kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    forex hamari econemy ko buhat mazboot kur sakta hy. laikun es ky lye zaroori hy ky forex ko awam meen aam kya jaey oor oun ko learning ki behter saholteen di jaeen .ye forum es salsaly meen buhat aham kardar ada kur raha hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      Salam friends,,,,:rolleyes: We can definitely make your economy strong from forex trading, Forex trading is a global business where can earn great profit. For making our economy strong we should have to work hard.
       
      • #273 Collapse

        yes dear forex humari economy ko strong kar skta hay agar hum trading market qaim karin or us main ache traders ko jobs d jain jo k patient hon aour money management pe chal skin
        forex k zraye ham zyada zare mabadla kama skte hain jis se economy strong ho gi
        • #274 Collapse

          ji ha dear forex blkul hamari econmy ko strong kar skta he q ke forex se Dollar hamare mulk me ata he jes se econmy strong hoti rehti he or humee chaye ke hum ase friends ko forex ke tarf lekar aae jo jobless he ta ke wo b yaha work kar ske
          • #275 Collapse

            gee bilkul forex hamari economy ko mazboot kar akta hai.. forex par hum jitna zayad kaam karain gai or hitna zayada earn karai ge to utni he zayada hamarai paisai ki value increase hogi or inflation bhi kamm ho jayai gi... bas proper or hard working ki zaroorat hai or hum apni economy ko forex ke zariyai se bhi behtar bana saktai hain...
            • #276 Collapse

              yeh hamari Economy Ko strong nai karta , hamary mulk main Doller isi liyeh Mehngha hota ha Q k bht say log RS k against Doller purchase karty hain is tarha Doller ki Demand main izafa hota h aur Demand bharny say Price Uper jati ha., Hamari Economy tab strong hogi jab Duniya main RS ki transaction hogi...
              • #277 Collapse

                bilkul ji hamari economy ko strong kar sakta hai aur saath hi saath hamaray mulk ki berozgari ko bhi khatam kar sakta hai zayda say zayada logo ko job dey kar
                • #278 Collapse

                  indian forex is a mt5 forex learning and discussing forum who gives bonus for posting.i earn 290 dollars from indain forum last month but it allow us 50 dollars.mujhe lagta ha k bohat sary logon sy muj sy bi zayada bonus earn kiya ho ga.....
                  • #279 Collapse

                    jee han mulk ki tarakki ka daromadar mulk k afrad ki aamdni per hota hai yeh amdani mulk ki qomi amdani mein add ki jati hai jis say us ki ficus income nikali jati hai ager mulk k kai log beozgar hon to ficus amdani kam niky gee or ager unemployment na ho to yeh nationa income zyada ho jati hai
                    • #280 Collapse

                      gee belkul yeh hamari ecnomy ko stronge kr sakta hai aur hum is se apney dreams bhe porey kr saktey hai aur montly achi bali earning kr saktey hai .fore ek asa business hai jis se hum apney ap ko aur ghar waley ko ak achey mukaam per ley ja saktey hai .forex is all time best.
                      • #281 Collapse

                        mujhe itna zayda ilam tu nahi ke forex trading ke business se humari economy storng ho sakti hai ya nahi but main itna zaror janta hoon ke economy kisi bhi country ki tab strong hoti hai jab os country ke rehne wale logo ki economy achi hoti hai
                        • #282 Collapse

                          je nahi agar ap forex main prshar se kam na karen to kuch b nahi hota hai app aram se kam karen or samajh kar karen take app profat karen
                           
                          • #283 Collapse

                            ji haan forex hamari economy ko definitely strong kar sakti hai and hum ko chahiye ke is business me learning kar ke he is me qadam rakhen or yeh business mene dekha hai ke bohat profitable business hai or is business se hum apni economy ko strong kar sakty hain .
                             
                            • #284 Collapse

                              yes,forex hamri econmy ko strong karskta hai ku ke is may bohr log trding karte hain jis sy econmy par kafi acha asar parhta hai....
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                yes dear forex hamari economic growth ko braega or strong bi karega agar hum achi tara trading karenge or apna day and night is hi bussiness me lagaenge to q k is bussiness me shuru me bohat mehnat karni parti hai or is ka phal bad me milta hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X