mobile main indecator ka istamal:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mobile main indecator ka istamal:
    mobile main indecator ka istamal kaise kia jay or in ko kaise add kia jata hai mobile wale program main kaise add kar ke use kar sakte hain
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mobile par b indicator istemal l ho sakta h abas hamy agy pechy deakhan parta ha page ko lakin computer par zara kaam karna asan ho jata ha...
    • #3 Collapse

      if ham cell phone use kar rahy hain trading k liye tu hamy cahye k ham eik webste par indicators on kar lain pher us hisab sy apni trade open karien....
      • #4 Collapse

        gee bhai forex trading mein mobile mein bhe ham indicaotrs ko istemal kr skte hien lakin mobile ke screen chote hote he es waja se wahan per trading mein kuch diqt hote he to hmein apne trading ke lie laptop ya pc per work krna best rhta he
        • #5 Collapse

          Asalam o alikum pyare dosto kaise hain ap sab or trading kaise ja rahi hia? Guys ap sab ka jawab dene ka bohot shokreya ap ne mera hosla barha dia hai psoting karne ka or question karne ka or mere malomat main izafa kia hai thanks
           
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: shoaib iqbal پيغام ديکھيے
            mobile main indecator ka istamal kaise kia jay or in ko kaise add kia jata hai mobile wale program main kaise add kar ke use kar sakte hain
            my dear brother mobile par aap indicators use kar sakty hein lekin us mein dificulties bohot hoti hein main aap ko yahi mashwara dun ga k aap mobile ki bajaye laptop ya computer per forex ka business kiya krein is se aap ko asani ho gi aur ap bohot earning kar sakty hein
            • #7 Collapse

              my dear aap mobile main main bhi indicatar use kar sakty hain magar iss main thori si mushkil hai lakin aap computer par ya lap top par aasani sy indecatar ka istmal kar ky bohat sa profit earn kar sakty ho .
               
              • #8 Collapse

                bahi mobile par indicator ka use ya kisi bhi trahan ka technical analysis karna bohat he mushkil hai is liye koshish karin k jab bhi ap ko koye trading k liye analysis ki zarort pary us k liye pc ya labtob he use krian mobile traidng ya rates vghera k liye acha hai lakin ap agar koye templates ya analysis is main karna chahty hain tu ye us mian ap ko bilkul support nahin kary ga
                • #9 Collapse

                  my dear jitne b indecators hote hain woh to mt4 software mein hote hain mobile mein nahi is liye jb ap mt4 down load krte ho to automatically woh mt4 mein aa jatey hain or ap jb chayein un ki madad se trading kr sakte ho
                  • #10 Collapse

                    dear mobile mein indicator nahi use kiye ja skty hain ye aik acha kaam hai lekin is k kuch rules hai jin k teht is ko kiajta hai aur bahut ziyada is ko earn kia ja skta hai ye aik good buiness hai
                    • #11 Collapse

                      i think insta ju hamen sofstware mobile k lye use karny k lye data ha is may indicator ko nahi use kar rahy han kyu k is may ye fseature nahi ha is k lye hemsn sirf mt4 say kaam karna par sktya ho earning kar skty han ham
                      • #12 Collapse

                        mary dost mobile par abhi tak main ny kaam to nahoi kiye hai but mary khyal sy mobail par har wo kaam ho jata hai jo computer par hota hai lakin aap computer par kaam karain to zeada asaani hogi
                           
                        • #13 Collapse

                          my dear friend ham mobil par bhi trading kar sakty hain or shayad indicator ka bhi istmal kar sakty hain lakin iss kaam ko ham computer par kar lain to zeada bahtar hai or kaam karny main asaani hoti hai.
                           
                          • #14 Collapse

                            very simple hai.Mobile mai indicator ko place krnay k liye sb say phlay apnay meta trader 4 ki settings ko open krna hota hai or or udar say apni strategies ko dekhtay huway indicators ko place kr sktay hai or indicators ko trading k liye use kr sktay hai.
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai mobile mian meta trader ke jo default indecators hai wo to use kar sakte hain magar jo net se indecators download karte hain wo kaise mobile pe use kar sakte hain on ke bare main maloom karna hai jaise ham pc main to indecator ko deta folder main past kar dete hain phir os ko add kar sakte hain magar mobile main to metatrader mian open deta folder wala optopn hi nahi ata hai os main kaise use karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X