kya forex hamri economy ko strong kr skta hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2221 Collapse

    G hun jnab min aap ki bat se agree hun kah forex treding buznees min hum logh yahun par apni economy ko atrong kar sakte hyn is buznees min esa ho sakta hy mere bahi ye bil kul best buznees hy humare pie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2222 Collapse

      Deyar jnab mere bahi min aap logun ki bat se agree hun aap ki bat sahi hy mere bahi forex buznees humari economy ko strong kar sakta hy kun kah is min economy ka kam hy
      • #2223 Collapse

        is main hamain learn kar k kam karna ho ga is main hamain kam karny ka jo bi bonus hasil hota hai us bonus ko use karty hain is main learn kar k kam karna hai is main earn kar k kam karna ho is say country ko bi faida hai
        • #2224 Collapse

          g han asa bilkul ho ga is main hamain kam karna bi acha lagata hai aur is main hum learn kar k achy sya earn karein gay is say hamain bi faida ho ga aur hamary mulaq ki economy main bi azafa ho ga it is good
          • #2225 Collapse

            g han is main hamari economy main bi azafa ho ga is main learn kar k kam karna ho ga is main kam kar k jo hamain bonus mily ga doller main ho ga phar is say hamari economy strong ho gi
            • #2226 Collapse

              g hai forex kar sakti hai likin is ko pehlay ap khdu say aik acahi taraha say is pe mehnat karay ta kay apko kahi pe bi is me lost na ho phir tu ap is ko jub bi chaiy aik achi economy wala business baana kay trade kar saktay hai
              • #2227 Collapse

                kisi b country main jub bahar say money ati hai to is say hum ko b fadia milta hai or is k use krny say hum ki sarkar ko b is ka faida hota hai laikin is say faida ho na ho laikin is ka koi b nuksan nahi hai hum ki country ko trading say
                • #2228 Collapse

                  strong krna hum k economy ko is say kis tara say mumkin hota hai laikin khud ko zada ashy say trained krny k liay khud ko market ka knowledge hona lakami hota hai jis say ik din is main successful ho saqty hain hum traders
                  • #2229 Collapse

                    hamari economy ko kis tara say is market main safety say mulik ko nuksan say safety milti hai or mumkin hai k khud ko loss say hum safe kr saqty hain laikin in ki madad say khud ko trained krna kafi zada zarori hota hai trader k liay
                    • #2230 Collapse

                      hamari economy is forex trading say stroung ho saqti hai kun k is say hum ki country main money ati hai international currency ki jis ki vaja say humy b moka milta hai k earning krny k sath mian is say hum stroung b ho saqty hian
                      • #2231 Collapse

                        g hn forex buth sa angle sa humari economy pa affact krty hy like jb kointrader treading sa earning krta hy t5u woapni earning ko anpi or apni family ke need k leya use krta hy jis da country ma barozgare kmhoti hy or economy ko strong krta hy,,or forex ke waja ap ko country ke capital revolve hota hy or ap ka capital strong hota hy
                        • #2232 Collapse

                          yes... aik forex hi hai jis mein km wqt mein ap apny future ko bright kr skty hain''' ager ap aik axhy btrader hain tou 2 se 3 saal mein ap easily apna goal pura kr skty hain... aur kahen bhi ap itna ziada earn nae kr skty
                           
                          • #2233 Collapse

                            bilkul... hm forex mein bht hi km wqt mein bht ziada earn kr sakty hain... aur kisi bhi job mein ap km wqt mein itna ziada nae kama sakty... bss ap ic ko proper seekh k kren that,s it....
                             
                            • #2234 Collapse

                              Mery khayal say Forex business humri economy ko strong krta hai. Kyu k JB hum es market mai kam krtay hai tou hum earning hasil krtay hai. Jiscsay humri economy strong hoti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2235 Collapse

                                g han ye hamari economy ko strong karta hai is main kam karny ka bonus milta hai is say hamari currency up hoti hai is tarhan is main hamain bi faida ho ga aur loss bi kam ho ga aur hamary country ko bi faida ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X