MACD 12,26,9 ko kis tarah behtar use kia ja sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD 12,26,9 ko kis tarah behtar use kia ja sakta hai?
    Dear traders MACD aik bohat effectine indicator hai kia ap bata sakty hain k es ko long term aur short term trade k leiye kis tarah use kia ja sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    meray bhai jaan mein tou yeh samjaht hoon k yeh aik bohat hi acha indicator hai jiss se hum achi trade ko ker saktey hain aap iss ko chart per install ker lein tou aap iss se acha trend nikaal saktey hain.
    • #3 Collapse

      Me isey use nai karta ku k muje iska use ata nai ha me bhi achi thread dekh raha ho jise dkh k kuch sekha jasake and ise apni trading me apply kia jasake jisse kuch achi earning hosakte iski madad seeeee
      • #4 Collapse

        MACD acha technical indicator hai jis se kafi acha decision ho sakta hai kun keh ye market kafi complex hai aur is main bary khiyal se decision karna parhta hai. MACD main agar 100 level per market ho to sell position hoti hai aur agar 0 per ho to buying condition hoti hai.
        • #5 Collapse

          mujhe MACD ke bare main authentic knowledge nahein hai aur main ne to abhi candlestick pattern ko understand kiya hai aur agar koi user detail main batayee to bohat acha ho ga
          • #6 Collapse

            MACD main agar 100 level per market ho to sell position hoti hai aur agar 0 per ho to buying condition hoti hai.main iis ko long term main use karta ho is main app ko aik graph ki sakal main kam karna ho ga is main app bohat profit kama skty hain
            • #7 Collapse

              isi bat ka mian bhi k ta hon ap sb se main app ko aik graph ki sakal main kam karna ho ga is main app bohat profit kama skty hain is main app ko mehnat ki zarort hy jo is main mehnat kry ga is ko is ka reward b acha mily ga app is ki demo account per pehly practice karne k bad bhi agar lose howa tu kia faida
              • #8 Collapse

                yar mei tu is ko na9 use karta ho kyu kay kei t tarding ko karnay kay liay moving average ko hi sue karta ho is say mujhay is busisness mei boaht hia ch faida bi ho rah hai is laiy hi tu mei is ko seu karta ho
                • #9 Collapse

                  Moving Average Convergence and Divergence (MACD) is a key indicator used by many traders in their technical analysis. MACD indicator shows the direction, strength and momentum of the price changes which helps in predicting an ideal entry/exit point for a trade. Although MACD is based on moving average it is able to provide much better signaling by combining multiple averages.
                  • #10 Collapse

                    Agar ap pakistan forex forum trading my agar ap ap pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex
                    • #11 Collapse

                      12 26 9 ko bahtren istimal to wohi insan kar sakta y jin ko is bizneescmin zyda se zyda malimat hy jab tal him ko zyda se zyda malumat nahin hiyi hy tab tak him is min kamyab nahin hy
                      • #12 Collapse

                        Sir main nay khud ye pehli dafa sun raha hoon mujhe is ka kuch nahi pata hai is liye sorry main nahi bata sakta hoon or na hi main nay kabhi is tarah ki trading ki hai ap mujhe bata day thank u
                        • #13 Collapse

                          G Bhai ap theek kh rhay hai.MACD indicator kafi acha or useful indicator hai jisko use ktay huway trader market chart say signals ko diagnose kr sktay hai.Lakin sirf indicators pr hi depend nhi hona chahiye blkay apni technical analysing ko b use krna chahiye.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            dear mai forex per tw abi new member he hu or mje forex trading mai itna ilam neh hai issi waja say maine abi rsi per he trading kar raha hu or forex per maine filhaal demo per he trading ki hai humay forex trading mai practice karni chaiye is say humari trading skill ache hoti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              MACD indicator to me ne kabi use nahi kia k app ko es bary me inform karon magar me trading me 4 indicators same time me open rakta hon jo k mujy achy signals dety hey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X