Robot se Traing karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    maire khayal say app forex trading mein robots aur EAs use kar sakt hein, aur bhot saray traders robot use kart b rahy hein. lakin maire kahayal say trading mai robots ko use karna bohot he faiday mand nai hai kion ke in ko use karnay say trader ke apni learning nai hoti hai aur trading skills b develop nai hoti .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      robots kabhi bhi bhi mujhe thik nahi lagte hain na he me kabhi apne account ko robot trading ke hawale karon ga kiun ke insan jitna acha manually kama sakta hai or easily trading khud se kar sakta hai us ko utna profit kabhi bhi robots ki trading se hasil nahi ho sakta hai meri nazar me .
      • #258 Collapse

        ye ak boht hi best riski buisness hia aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur experience ho ga tab hi hum market main acha earn karny k kabil ho skaty hain aur trend ko use karna ho ga it is best
        • #259 Collapse

          robot say trading ko krna kafi zada easy hota hai jin ki vaja say ik trader ko ye moka milta hai or in say ye auto main money ki management krta hai or is ki vaja say khud say take profit or stop loss ki setting limit ko set krta hai ye robot
          • #260 Collapse

            robot boht hi riski trading buisness hai aur hamain is forex main experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur rules ko follow kar k hi hum market main earn karein gay
            • #261 Collapse

              bhai aysi koi bat nahi hai or es main koi bat lazmi nahi hai k hum insta forex main robot trading lazmi karen es main hum paband nahi hain k hmain yah karna lazmi hai or jhmain aysa karny se hmary account ko kuj nahi hota
              • #262 Collapse

                y eak boht hi best buisness hai aur hamain learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur rebot main trade karny k liye experience hasil karny ki zarorat hoti hai profit hasil kar k earning ho skay gi
                • #263 Collapse

                  trading ko krna robot say is kay liay kafi zada account main paisa hona zarori hota hai jis ki vaja say humy her ik ko isi tara say is market main kaam ko krna zarori hota hai nahi to nuksan ho saqta hai ik trades ko
                  • #264 Collapse

                    Phlui to bat ya hy k ham ko real jo robort hoty hy who ham ko milty hi nai hy ham ko real robort nainmilty hy ham ko fake milty hybjo hamg loss hi krwaty rehty hy pr reeal mil bhi jay to who bhot mhngy hoty hybour un k liya balnce bhi zeada hona chiay
                    • #265 Collapse

                      bro aap ko is ma agr success hasil karne ha to aap ko is ma munoal trading karne cahay our is sa aap ko agr loss hota ha to aap ko apne mstak ka pat calta ha our is ma our aap ko is ma robot sa tradingh nhe karne cahay q kay is sa aap ko loss he hota ha our mstak ka be nhe pat ho ta ha
                      • #266 Collapse

                        ji han bhai ap insta forex trading key account per expert advisor yeni ke automated trading keliy robot use kar sakte hain jo ke khud bakhud trading karte hain is per kisi bhi qisim ki koi restriction nahen hai per mere khiyal main to insan ko khud hi trading karni chahey takey experience hasil ho sakey
                        • #267 Collapse

                          humain robot trade say kam karny main kafi risk ho sakta hay magr humain khud trade main kam karny say ziada fiada hota hay magr is kay rules ko follow kar kay kam karty hain to kam karna kafi si rhta hay demo ko use karty hain to kafi achi eraning hasil ho sakti hay practice karty hain to trade main kam ko samjh kar kam karna ho ga
                          • #268 Collapse

                            trader ko robot trade sy kam krna risky hai trader ko robot ka faida nhi hota hai trader ko forex trading main experience sy trade krni chye trader ko forex trading ky business ko smjhna chye trader ko forex trading main knowledge sy work krna hai aor trader ko robot ka use nhi krna hai is sy trader ko achi earning hasil ho sakti hai jb trading experience sy hoti hai
                            • #269 Collapse

                              yar robot to aik asa softwer ha jis ma aap ko trad kad nhe karne hote ha aoutmitic trad hote ha our is ma aap ko loss zada our profit kam hota ha is liay knowlged our experinec ki basc par trad karne caahy our aap is ko ues kar sakty ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Ji Han Bhai ham trading k liy Rebort ko use kar skty hain but I think in me bht se fake b hoty hain and sahi kam b nai krty hain leahaza me to ye samjta hon k hamy khud trading krni chye ye ziada best hai and khud krny se Ham sekhty b hain and Experience b ata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X