kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    ji dost q nhi hamare kam krne se jo ham posting krte hen is economy strong ho rhi hoti he jitni ham mehnat krenge utna hi hamara hi faida he hamare kam krne se hamari country ko faida hoga jis se hamari country ka nam roshan hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      g bahi kuny nhi bahi agr ap forex ki time do gy to forex zaroor forex hamri economy ko strong kr skti hy g is liy bahi ap forex ko time dia kro g ...........
       
      • #723 Collapse

        Jee dear agar es ko high amoount my kya jaye like government sector mai tu ye zaror hamarii economy ko strong kar kste hain stock market aur forex market dono he ap ki economy ko mazboot karne mai ahm kirdaar aada kar skte ahin,,,
        • #724 Collapse

          g balkul forex trading hamari econemy ko muzboot kar sakti ha hamay jo dosy ar bhai phar lakh kar barozgar phar rahy hain forex unke barozgari khatam kr k unko rozgar mahayia kar sakti ha jitni hamay mulk main barozgari khatam ho gr atna he hama mulk strong ho ga ar econemy b bhary ge.
          • #725 Collapse

            kisi bhi Country ki economic ko samajhne k liye hamare pass itni knowledge honi chahye k hum isk ishare samajh sake or isko samajhne k liye hamaein solid world news per nazar rakhni chahye ta k hamari economic strong ho sake or hamein pata chal sake k kis country mai economic condition behtar hai ya destroy ho rahi hai
            • #726 Collapse

              salam dosto ha may aey samaghta hn kay forex trading hamari economy ko strong kar ti hai q k ham zada say zada vakt forex trading par kam kar tay hai is ki ho vaja say hamari economy ashi ti hai ....
               
              • #727 Collapse

                g haan forex hmari economy ko bohat had tak strong kr skta hai bus esky lye hmain bohat mehnat krni hoti hai , or apna time es forum ko daina hota hai jis sy hmari earning achi hoti jati hai
                 
                • #728 Collapse

                  Forex to bohot hi bara online business hey aur agar hum is business ko achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum is main apne economy ko zaroor strong kar saktey hain aur is main achi trha se earning kar satkey hain.
                     
                  • #729 Collapse

                    Brother forex to aik bohot hi bara online business hey aur agar is business ko achi trha se learn kar lia jaye to is main koi shak nahin he keh yeh waqai hamari economy ko bohot hi ziada strong kar sakta hey.
                       
                    • #730 Collapse

                      g ha bahi jan forex hanri economy ko strong kr sakty ha but as kaly hamy boht zayda mehnat ki zarort hoti ha or exeperice ki bi boht zarort hoti pir ja kay ham apni economy ko strong kar sakty ha
                      • #731 Collapse

                        hanji esi he bat hai maine dekha hai kuch ko han lalach insan ko marwa deti hai jesi bhi ho, forex exonomy ko strong krti hai bht had tk
                         
                        • #732 Collapse

                          yi tu nahee pata hain k forex tradiing si hamari ecomney ko stong kar saktha hain k nahee par agar app logo ko forex trading main ek bohat he acha experince or knowledge ho tu app log is main agar hard working karo tu forex trading main app is main acha profit earn kar sakty ho .or is main app logo bohat he koch hasil kar sakty ho
                           
                          • #733 Collapse

                            agar forex ki theme pa nazar dali jai to isa faida uhe countries ko hota ha jin ki currencies ma trading hoti ha simple se bat ha jis currency ma zyada trading hoge usi ki international market ma mang zayada hoge or forex ma pakistani currency to ha he ni to direct hmari economy pa is ka mra khyal sa koi impact ni ha
                            • #734 Collapse

                              jee han forex hamari economy ko strong karne main boht helpfull hai but hmain uss k liye mehnat karni hogi, forex is best earning place so when we earn on it it will be directly effective on our economy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                G Forex humari economy ko strong bnata hai ager kisi k pass koi kam nhe mtlb rozghar nhe usy rozgahr mil jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X