MACD 12,26,9 ko kis tarah behtar use kia ja sakta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jnab hum is ko long term main trading kay lkiye use karain gain humain trading main kafi help hasil hoti hay agr hum is main long term main kam karty ahin to humain trading main graph ki shakal main chart show hota hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      macd aik acha indicator hai is mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalen.aur indicator ko sahe se use kerhae.
      • #18 Collapse

        indicators is market say business ko teek say manage krny main kafi zada help full cheez hoti hai or sath main kisi ko ye moka milta hai k is nay market ko learn kr k is mai kaam ko start kia hota hai
        • #19 Collapse

          mujy is kay bary main nai maloom hya main forex trade main new comer hun humain is main agr kam karna hay to humain is main practice kar kay kam karna ho ga ta kay loss km ho
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #20 Collapse

            Mostly MACD ko hum convergence our divergence k leay use kerty hian us ki value k oper trade ka koi khas idea nahe hy us k leay main RSI ka use kerta hy jes ko easily understand kia ja sagta hy
            • #21 Collapse

              Bhai is indicator ky bary ma mujy abi koi knowldge nhi hai ma abi candle stick pattern aor aor RSI sekh raha hun ma marekt analysis bhi sekh raha hun tradinf ki skills aor strategies ky elawa humen hr trah ky indiactors ka bhi ota hona chue
              • #22 Collapse

                dear macd aik acha indicator ha aur moving average bi men in koi sirf use karta hon agar karon bi to is k ilawa men koi bi indicator use nhe karta macd ko ap h4 par use karen jab bi h4 mne is ki line moving average se nechy close ho jay ap market men entry lay len .
                • #23 Collapse

                  Bhai ap kis indicator ki bat ker rehy hain abhi tak main ny in indicators ka use learn nehi kia wesy tou forex market main continue learning kerty rehna chahiay but jitna bhi ap forex ko learn ker lain ya forex trading related knowledge gain ker lain tou apky liay best hota hai jab ap forex main trading ker rehy hoty hain
                  • #24 Collapse

                    jab hum trade karty hain to humain learning kar kay practice kar kay kam karna ho ga kun kay har movment ko humain follow karna ho ga jis say humain trade main achi earning ho gi
                    • #25 Collapse

                      Mera new members ko yahi mashwara hai k us main ap log mt4 ka wohi indicator use karein jes ka ap ko knowledge ho us laey MCAD ki bjeay RSI best hai
                      • #26 Collapse

                        Mery bhai ap ny bht he achi information share ki hai mujy is indicator ka pehly nhi pta tha ma ny aj he ap sy suna hai ma isko khud study kron ga phr practically is ko apply kron ga to mujy smjh ai gi thanks bhi nice sharing
                        Acha kaam achy daam
                        • #27 Collapse

                          Yes dear ap ki bat thek ha ma is ma new hun is liye is ma abi experience hasil kr rha hun hume is ma knowledge k sath kam krna chaiye ye hamre liye bohat important business ha hum is ma bihat kuch km sakte hen hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye
                          • #28 Collapse

                            ye market main use hota hai ye ak indicator hai hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experiene ho ga tab hi hum achi trade karny k kabil ho skaty hain aur loss kam ho ga
                            • #29 Collapse

                              Yes of course macd aksar main use karta hun laikin mujay pata hay hay aksar oukat trading bhi sahi point nahi hoti lakin macd bhe do ya teen tara say ta kay har laikin macd divergence or convergence do tara say use hota hay bas aap ko chiay hota hay kay aap trading entry point per karain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                is main kam kar k boht hi acha earn kar saky gay aur experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur knwldge ho ga tab hi hum run kar skay gay aur profit hasil kar k hum earning karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X