Gold trade karne ke lia hamko kon konsi indicator use karna chahie?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    app kogld main trade karney k liye indicator ki ni app ko information ki zarorat hai agar app k pass gold ki information ni to trdae na karian app es main loss ho jye ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Gold pe trade karna har trader ka aik khab hota he aur sab trader chahte hin k gold min trade kar k profit earn kar lin es ki wajah ye he k gold min market bari teezi se movement karti he aur gold min se humin kafi bari earning foran hi mil sakti he aur hum kamyabi bhi jaldi hasil kar leite hin.
      • #123 Collapse

        dear ager ap profit hasil kerna chhaty hien to ap indecator sy zayada demo acount per pracctice kerni chhye ta k ap ko acha experince hasil ho
        • #124 Collapse

          Jnaab m kuch nhi keh sakta k konsa indicator best hy is k liye kyu k hmaraa already ik jaanny walaa international market m bytha hwa hy ju indicate kerta rehta hy
          • #125 Collapse

            indicator to koi b ho to mere khual main kam chal jata hai magr is main new traders ko trade karni hi nahi chahye ku k is main movement bht hoti hai r jo new traders hote hain unko is main se loss b bht ho skta hai is liye unko is main trade nahi krni chahye..........
            • #126 Collapse

              Assalam-O-Alaikum pata nahi bhai jii mene kabhi be gold me trade nahi ki hey aur na he me kabhi gold me trading karon ga q key gold me trading bohat zyada risky hoti hey aur is key liye biggest capital aur experience ki zrorat hoti hey.
              • #127 Collapse

                yrr jahan tak iss kaam main indicators ka sawaal ha to aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss se hi aap ko fayda ho sakta ha iss liye aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss liye main hi aap ko suggest krta hun ke iss kaam main gold ki trading karen iss se hi aap ko fayda ho sakta ha
                • #128 Collapse

                  gold ki trading ke lye ham ko chahiye ke ham lamzi is business me $2000 usd ka account use karen kiun ke gold per trading asaan nhi hoti hai us ke lye hamesha he ham ko choti trade use karni hoti hai or bare accounts ham ko use karne hote hain .
                  • #129 Collapse

                    Brother agr aap gold m trading krna chatay hn to ap ko chaya k ap gold m full experinces hasil karain us k baad gold m trading karain q k gold bhot zayda risky business ha m gold m bhot sy indicator hn ap use kr sktay hn.candle ka use b krna chaya gold trading m.
                    • #130 Collapse

                      bhai agar to ap new hain to mein kahu ga gold se filhal trade mt kren dur he rahein agar trade krna chahty hain to mein apko suggest krun ga k godl k liye rsi use kren ap 14 period settings aur 50 level add kr k breakout ho to trade lgaya kren 50 se down aur up buy or sell k hisab se
                      • #131 Collapse

                        • #132 Collapse

                          Dear meray pass our meray knowledge main do indicators sab say best hain aik RSI hy our dosara humeray pass Bolinger Band hy jin ko hum currency our Gold trading k leay use ker sagty hain
                          • #133 Collapse

                            mera nai khyaal k indicators use krny chahiye. . . ap ko micro or macro ecocnomic factors kee base pay long time trade krni chahiye ta k ap loss sy bch sako or trade ko b seekh sako. . . .
                            • #134 Collapse

                              Sir main nay hamesha simple trading ko hi use kiya hai mujhe nahi pata gold kay baray may ap kisi or say poch lay gold may trading kaafi mushkil hoti hai main nay kahbi nahi ki hai ap simple trading ker lo best hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                i am agree with you that when some one is going to learn the forex they can really maake profit in the forex. but if you will not learn it and you are just going to guess the market trend it will harm your profit

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X