kya forex hamri economy ko strong kr skta hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2236 Collapse

    G bhai g bilkul ker sakta hy forex hamari economy mai bohat zaida effect kerta hy forex sai hum jo be earn kerty hy usko hum apni currency mai convert kerwaty hy or hamari econo.y mai izafa hota y
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2237 Collapse

      Forex hamari acconmy ko mazbooth ker skta hy PR is k liy education I think bahut lazmi hy kio k forex k liy taleem lazy hy aur taleem ho GI to forex ho GI jeb kisi milk main forex aam ho GI to yaqeenan milk taraqi key ga
      • #2238 Collapse

        Sir spki baat theek hai forex aik ach company hai is may apko losd or profit dono hi ho saktay hain ager apko id may profit hota ti is say apki money msy izafa hoga or gutbat kam ho gi apki ko ghalat nahi kaha ja sakta hai is par mehnat kare sab theek ho jaye ga dil ns hasra
        • #2239 Collapse

          ji firex hamari ecomony ko bht ziada strong kr skta hy ku k jitni ziada trading ho ge utni ziada trading ho ge logo ga rozgar mily ga or auromatic economy b strong se string hoti jaye ge or is k lia hr kisi ko hard work or skill ko bahtr krna hoga
          • #2240 Collapse

            agr humain trade main kam karny main achi earning hasil ho sakti hay economy is forex ki waja say boht achi hay humain agr success hasil karni hay to learning kar kay kam karna ho ga
            • #2241 Collapse

              G han beshk agr hm forex ko as a business use kren to ye hamme Lia best rhy gi . And y hamari economy ko baht strong kry gi.forex economy ko baht strong krti h , but it is not a jock ye seekhna h baht mushkil
              • #2242 Collapse

                G kyu nahi forex hamarri daily income ko increase kar aktanha ham is ki helpnsay earning b kar sakty ham is may agar ham theek say na samjhyenbgay tu hamnis maynlose b karbjaty hannkaam asan nahi rahata ha
                • #2243 Collapse

                  economy is taraha say strong nai hoti hai balkay economy ko strontg karnay kay liay hum sub students ko mil kay ik batr achi mehnat karna chaiy achi learning ko pehlay get karna chaiy phir hi hum ye keh sakaty hai kay ab humanay apni economy ko strong kiya hai jub hum ko is business me achi earning ho gi
                   
                  • #2244 Collapse

                    aisa aik achi mehnat kay balbotay pe i hota hai uis ka bagair kabhi bi asia nai ho sakat hai pehlay aika chi mehnat ko karna chaiy is kay baad hi asia possible hota hai kay ap apni economy ko strong karay
                     
                    • #2245 Collapse

                      bhai forex aik business hy jis ko agr samj aor seekh k kiya jaye to is main profit kay chances bht zaida hain aor zahir say bat hay k agr humain profit ho ga earning ho gi to hamari economy strong ho gi. jitna zaida hum profit gain kren gay utna e zaida hamari economy strong ho gi.
                      • #2246 Collapse

                        Forex trading hamari economic ko bohat ziada strong kar sakta hai.Ap is me ziada say ziada earning kare gay tu ap ki country me dollars ae gay jis say ap ki country ki economy ko bohat help milay gi
                        • #2247 Collapse

                          g bilkul kar sakta hai jab aam insaan k paas purchasing power ho gi to is se economy bhi strong ho gi aor log bhi khush haal ho jaae ge lekin forex se faida uthaane k liye is ko seekhna bohat zaroori hai
                          • #2248 Collapse

                            G bilkul forex ko agr bharpoor tawajju se kia jae tou hmari economi ko faida de skta hair
                            • #2249 Collapse

                              g han is main hum jab trade karein gay tou hamain kam karny ka acha bonus hasil ho ga aur hamain bi faida ho ga is ko use kar k aur is main say hamary mulaq ki economy ko bi faida ho skay ga it is gud job for all
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2250 Collapse

                                is main hamain kamyab hony kliye knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho skay aur is main acha bonus hasil ho saky ga aur is ko use karny ka faida hamain bi ho ga aur hamary mulaq ki economy bi increse ho gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X