Gold trade karne ke lia hamko kon konsi indicator use karna chahie?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    The best way to trade the forex market is to use the stop lost and take profit..i have never in my life see a successful forex trader that do not use stop lost order.that is the only way to protect the capital the use of stop lost and take profit
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      sorry bhai g mujhy is bary mein abhi koi experience nhi hy kiu k mein yahan abhi new hon mujhy is bary mein apny seniors sy kafi kuch seekhna pary ga.
      • #93 Collapse

        agar aap aik new trader hain to aap ko gold par trading bilkul nahi karni chaiye. gold aik aisa pair hai jis ka spread bohat high hai aur iss par trade karna bohat zayada risky hota hai. gold sirf expert traders ke liye hi hai.
        • #94 Collapse

          gold main trading karny kay laye ap kay pass kam is kam 100$ capital hona chaye aur phir is ki market ko analysis karny kay laye moving average and bolinger banned achy indicators hain jin ka result up to 60 % hota hay aur in ko sue karna bhe easy hay
          • #95 Collapse

            ji haan dear wesay mujhay is kay baray mai itni knowledge nahi hay ku kay mai nay kabhi bhi gold ki trading nahi ki hay haam is mai hum gold ki trading kay liye night and achay investment say kama ko karna achaiye usd mai takay hmay is mai bhut faida aho and yai bhut achaa busnis hay.............................................
            • #96 Collapse

              dear gold ke trade k liye ek to ap k pass experience and high capital hona chaye kyu k is main movement bohat hoti hai and is main ap moving average k indicator ko bhe use kar sakty hain..
              • #97 Collapse

                Gold main trade krny k liye humen es main experiance hona chahye or hamri pratice honi chahye taky humen es main ziada risk na ho or hum es main behter earning kr saken or acha profit hasil ho
                its my Fb Address
                www.facebook.com/Sunny.Sumra
                Skype: Sunny_Sumra:o
                • #98 Collapse

                  yeh to ap per depend kerta hain ky ap ko forex my kon sa indicator use kerna hota hain or ap ko bth dhun ky ager ap koi acha indicator use kertain hain to ap ko lose hony sy buch jatain hain or ap gold my acha profit earn ker sktain hain wsain forex my her weqt ap ko anlysis kerny ke zroret hoti hain ky is sy ap ko lose bhi ho skta hain or profit bhi .
                  • #99 Collapse

                    ji Jinab Bohat hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat kay JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin gold pe forex karna easy nahi hy par main gold pe forex trading nahi karta es liye mujhy esky bary me zada pata bhi nahi or shayad gold ki market bhi achi chalti hy....
                    • #100 Collapse

                      itna to pta nai he mujh ko keh is mien kon se indicators ki help lana hote he to is mein mcad ya koi aur indicator ka result check krien ho skta he keh in se ap ko acha result mil jae gold trading ke liey
                      • #101 Collapse

                        my dear brother .......forec trading business may main to gold ki trading nai krta so main es k bary may thek sa nai bta skta ......aur dosry b saye pairs hai ap os may trading kr skty hai....
                        • #102 Collapse

                          dear first mere khayal se to ap ko gold par trading nahi karni chahiye or second aghar ap trading karte bi ho to indicator ko sirf trend ke liye use kare or trading sirf apni mind or experience ke sath kare is se ap ko acha profit mile ga .............
                          • #103 Collapse

                            G JAnab Bohat hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat k JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin Gold PAr Trading Krni KAy Lie Apko Pehle Gold Ki Know how Honi CHiaya KAy Iski Movement Mostly KEsi Hoti HAi Us K bad Ap ko jab Trade Krni Ho To PEhle Gold Ki NEws Dekho US se Analyis Kro US Kay BAd Mukhtalif Indicators HAin Jin MAi Se Candlestick auto Pivot Moving average elliotic wave Or bhi boaht se indicator Use KR Ka Y Sure Ho Kar Trade LAgian
                            • #104 Collapse

                              Gold main trdaing krne ke liye aap ko is main bht si practice ki zuroorat ha ta ke aap is mian bht sa kmain aur gold ki movement bht tez hoti ha aur aap ko is mian market ka andaza nhi hota
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                brother gold me trading karna koi assaan baat ne hai apka balance khatam hony me zarasa b wqt ne laga hai apko bohat soch samjh kar hi trade karni chaye hai ye sabsy zayadah riski trading hai r me ispar trading ne karta hon

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X