say zayda loss nahi ho ga
                    • #370 Collapse

                      brother aap ko tarding mn humasha fresh ho k kam karna chya. us mn agar aap so k ya laparwai say kam karin gay to aap ko bhot loss ho sakta ha. forex bhot zayda risky business ha. us mn aap ko chya k aap mahnt say aor fresh mind say kam karin
                      • #371 Collapse

                        bhai mere first apki health hai agr ap ki nend pori nhe tu rat ko trading ki koi zrorat he nhe han manta hn kuch log rat k karty hai lekin mere khayal mai agr ap trade laga len take profit and stoploss de k relax so jayen
                        • #372 Collapse

                          as koi baat nahi es mein loose aur take profit ke option hai es ap tention na lay mind se trading karay ap k liye money earn karna easy ho ga aur es mein mind se trading karay thankful for question
                           
                          • #373 Collapse

                            G han ap ye galti kar k apna lose kar saktey hen q is galti se humen bohat bara lose bhi hojata hey or is se hum apni hi trading m lose kar jatey hen isiliye agar trading mey humen neend ajaye tou is cheez k nazar andaz kiya jaye na k is mey trading ki jayen.
                            • #374 Collapse

                              well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, Forex trading mein humein working kartay huey focus aur concentration kay saath working karna hoti hai kyun kay hum sub he jantay hain kay Forex ki market mein price ki fluctuation kafi hoti hai aur ye tou 100 percent koi nahi bata sakta hai market nay kis taraf move karna hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                han ji aesa ho sakta hai lekin tab jab aap ko trading nahi ati ho agar aap ko achi khasi trading ati ho or ap ke pas strategies achi hon then aap bas market per nazar dalty he samjh jayen ge or then ap trade laga ke so bhi jayen to bhi profit me he rhen ge .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X