kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    dear bro main abi is main new ho or is main abi main is k bare main learn kar rha hu is liye muje is k bare main zaida ilam nahi hai k forex humari economy ko storng kar sakta hai hai ya kis had tak
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      bilkul bhi je forex 1 asa business ha jo ka hamari economical bht sari sport kerta ha jis se ham bht acha earn kar ksty han is me axcah investment kar k is me se acha pasa hasal kar skty han bht se log is me fayda hasal kar ksty han
      • #1293 Collapse

        my dear friend aap ne aik acha sawal kia hai es forum pe mai abhi naya ho aur abhi maine trading bhi start nahe ki balkeh seekh raha ho likin mere khayal mai hum forex se apne economy ko strong kar sakte hy.
        • #1294 Collapse

          yes dera forex waqai apki economy ko strong kr apki complete lufe change kr skta hy
          ye apki mehnat r tjurby py depnd krta hy
          • #1295 Collapse

            forex ek aesa busienss hai jiss me hame bhot sari guarrenty hoti hai k hamara future in shaa Allah bright ho ga lekin jesay jesay hum is ko kartay hain hame ye such lagnay lagta hai.
            • #1296 Collapse

              Yes definitely, Forex can and is already making the economy strong. it helps people to make huge profit. our country earns in international currency, which can be used for the development of the country. Forex also provides employment to a large number of people.
              • #1297 Collapse

                g haan forex hamari economy ko strong ker sakta he kiun k jab humare country mein cash in flow ho ga to humein taxes pay kerne paren gy and taxes pay kerne se financially country strong ho ga.
                • #1298 Collapse

                  Ge han my dear mara khyal ha ka yahan per boht sa log kam karta han or wo is sa boht fida othata han or forex hmare ecnome ko boht zyada strong kar data ha or hama chhy ka ham is ma zyada sa zyada mahnet karin.
                  • #1299 Collapse

                    yes forex trading hee ak asa forum ha jahan pakistan jasay country maine rehtay howay jahan din be din mehngai hoti rahtee ha apnee income barha sakta kiun matwast country maine aam fard kee mali zaboon hali hee rahtee ha wooo mali tor par khush hal nahin hota ha forex trading say ham apne economic position strong kar saktay hain
                    • #1300 Collapse

                      country maine rehtay howay jahan din be din mehngai hoti rahtee ha apnee country mein cash in flow ho ga to humein taxes pay kerne paren gy and taxes pay kerne se financially country strong income barha sakta kiun matwast country maine aam fard kee mali......................
                         
                      • #1301 Collapse

                        yes forex can strong our economy jab hum business kr k ziyadah say ziyadah earn kren gay dollars un ko with draw kren gy toh obviously humary country ki economy strong hogi or econmy main kch behtari aye gi.
                        • #1302 Collapse

                          bohat ziada strong kar sakta hai Ap is me ziada say ziada earning kare gay tu ap ki country me dollars ae gay jis say ap ki country ki economy ko bohat help milay gi.
                          • #1303 Collapse

                            g han forex hamaro ecnomy ko strong bana sakta hy q k is sy hamary bht sary log rozgar hasil kar sakty hain aur specially hamary females jo aik aisa part hamary mulk ka jo k bht kam contritbute kar rahy hain likan s sy wo ghar bety bety he kam kar sakti hy
                            • #1304 Collapse

                              ha janab be shak forex hamare aconomic bhi bhe tar kar sakte hai balke k bhot bhe tar kar sakta hai agar ham es ku acha shik kar kre to
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                aslam o alikum dost ap nay yeh pocha hay kah forex trading karna kia hamari econmy ko support kar sakta hay to main sirfa yeh araz karn achahta hoon kah ap forex rading ko as game treat na karen balka as business treat karen to bohat faida ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X