kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2371 Collapse

    market main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur is forex main strong hony k liye experience hasil karna ho ga ta k achi trade karein gay aur market main analyse kar k hi hum sucess hon gay it is ebst
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2372 Collapse

      is forex main economy ko bi strong karna ho tab hi hum sucess hon gay aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur makret main greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur earn ho saky gi
      • #2373 Collapse

        Yes bilkul forex hamari economy ko strong bnati hai agr hum forex par business krte hein tu yeh mere ley bahat best option hai ke hum forex business main earn kar ke apni economy ko bhtr se bhtr kar sakein. Forex bahat hi bara aur online business hai jis main hazaron log apna invest kar rahay hein
        • #2374 Collapse

          agar hum apny country ki economy ko strong karna chahty hay to humay chahiey keh forex trading ko theak say learn kar kay run karen kyun keh jab hum aisay esko run karen gay tab he hum market main achi earning kar sakty hay ye business sab kay liey achy chances daita hay aur humay khoob mehnat karni chahiey
          • #2375 Collapse

            forex main trade karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main apni learning ko strong karna ho ga tab hi hum run karein gay aur market main up aur down ko dekh k hi hum sucess hon gay aur earning ho saky gi
            • #2376 Collapse

              agar hum apni economy ko strong kar kay trading karna chahty hay to humay chahiey keh es business main theak say money management karty huway kam karn tab he hum market main acha earn kar sakty hay humay es business main theak say focus karnay ki need hoti hay tab he hum esmain safe trading kar sakty hay
              • #2377 Collapse

                forex her prhy likhy ko welcome kehta hai .jo bhi rozgar ki tlash mai hain un k liye yeh aik achi opportunity hai agr zaida ter logon k pas rozgar ho ga to lazmi tor per mulk ki economy mazboot ho gi...
                • #2378 Collapse

                  is main boht say log kam karty hain or trade main achi eraning haisl karty hain agr humain success hasil karni hay to trade ko sikhna ho ga is main log kam kar kay apni eaning ko barha rahy hain so humain active ho kar kay kam karna ho ga jis say market ko handle karna humay liye best ho sakay magr khud ko active kar kay ana ho ga
                  • #2379 Collapse

                    Forex bilkul hamari economy ko strong kar skta hai lekin is le2ley sb se pehle forex ko proper sekhny ki zarorat hoti hai aur sath main mehnat bhi ahim hai.
                    • #2380 Collapse

                      forex koi aisy job ni jis ke liy koi special eligibility ni aik unpahd bh forex trading bh kr sakta hy is liy hamary mulk ki economy mazbot ho ge keon ke is se rozgar her koi hasil ker sakta hy
                       
                      Signature removed by moderator
                      • #2381 Collapse

                        Ji haan Forex Hamari economic ko bahut strong Bana sakti hai Usi Surat Mein Mumkin Hai Jab Hum Forex trading Mein Zyada Se Zyada log kaam Karenge aur Jyada Se Jyada profit Hassan karte hain tab Hum Apni currency ko strong bana sakte hain aur jab currency strong Ho Jayegi Toh Hamari economy easily strong Ho Jati Hai
                        • #2382 Collapse

                          Han g forex hameri economy ko strong karta hai agr ap rozana profit wali trading krte ho tu ap ko apni currency main payment hoti hai jis se ap ke pisay ki value main azafa hota hai jo darasal apki economy ko mazboot kar raha hota hai agr ap knowledge aur mehnat se kam karte ho jis se na sirf ap ko bazat e khod nafa ho ga balke apki economy strong ho jay gi
                          • #2383 Collapse

                            hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi aur apny weak point ko strong karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur is forex main earning ho saky gi
                            • #2384 Collapse

                              sir forex ma hamri to phlay koi bhi economy nai ha qk forex ma pkr k koi currency nai ha jis ki waja say hamri currency ya economy strong ka nai kha sakty ha lakin jis country ma currency ha forex ma uski economy ma kafi farq pharta ha islay apko har coutry ma news ki bhi information rakhni chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2385 Collapse

                                hamain market main apni weak stretgy ko strong banany k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main kam kar k hi hum acha earn karein aur is main learn karein gay tab hi huum achi trade kar k hi market main earn karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X