investment kam karein to ziada acha hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    mery khyal main investment humay apny experince ko daikhty huway karni chahiey agar hum forex trading main kam investment karen gay to earning bhi us lehaz say ho gi bs humay sabar say kam karna chahiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      investment jitni bhi ho apko moeny mangmetn aur trading ani chaye. agr trading nhi aati money managment nhi ati to invest km hai ya zada is se apko kuch nhi frk prna .
      First LEARN Then You Can Remove The "L"
      • #753 Collapse

        new traders kay lye tu ap ka mashwara bohot he acha hai ke woh forex trading mai investment jitne kam karen tu woh itna ziada acha hai. lakin traders ko chaiye ke woh apni trading skills aur learning aur experience kay hisab sa account mai investment karin tu woh ziada munasib baat hai .
           
        • #754 Collapse

          forex aik riski business ha ic man trader ku kum risk laina chahye or start man kum risk laina chahye ic say trader ka ccou nt safe rehta ha or zyada loss ka chance nae rehta oc ku
          • #755 Collapse

            AOA to all, main iss chheez ky bare mein zydaa nyi jantee kyon keh mei Forex main trading nyi karyee main osteng kartee hoon laikin ager app intelligence say akm leti han to earning sarmayakari mein zydaa earnings hooti ha, lykin agr aisaa nyi ha, to sarmayakari zydaa bhee hojatee ha
            • #756 Collapse

              G ap apne total investment ka 50% first invest karen aur 50% second time as a backup rakhen aur apne system ko seekh k invest karen
              • #757 Collapse

                Jee han aghar aap iss main ziad aexperiences nahi hai tu apko cahhiay k apa is smain kam se kam investment karen uar pehle iss kam ko ache se sekhen iss main mehnat zarori hai iss main jab aappka experiences barh jay tu apa jitna marzi karen koi masla nahi hai iss main apko ap I mehnat uar tajarbe se hi kamana hota hai
                • #758 Collapse

                  ji ssahi kaha aap n investement kam krain tu acha hi hai kiyon ager investement zyda hai tu iss forex mein tu risk bhi huta hai iss liye ammount thori hu tu trading fail sorry planning wrong se mein tu kia tum bhi reject hu jat hai.
                  • #759 Collapse

                    invest ziada se ziada karen kiun ke forex me investments he ziada karne se ziada kamane ko mil sakta hai small account me kamane me der he hoti hai agar aap seekhe hue hain jante hain market ko behtar tor per to phir is business me aap bohat pesa kama sakte hain or lagatar kama sakte hain sirf learning he aik key hai apne aap ko aik better trader banane ke lye .
                    • #760 Collapse

                      Jee aisa b nahi hai mere khiyal se apko iss main apne experience k hisab se sab mange karna jota hai han jo new comers hain un ko thore se start lena chahiay aghr loss ho b jay tu mayoosi ka samana na karna pare shuro main hamen demo per khub mehnat karni chahiay ta k appka real main nuksan na ho uar apka experience b barh jay
                      • #761 Collapse

                        dear mein apki bat sy agree nahi krta forex mein agar achi earning krna ha to forex mein acha work zarori ha jis sya p bohat he acha profi earn kr sakty ho or kamyabi hasil kr sakty ho is liye big investment get big profit in forex market...........
                        • #762 Collapse

                          Dear agher ap investment km karo gy to ap ko profit bi km ho ga as lay main to kata hon ka ap investment zyda kary tak jab ap trade kary to km pip pay zyda profit lay kar trade close kar dya kary ya ap ka lay best hy agher ap investment km kary gy to ap ko profit bi km ho ga
                          • #763 Collapse

                            G brother app ke baat sahi hai ke Forex trading aik risky business hai . aur iss mai market mai currency movement b bohot jaldi aur un predictable hoti hai jis ke waja say loss ka chance hamesha rehta hai . Forex trading mai investment hamesha apni trading abilities aur skills ko consider kar kay he karne chaiye.
                               
                            • #764 Collapse

                              g bhai main apki bat say sehmat karta hn hamy investmnt start main kam karni chaye q k kam ko smajhny k leye q k agr hum investmnt zada kar lain gy to hamy kam k bhi smajh na ho to hamy nuksan bhi ho sakta hai es leye hamy pehly kam ko smjhna chaye usk bad hamy kam ki noyt k mutabk invest karna chaye ye zada behtar ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                Nahe bhi app 1 hi ratt mein ameer nahin hao sakty ha, ye bat aik dum wrong ha, ki aik hi ratt mein ap ameer hao jaey aapko times lgta ha, maloomat gaining krna hooti ha, smjhni mei wakat lgta ha, phir ap ameer hao sakty hao iss karobar ko klarkeey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X