kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: muskan001 پيغام ديکھيے
    kya forex hamri economic ko strong kr skta hy
    Mera forex trading main thora time huwa hay aur main eskay bary main theak say nahi bta sakta mery khyal main agar forex trading say log earn karen gay to es trha us country main paisa aye ga so economy bhi strong ho gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      G han bilkul,forex ko is waqt Pakistan mein log bohat tezi se join kar rahe hain aur Pakistan mein jo berozgari ka masla hai wo is se bohat had tak solve horaha hai jis se automatically hamari economy ko faida hoga.
      • #738 Collapse

        jab har bandy koo rozgar mily ga aur koi berozgar nahee rahe ga too lazmi baat hy log khus hal hoo jain gy aur country tarqee kere gakar sakta hai.Ap is me ziada say ziada earning kare gay tu ap ki country me dollars ae gay jis say ap ki country ki economy ko bohat help milay gi
        • #739 Collapse

          bro economic ko strong kr skta hai q k forex jesa bussnies me ne aj tk nahi deka aur hamari hamri har zarurat ko kamyab bana sakta hai q k aj k waqt me forex kafi papolar he work he har koi es me work krne ki sochta he aur ye koi hard work nahi k koi b nahi kr sakta bilka esa tu har koi kr sakta he etna easy work he es ka..
          • #740 Collapse

            yes...forex hamaree economy ko stong kar sakta ha agar ham ziada se ziada trade karain bahir ke mulk mai is se hamaree curancy rate bhe high ho ga or enonomy pr bhe asar paree ga
            Forex
            • #741 Collapse

              Forex aik bohot hi bara online business hey aur is main hum unlimited money earn kar saktey hain aur is business ko agar hum achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey ahin to phir hum is main apni economy ko achi trha se strong kar saktey hain.
               
              • #742 Collapse

                g han forex hamari economy ko strong kr sakti ha but us k lia ya ha bhi forex training institute hony chaya or logo ma ziada sy ziada isko sekhny ki advice krni chaya ta k un ka loss kam or profit ziada ho
                • #743 Collapse

                  yes my dear kiu nahi, bilkul theek kaha he ap ne or me b ap ki is bat se bilkul agree hu k is forex trading business k zriy ham apni economey ko bohat behter kar sakty he kiu k is se profit hasil kar k ham earning kar sakty he or apni lifes behter kar sakty he
                  • #744 Collapse

                    kya forex hamri economic ko strong kr skta hy. ... I bat se tou inkar nae kiya ja sakta k forex hamari life ko change karne me help kar sakta hai .... it is playing a good and strong role of economy for all over the world. ... I bat se tou inkar nae kiya ja sakta k forex hamari life ko change krney me help kr sakta hai ..
                     
                    • #745 Collapse

                      g ap ki economy ko behter krny k liay forex aik acha forum ha ha.ap ic me mehnat kar k apni ecomoy ko behter kar sakty han.ap ki economy behter ho ge to mulak aoutomatic agy jay ga.
                      • #746 Collapse

                        je han ager app ki county main doller ate hain tu ap ki economy mazboot hote hai aur app es main ache result milskte hain so forex trading main ap ko ye kam karna hoga aur ap ko es main apne pase loss nhn karne hain es main profit kamaoge tu eco mazboot hgoe warna week
                         
                        • #747 Collapse

                          gii haa merre bhaii app nee theakk kahha hee orr mee app kii batt see agrre kartta hoo kee forexx tradde hammrii ecnomyy koo strongg kar saktta hee orr bhumm forexx tradde koo part timmee karrr sakkttev hee orr isss esss bohatt see passe kamma saktte hee
                           
                          • #748 Collapse

                            Jee Ker sakta Hai. Yeh Government Ker sakti hai Agar Chahe To. Govt Aese Broker Ko register ke Ke Un Se kuch Taxes le sakti hai. Aur High Profit Wale Trader SE Be Tax Le sakti Hai. Phir dealing ke Doran Govt Ko Be kafi Faida Hota hai.
                            • #749 Collapse

                              jee forex hamari economy ko mazboot kr skta hai is k liye proper planning aur bohat ziada mehnet ki zarorat hai. Agr hum serious ho kr forex ko btor profession join krein to wo din door nahi jb Forex ki waja se hamari economy mazboot ho gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                bilkul hm apne income or economy increase kr skte han par is k lea hme hardwork or kam p consuntration dne huge jis s hmre erning or econmy tez huge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X