kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2356 Collapse

    bahi jan forex humari economy ko mary khial sa pakistan ki ko to nar krta hu ga mujy pa ka qustion ki kuch kuch samj ayi ha bahi jan hum ko dehan sakam krna cheahy bahi jan
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2357 Collapse

      koi bhi busienss ho jis say paisay aty hay wo economy par asar andaz hota hay aur forex trading bhi un business main say aik aisa business hay jo keh humary counrty ki economy par asar andaz hota hay aur humay chahiey keh esmain ziada say ziada mehant karen ta keh acha earn kar saky
      • #2358 Collapse

        jee haan bhai forex hmari economy ko strong kar sakta hu main forex par sirf as a part time kaam karta hu aur wo bh main forex ko kam time daita hu lakin main isi forex sy he apny sary expenses ko puraa karta ha forex ny hmain bhot easy way earning ka diyaa ha
        • #2359 Collapse

          Ji haan aap apni economy ko forex trading ke zarie strong kar saktay hain lekin is ke lie aap ko sakht mehnat karni paray gi aur kuch investmetn chahie ho gi takeh aap aik reasonable amount ke saath aur achay knowledge ke saath apna karobar shuroo karain aur acha profit earn karain.
          • #2360 Collapse

            yes dear forex trading hamri economic ko strong ker sakti hai jabb hamm iss ma dill sa mehnat kerry or hard work kery or experince hassil kery tabb he ye hamari economic ko strong ker sakti hai iss liye hammy mehnat kerni chaiyie ager hamm change chaiyie tuo hamyy hard work kerna ho ga..
            • #2361 Collapse

              is main boht say log kam karty hain or trade ko smjhty hain kun kay humain trade ko learn karna hay to is main kafi practice karna ho gi jis kay bad humain market ko under stand kar kay am karny main loss km ho ga logon ko trade main kam karny say say rozgar milta hay or apni eraning ko b ziada kar rahy hain boht say log join kar rahy hain
              • #2362 Collapse

                agar hum forex trading main theak say kam akren gay to humari trading bohat acho ho sakti hay aur es trha humary country main paisa ata hay aur hum market main bohat achi earning kar sakty hay so humay chahiey keh esmain sahi say time dain
                • #2363 Collapse

                  G bhai jan forex hmari economy ko strong kr skta hy is me koi shakk ni. Jb jmm forex trading me earn kren gy aur isi trha hr bnda earn kr k apni zruryat pori kry ga aur forex k platform sy earn kia hoa paisa khud py ya apny bchon py lgay ga tu khush hali ay gi . Beroz gar km hn gy . Auto maticaly economy strong ho gi.
                  • #2364 Collapse

                    agar hum apni economy ko strong bnana chahty hay to eskay liey humay chahiey keh forex trading main mehnat karen kyun keh mehnat kar kay trading main hum profit bna sakty hay aur es trha humary coutry mian forex trading say profit ata hay
                    • #2365 Collapse

                      bhai ap ka sawal kiya forex humari economy ko mazboot ker sakti hy to definetly ye humari economy ko mazboot ker sakti hy kiyoun ky ye aik international market hy jis sy hum kama sakty hy ais ky liye humy bhi ais field ko promot krna chayee jis ky liye forum humy benifit bhi deta hy and or logon ko kamany ka mooka
                      • #2366 Collapse

                        Ji Han bilkul ferox ak acha and easy bisness hai ham agr is ka sahi istamal krin means munasib tareky se lalach na krin and munasib lot lagy to ye ye hamari ecnomic ko bilkul strong kar skta hai and trading ka Experience hony k bad ap mazeed strong ho jain gay and economic mazeed mazboot ho gi
                        • #2367 Collapse

                          forex trading mein jaisa k apko pata hai k tmam countries ki currencies shamil hoti hein so jaisy hi currency pair ups and downs shamil hoty heinn to forex mein uski country ki currency strong bnati hein.
                          • #2368 Collapse

                            agar hum apny country ki economy ko strong karna chahty hay to eskay liey humay chahiey keh forex trading ko ziada say ziada learn karen kyun keh ziada learn kar kay run karnay main he faida hota hay aur hum market main bohat achi earning kar skty hay
                            • #2369 Collapse

                              han g bilkul forex strong kar sakta ha kio ka forex ek bohat bara business ha and ya business world level pa ho raha ha is liye is ko join kar ka ham apny economy ko easily growth kar sakty ha and is ma ham kafi had tak investment kar sakty ha kio ka ya forex ka business sab investment pa hi depend karta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2370 Collapse

                                jee han agar hum forex trading main kam karen gay to humari trading achi ho gi to hum esmain achi earning kar sakty hay aur humay chahiey keh aisay he time dain esmain tab he hum es business main economy ko strong kar sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X