kya waqi yaha sirf 10% log successful trader hain ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    han g bhai g ap nain bilkul sahe suna hai yahn par only 10% log he successful hain or us ki main waja hai apny ap ko maintain rakhna chahey loss ho chahye profit ho, other wise ap ka dil nai kary ga trading karn ko
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      Yeh jhoot hain sirf 10% hote to koi isay join hi na karta har koi is se profit hasil kar raha hai koi ziyada kar raha hai to koi kam lekin chahe jitna bhi profit aaye aata to hai aur jis ko profit milta hai meri nazar mein wo successful trader hai.
      • #828 Collapse

        G bat ap ki thek ha but jb log loss ktrte hn to wo recover b kr lite hn .jo new hote hn wo loss he krte hn aut jo kafi porane log hn wo profit krtw rhte hn . But jo loss krta ha wo he seekta ha ager ap ko los ji ho ga to ap focus kr k kam ni krte .
        • #829 Collapse

          nahi 10% say ziyada bhi ho saktay hiain infect 100% bhi ho saktay hain agar unhen trading sahi tariqay say karni aati ho agar tou un kay pass expeience hai tou kafi log yahan par successful ho saktay hain 10% say ziyada bhi successful ho saktay hain bus expeience hona chahiye
          • #830 Collapse

            dear mujhy nahi pta k forex trading mein kitny percent log successful hoty mujhy itna pta hy k jo proper knowledge aur experience k sath trading karta hy wo kabhi unsuccesssful nahi hota wo hamesha successful hota hy
            • #831 Collapse

              gee asa waqai hai ky bhot kam log forex trade mein successfull ho paty hain or iski bht c wajuhat hain ak tw ye ky uny misguide kiya jata hai ky ap jaty sath he earning krny lg jao gy ratou rat ameer ho jao gy ye wrong perception hai jiski waja se phir jb log loss mein jaty hain tw wo chhor jaty hain q ky woh prepare he nae hoty is chez ky liye.
              • #832 Collapse

                Thee is no doubt that the more than 95% peoples are loss in the forex market. But if we are work the forex market with he skill. Then we are successful trader. We are earn the good money.
                • #833 Collapse

                  Brother forex trading bot risky market ha us m 10% logon kamyab hotay hn ap na thak ha hum ko chaya k phlay trading ko learning kro phr earning kro.
                  • #834 Collapse

                    g ha forex trading ma bohat kam log kamyab hote hai kue k forex trading aik bohat hi risy business hai is ma sarf 10% log hi earning karte hai
                     
                    • #835 Collapse

                      G haan me aap ki iss baat sey kai haad tak agree hun q k iss me aap ko bht mehnat ki zaroort hy jo k bht ziada kam log kertey hyn iss k illawa wo iss me ziada ter iss ko laalach k zarye ganwa bethty hyn lkn ap ki baat bhi sahi hy k yahan sirf 10% hi log kaamyaab trader hyn
                      • #836 Collapse

                        Sir g main t ye kehta hoon kay pakistan may sirf 10% log success full hian baqi out country may her koi expert hai or wo trading karta hai pakistan may koi interest nahi leta hai or kuch ye kaam mushkil bhi hai
                        • #837 Collapse

                          ji han aisa hi hae kiunk my dear friend meri jin doston se bhi is bare mein baat ki hae to maene yehi suna hae k forex trading mein 90 percent log loss hi karte hein aur kam hi log earning kar pate hein......
                          • #838 Collapse

                            g nahi forex me siraf 10% nahi 60% successful traders b hey jo apna knowledge or expernice forex me spend kar k high earning kar lety hey
                            • #839 Collapse

                              ji janb serf 10 serf 10 log hi ese hain jo forex mai earning karte hain 90 log forex mai loss karte hain is ki sab sy bari waja analis na karna tuka trade hai aor bina knolage k market mai enter hona hai. greed eemotions ka control na karnsa ect.........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                There is no doubt that the very low percentage of the peoples are successful. There is the main reason analysis is very hard.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X