Robot se Traing karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Dear hmen is business me robot se kam nahi laina chahe hmen chahe k hm is business me mannual kam karna chahe tb hi hm is business me loss se bach skaty hain isi liye mannual best ha kyun k us se hmen is business ka acha experince b hasil ho jata ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      Bohout sare log aur trader robort se be trading karte hai lekhan mujhe ko wo pasand nahi aur na he mein roborts pe trading karna chata ho q ke wo be tu insan ne banai hai na
       
      • #228 Collapse

        Dear mai ne abi tak koi robot ya autosoftware use nhn kiya mere mind ye kehta hy k forex boht simple hy aur agap ko ays ehe es ko karna chahiye agar tu ap es ko difficult way mai lain gain tu ap ko sirf loss he ho ga soo ap aysa na karo....
        • #229 Collapse

          Main to robot sey trading key haq main nahi hy aur yeh samjhta hoon keh forex aik everlasting business hy, is leye is ko khud seekhna chaheye aur apni planning sey forex trading krna chaheye. Is tarah aap forex ko ziada enjoy kar saktey hain aur is sey ziada sey ziada profit bana saktey hain.
          • #230 Collapse

            robot se trading ki jaa sakit hai lekin manual trading ziada best rehti hai kiu k is tarah experience hasil hota hai jo sk ham ko future main acha tader banne main madad deta hai aor ham ziada time tak forex main survive kar sakte hain
            • #231 Collapse

              bhai main robot trading j haq main nhi hu humy khud mehnat kar k khud ko es kabil banana chahiyeh k achi trading kar saky tubhi hum kamyab hu sakty hain or forex duniya ka sub say best kaam hai humy chahiyeh still mehnat karain tubhi kamyab hu sakty
              • #232 Collapse

                dear ap robot sy bhi trading kr sakty hain lekin good to manual hi hai is ko hin bhi kia ja skt ahai ye aik acha buines shai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik acha kaamhai is koakhn bhi kia ja sakta hai
                 
                • #233 Collapse

                  roboot aik software hai ju different broker apnay traders ku offer kerty hain baaz loog new honay ki weja say trade nae kr sakty baaz trader k pas time nae hota trade kernay ka ic liye roboot use kerty hain but ic say profit aj tuk kisi ku nae huwa.
                  • #234 Collapse

                    Bhai g forex trading mai bohat sary traders easa hy jis sai apko trading mai bohat zaida help milti hy lakin maine kbi be robot trading ko use nai kiya mai tu sirf manual trading ko padand kerta hun
                    • #235 Collapse

                      Bhai ma ny 2month huy trading start kye huy ma ny abi tk robot ko use nhi dekha na experince kea hai suna hai ky yeh aik software hai jis ma humen auto trading ki facility hoti hai robot aik expencive software hai yeh ameer log afford kr skty hen
                      • #236 Collapse

                        Bhai g apki bat thake hy forex trading mai bohat sary traders robo trading kerty hy lakin us mai baz time traders ko looss ka samna be kerna perta hy is liya manual trading kiya karo
                        • #237 Collapse

                          han g reboort trading hoty hai per reboort all borker ko support nahe karty few broker ki he rebort suppot karty hai. mazeed yah bat k reboort trading k lai boaht capital chahain hota hia per dear main to manul trading ko he support karta ho . or main is trading se satisfy ho. q k ap kam capital se start kar skty hai . or risk b ap apny marzy k mutabik laity hia.
                          • #238 Collapse

                            forex trading mien main to nahi prefer karti ke ap is mien robot se trading karen is mien apko chahiye ke ap manual trdaing karen aur is business mien ap apni skills ko su ekarte hue trading karen.
                            • #239 Collapse

                              dear robot se trading karna khud k sath =ushmani karny k brabar ha agara p robot se trading karty han to ap ko loss hony ka ziada khadsha hota ha q k robot kisi bi fundamnetal movement ki sorat men wrong direction ko trade karta ha is liay robot trading na karen .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Pata ni yar iska to mjhe koi knowledge ni hy aur hmen insta forex pay robots use bi ni krna chae qun k robots se loss zeada hota hy qun k unko fundamental analysis ka pata ni hota hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X