mobile main indecator ka istamal:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear agar app ne mobile me indicators use karny hey to app ko mobile me hi search karny hon gey esy indicators jo siraf mobile trading me hi use ho sakty hey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading maine dono per kerhe hai lekin mobile per trade kerne mai sirf order dekhne ke liye acha lekin full time trade kerne ke liye sahe nahi hai.isleye main koish kerta hon ke mai jo hon woh computer se he karo trading.
      • #18 Collapse

        dear mai ny kabi indicator uze nhi kiya lekin ap uze krna chaty hu tu pair hoty jidr udr touch kr k rakhy 2 sec fir opition aye ga udr sy indicator pe ja k jo b indicator ap uze krna chaty hain asani sy kr skty hain ap uze weasy mairy khayal sy indicator ka itna faida nhi or na he 100 percent indicator per trade krna
        • #19 Collapse

          brother meray khyal se is cheez ko app google karien yeh phir youtube par dekhien yahan par appko dekhna yeh samjana behad muskhil hojayega sab k liya aur koshish karien k khud trading karien indicator use na karien.
          • #20 Collapse

            my dear jab app mt4 universal install ker lain gay to pher ap ko account log in kerna ho ga our app us k oper click kerean gay to us k oper app ko f nazar aey ga to pher app indicator jo bhe lagana ho ga option aa jaey ga
            • #21 Collapse

              dear main ne to kabi b mobile se trading ni ki hay main to her time computer per he trading kerta hoon i think k computer k trah se he is main hum indicator use ker sektay hain but mare khyal main ager hum mobile ki bjay computer se trading krain to ye ziada best hay kuin k hum computer per indicators ka istamal achay treeqe se ker sektay hain.
              • #22 Collapse

                mene ab tak mobile me mt4 he use nahi kiya hai indicators wagera mujhe laptop per bhi bohat mushkil se samajh aty hain mobile per to or bhi mere lye un ko use karna mushkil ho jae ga me samajhta hon ke sab se easy latptop ya pc per he trading samjhi or seekhi ja sakti hai .
                • #23 Collapse

                  Bahi Jan mobile pr indicator apko smj nhi aaty aur apko candle sticks patterns bhi laptops pr smjna chahiye doji candle ko use krein aur us ko istemal kr ke acha profit hasul krein
                  • #24 Collapse

                    Jesa kay mobile ki screen small hoti ha, to ap ko charts understand karnay mein mushkil ho sakti ha, behtar ye ha kay laptop ya computer par candles ko use kartay huay analysis karain ta'k ap ko acha profit hasil ho.
                    • #25 Collapse

                      Ys dear ma ap ki bat se agree krta hun hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye important ha hum is ma bohatkuch hasil kr sakte hein
                      • #26 Collapse

                        AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan mobile k mt4 me indicators ki template bnana bht easy hy just pe apny price chart pe click karain aur aik gol circular sa apko nazar ayy ga us pe aik "f" type button press krain to wahan ap indicators ki list dekh sakin gy jo indicators apko pasnd uspe click kraim wo apky chart pe phir apko nazr aygs
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          dear agar hum mt4 mai kaam karty hai to ais mai mobile ho ya laptop ho ais mai hum aik hi result lety hai indicator se kun k jo mobile mai indicator hai wo sab jaga aik hi indication dety hai ais liay aisi koi baat ni hai k hum mobile par indicator use karty hai to aus ka result kaisa ho ga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X