kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    yes dear forex aek aesa buisness hai jo k bohat zyada taqat rakhta hai jis sy hamari economy bohat zyada strong ho sakti hai aur ham is buisness main aek khaas aur achi earning kar sakte hen aur is buisness main aek achi earning kar sakte hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      forex hamari economic ko best kr sakti he aor earning best ho to kafi profit hasal kr sakty he agr economic best ho to earning bhe best hoti he mgr trading ko janaa bhe best aor lazmi ahamr he es leye trading se ham pesy apne country pakistan me lae to economic strong ho skati he
      • #858 Collapse

        G bhai forex hamari economy ko bohat he zaida start kar sakta ha ma forex business ko bohat he zaida pasand karta ho forex ak bohat he acha or online busines account ha jis say hum bohat he acha profit hasil kar sakty hain...
        • #859 Collapse

          no doubt forex forum hmari economy ko bohat ziada strong krta hai , jub hum achi trha sy trading krty hain to hmari economy bohat strong hoti jati hai or profit acha milta hai
             
          • #860 Collapse

            Assalamu Alaikum dear friends bilkul forex hamari economy ko strong kr skta hai..balky ye forex kr hi rha hai bcz is ky zarye hum international market me trading kr rhay hain, logon ko jobs k mawqay mil rhay hain.jis se definately hamara mashra financialy strong hoga.
            • #861 Collapse

              nahin forex ik busniss ha or busniss se kabhi econmy stong nahin hoti .economy ko strong kerna ke lia huma yahan achi pedawar ki zrort ha yahan industris cahiyan econoy ke lia education lazmi ha .jab education ho gi to hum ache busniss man bhe ban skain ga
              • #862 Collapse

                mere khyal sey forex humari aconomy ko strong ker sakta hai , hum jitna kam is per karain gye utna he hum is sey earn ker sakty hain or isi terhan hum apni zaroriyat ko achye sey deal ker sakty hain, bus is per humhey mehnat kerni chahiye phir he hum kamiyab ho gye .
                • #863 Collapse

                  yup definately.. if you get success in your buisness than definitely your economy will be increased. and in forex if you have great buisnees mind you can strong your economy.
                  • #864 Collapse

                    ha mery bhai agar hamary log is main intrust lengy to hamari economy bohat mazbut hojaegi or hum day by day kamyab hoty chaly jaengy....................................
                    • #865 Collapse

                      ji han bilkul ye hamari economy ko strong kr sakta hai q k yahan aisi koi limit ni har koi kam kr sakta hai yahan is tarah jb har kisi ko yahan job milaygi to sb ki preshani khatam hojaigi aur hamari economy strong hogi ye bht achi opportunity hai sb k lye aur bht acha zariya hai hamari economy strong krnay ka...
                      • #866 Collapse

                        bilkul forex hamare mulk economy ko behtar ker sakta hai ku ke jab hamare mulk ke bohot sare log rozgar hasil hoga to hamare mulk main berozgari kam hogi aur hamara mulk taraqi ki rah per gamzan hoga aur hamare mulk ki economy main izafa ho ga
                        • #867 Collapse

                          yes if we will earn from the forex then it will improve our economy otherwise it is not the right that the forex can improve our economy ,the earning in the forex is not the easy the great knowledge is required for the earnng
                             
                          • #868 Collapse

                            forex trading humari economy ko kese behtar kar sakta main is bare main aap logo se agree nai kar sakta. I think faida usi surat main ho sakta hai jab aap aik kamyab trader ban jain is se ye faida hoga k mulk main berozgari kam hogi. Ye aik faida hai jo i think economy ko ho sakta hai. baki matters i think government k hath main hai or woi ise theek kar sakti hai.
                            • #869 Collapse

                              ji bhai blkul forex hmre economic ko strong kr skta ha coz itna zada hum earn kra hn utna doller and currency hmra mulk ma ay ge mean zara mubdla and hmre currency une zada strong ho ge hmre economic utne zada fast grow kra ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                forex tarding aik acha online business hi jis main agar ap kamyb hona chete ho to ap ko iss main proper learning kerna ho gi then hi ap iss business main achi earning ekr ke kamyb ho sakoo ge iss main profit hasil ekrna asan nahi hi
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X