kya forex hamri economy ko strong kr skta hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2161 Collapse

    han bilkul forex hamari economy ko strong kr sakta hy, ager aap serious ho k mustakil kaam krain tu..... or jb logon ko acha rozgaar milly ga tu mulk sy berozgari khatm ho gi, hr hr main khush hali ho gi... forex sy hamari economy ko bohat faida hy....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2162 Collapse

      g han dear mere khyal me forex 1 wahad he jis se mulk ki economy strong hoti he or hum ko pta chalta he k kis mulk me kia ho raha he hum ko i baat ka pata hona chhaye is k liye learning boaht boaht zaroori he
      • #2163 Collapse

        je haan karsata hai par es main kosis karay day by day small volume se trading karay aap k liye best ho ga aur es main greedy na karay aur mind se trading karay best ho ga sakta hai thankful for question
        • #2164 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: muskan001 پيغام ديکھيے
          kya forex hamri economic ko strong kr skta hy
          forex mein jab ham khud trading karty hein to forex ki economy automatically strong hoti jati hai and my dear brother main aap ko btana chahun ga k forex mein economy k strong hone par hamari apni investment aur trading ka bohot role hota hai jis se forex economy strong hoti hai
          • #2165 Collapse

            bhai jan main abhi trrading to nahin karta so islie main apko abhi nahin bata sakta k forex hamri economy ko behtar bana sakta hai magr main is main naya aya hon aur abhe trading hi nahin karta to main kese ap ko bta sakta hon abhi main is k bary main seekh raha hon aur jab seekh jaon tab pooch lena.
            • #2166 Collapse

              han ddar kafi ecnomy ko strong kr sakti hai ye aik acha buiness hai si ko kahin bhi kiajksta hai ye aik good buiness hai si ko kafi loog kr rahy hain ye aik real buiness hai is ko kahin bhi kijaksta hai
               
              • #2167 Collapse

                jee haan mary dost ye hamari economic ko satrong kar sakta hai or iss kaaqm main sab log issy seekh kar boht sa paisa kma sakty hain iss kaam main profit kmany ky liye pahly sakht mahnat karna hogi
                • #2168 Collapse

                  jee bilkul janab mjhe yehi lagta hae k Forex trading k iss business ki waja se hamari economy bhi strong ho sakti hae, kynk iss business ki waja se underemployment khatam hogi or hamara country bhi taraki karega iss business ki waja se.
                   
                  • #2169 Collapse

                    jee bilkul janab mjhe yehi lagta hae k Forex trading k iss business ki waja se hamari economy bhi strong ho sakti hae, kynk iss business ki waja se unemployment khatam hogi or hamara country bhi taraki karega iss business ki waja se.
                     
                    • #2170 Collapse

                      forex trading aik boht acha business hay hum is main trading karty haumain is main learning kar kay kam karna ho ga humain is main kam karnay say acha profit hasil ho sakta hay huamin trading main success hasil ho ti hay farak parta hay
                       
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #2171 Collapse

                        g han forex trading agar ham karenge to hamare mulk se beroizgaari ka khaatma hoga aur is tarah se hamari economy ko hi faida hoga aur hamara mulk taraqqi karega.
                        • #2172 Collapse

                          Forex humari economy ko strong kar sakta hay q k is se aam aadmi ko rozgar mil rha hay especially wo jo k kisi business me bari investment nhi kar saktay aur mukhsoos time k liye kuch karna chahtay hn
                          • #2173 Collapse

                            jee mery khyal main agar humary country main ziada paisa aye ga to eska asar humary country ki economy par bhi pary ga so humay chahiey keh theak say market ko learn kar kay he trading karen tabhi esmain kamyab earning kar sakty hay
                            • #2174 Collapse

                              economy say hum ksi tara say stroung kr saqty hain jis say khud ko hum teek say asani say manage kr saqty hain laikin is kaam ko krny k liay humy kafi sari option milti hai jsi say hum ko kafi madad milti hai jis k bad hi hum is k sath khud ka faida b hota hai isi tara say hum nay ye kaam ko krna hota hai
                              I LOVE PAK FORUM
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2175 Collapse

                                hamari economy bohat achi tarha se or kam time me strong ho sakti hai is business ke zarye agar ham mehnat karen forex ko learn kar len to hamare lye apne country ki economy ko strong karna koi mushkil baat nahi ho gi or ham bohat kam time me kar len ge .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X