Greedy approach is not a problem

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    ji baat apki theak hai lakin new traders ko ye bat btana bohat hi zaroori hai kyn k phir wo paisa ganwa beth'ty hain aur forex ko hi bura bhala kehty hain warna ap ki baat theak hai k ye experience k sath sath khatm hojaye gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      Greed forex trading business mein new trader ko sab se ziada perashan karti hy kiok new trader ko forex trading business ka experience kam hota hy aur knowledge bhi kam hota hy likn waqt k sath sath knowledge aur experience bhi ziada hota hy aur greedy approach bhi kam ho jati hy
      • #303 Collapse

        greedy people kabhi forex trading me successful nhi hote chahe un ko kitne saal kiun na ho jaen is business me is lye greed se kabhi kaam nhi lena chahiye takey ap acha kamate rahen or account bare risk ki waja se lose hone se bhi bacha rahe .
        • #304 Collapse

          nahi g miane to ye hi dekha hia ke jo bhi is mine greedy hota hia usko is mien bohat ziyada loss hi hota hai apko chahiye ke ap is mien api greed ko control karen.
          • #305 Collapse

            Dear forex main sab say bara masla he greed hy jo hhe trader greedy hota hy wo kabhe bhe successful trader nahe ban sagta hy us k leay app ko apni greed ko control kerna ho ga tab he app aik successful trader ban sagaen gy nahe tu kamyaab hona possible nahe
            • #306 Collapse

              Greedy approach to hoti hy lekan hamain is ko control krna hota hy. Jab tak hum apni mistakes ko control nahi karain gey, hamain loss hota jaye ga aur hamain acha profit bhi nahi ho sakay ga. Hamain trading key sath sath mistakes ko bhi judge krna hy aur un ko control krna hy takeh future main aisi mistakes na hon.
              • #307 Collapse

                Jo log maximum profit key chakar main is business main enter hotey hain woh trading key doran greedy approach rakhtey hain. Hamain apni ability aur learning key mutaiq hi is business sey umeed lagani chaheye. Jitni hamari learning aur hamara experience ho ga, utna hi hum is business sey earn kr sakain gey.
                • #308 Collapse

                  Greedy approach bohot harmful and is ko seriously lena chahiye, agar ap greedy approach kay sath trading karain gy to is se ap ki trade par negative impact paray ga and ap ko loss hoga.
                  • #309 Collapse

                    G ap thek.kha rha ha mara qyal sa har ak insan ma greedy hoti ha jo log is ko khatm kr lyta ha wo log kamyab hoty ha is liya hamy.kud sa ya chza khatm karni cheya jasa jasa hamy.loss hota ha wasa wasa ya kud ba kud kam hoti jati ha is liya hamy cheya k ham is ko apna andr sa loss hona sa phla hi khatm kr la
                    • #310 Collapse

                      haan jee sahi kaha ap ne jo new traders hain un ko shoro shoro mei lalach hoti hai lakin jaisy jaisy experience hota hai forex mei to ap ki lalch kam hoti jati hai or ap sve side rakh kar hi apni traders chalaty hain
                      • #311 Collapse

                        We all know that greediness is a bad approach but to get something bigger or something good in quick time we must have to have something that is called greediness but we should know how to use it and at what time and how to avoid it and how to use it. So we can't deny the fact that it is very important in our success but one should know how to use it not to used by it.
                        • #312 Collapse

                          I think greedy people k lye forex main kuch jaga nhi hay. greedy log yaha par nuksaan uthatay hay. i think jo new log forex main aye wo is ko proper taraqay say seekh ker aye. kyo k jo forex ko seekhta hay wo is ko samajta hay. aor jo is ko samajta hay wo is main lalich k anjaam janta hay.
                          • #313 Collapse

                            greedy say ye kaam ko krna forex trading ko kabi b is tara say hum nay is market main earn nahi kr saqty hain kun k mumkin hai k ik trader ko is say zada zarori hota hai k market say kum earn kr lain laikin is main koi b greed say kaam nahi krna
                            • #314 Collapse

                              greedy ho kar kam karty hain to humain market main achi earning hasil ho hi nai sakti hay humain greed ko avoid kar kay market main ana ho ga ta kay humain loss km ho saaky
                              "The mind is everything, What you think you become"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                G han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi krna chahe kabhi bhi is business me

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X